Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

    Originally posted by aabi2cool View Post
    main regular is section ka viste karta hon aur har new thred parhta hon ..
    mera yahan aany ka maqsad mukhtlif uloom o fanoon par sab logon ki ray jan,na hota hy magar main replies bohat kam karta hon serf waheen par jakar karta hon jahan main samjhta hon k bohat ghlat horaha hy....
    Nice:clap:

    Good........per Bhai wat do u say ye jo continous larayan chal rahi hain?
    is it a neccessary part of discussion?

    Comment


    • #17
      Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

      Originally posted by Khalil View Post
      nahi milti wo bee yehi kerny aaty hain....................meri

      shaid aap ko pata hee na hu k frestraion kia huti hay...........

      to ap frustrated hain?

      Comment


      • #18
        Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

        Originally posted by Aania View Post
        aap ko tang kerney ke liye :lol

        common sense ki baat hai kurrye .... Reality bataney aur parhney chahey kerrwi ho ya bohat karrwi but.... :0

        :blush: :blush:
        yupz per lerna to nahi chaye na

        Comment


        • #19
          Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

          Originally posted by yellowsky View Post
          walaikum salam Barish!

          shukar hai aap ney Rullz ki tarhan end mey ye nahi kaha key is sec. ko hi band ker dein :hehe:

          Mey yahan kyun aati hun?

          I like healthy discussions on current issues.......social issues.... etc
          agar discussion healthy cahl rahi ho ....i do participate agar nahi to mey araam sey hat jati hun aur agar kuch out of bardasht ho jaye to mey simply "danda" deykha deyti hun :khi:
          sis........aisa na ho wo din bhi aan pohanche:blush:

          :thmbup: :thmbup:
          both 4 coming in n 4 DANDA :lol

          Comment


          • #20
            Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

            Originally posted by sccorpion81 View Post
            Bhaee main tu aata hoon is liey k kuch news milti hain yahan aur yeh pata chalta hai k jo issues hamaray mulk main, mazhab main ya dunia main uthay ja rahay hain un per logon ki kia raey hai aur specialy ham young generation ki
            kabhi kabhi apna chamcha bhi chala daita hoon laikin usi topic per jis per kuch malooomat hoon...aur jis ka kuch pata na ho...us main khwamakhwa ka dhamal nahien dalta...baharhal yeh aik acha section hai aur 1st time isi section ki aur pegham ka aik aur section hamara pegham ki wajha say main nay pegham join kia tha....jahan tak aap nay baat ki hai k baz auqat ham logon main kuch log larna start ker daitay hain..aur yahan tak k zatiyat tak pohnch jatay hain...waisay yeh acha tu nahein hai main aap say agree kerta hoon...laikin aik baat hai k jahan per bahas hoti hai aur jahan per opinion aur thoughts alag hoti hain wahan per fiza main thori nakhushgwargi bhi aa hi jati hai...ham friends main aksar is qisam k topics per bahashoti hai aur aap yaqeen janain k wahan per bhi atqreeban yahi haal hota hai..aur jahan thori garma garmi na ho wahan bahas ka maza bhi nahien aata:) :) :)


            ji i agree:thmbup:
            mere zehn mai bhi ye point aya tha or ye bat sahee bhi hai
            per kuch logon ko maine jab bhi dekha to lerte hi dekha
            aisa lgta hai k wo aaty hi lerne hain
            ik dosre ko HIT kerna hi unka maqsad hai
            behes MUBAHISY ka hissa hai per ik dosre ko HIT kerna to qat'an nahiiii

            or mujeh yahi teasing lgta hai jis k baad ye thread likha

            Comment


            • #21
              Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              To me the discussion is meant to invite various ideas by the ppl with different schools of thoghts. Difference in viewpoint, cross-questioning is the raw material of discussion, but sometimes we don't hesitate personal hitting and pointing the fingers on others which demolishes the sole purpose of discussion. To keep a discussion healthy and alive, we shouldn't loss our cool. Being logical and using some wisdom we can have a better output.

              yupz n that is the spirit:thmbup:
              100% agreed!:salam:

              Comment


              • #22
                Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                Behas o mubahsia ka maqsad hi yehi hota hai ilmi behas ki jaye ....behas aisi kay maslaye ka hal nahi bhi nikal sakta to banda kuch na kuch to seekhye us say ....or behas ko zateyaat pay na laya jaye ....
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #23
                  Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                  Originally posted by Me Here View Post
                  sis........aisa na ho wo din bhi aan pohanche:blush:


                  balkey Big NO ....


                  @ danda

                  :D

                  thanks!

                  aap bhi issey isteymaal kerna seekho barish :D ....wat i have noticed is at times you are v lenient...
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    w/salam :)



                    ek mud'dat hoi ghalib fot leay par yaad aatay haiN :blush:
                    woh har ek baat pay kehtay thay yooN hota to kia hota :lpop:

                    maiN pehlay is section maiN isi leay aata tha kay yoon hota to kia hota aur ab aata hoon to is leay kay yoon haiy to kioN hai :blush:


                    kehtay haiN kay latooN kay bhoot batoN say nahee mantay :blush:, shayed isi leay :lpop:


                    is maiN humari tumhari ka koi farq nahee, min'hais-ul-rewaR yeh humara almiya hai kay "hum sab kuch jantay hain aur tum kuch nahee jantay", aur is zehni halat ko koi tabdeel nahee kar sakta, never.....!!


                    shayed yeh bhi insani fitrat hai kay woh khud say ziadah ba'shaor kisi ko nahee samajhta, loog kehtay hain Iqbal ab paida nahee ho sakta, sawal yeh hai kay kia aap paida honay daiN gaiy.....?? agar aaj kay daur maiN iqbal hota to jawab'deh main betha ilzamat kay jawab day raha hota.....!!


                    nahee...!! kioN kay hum munafiq loog hain, monh par kuch peeTh par kuch :lpop:



                    or iska koi solution?
                    :(

                    Comment


                    • #25
                      Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                      Originally posted by abdulwahab View Post
                      assallam_u_allaikum.
                      yeh section hai apnay khialaat ka izhaar kernay ka aur apni sooch batanay ka.
                      aik baat sab sun lain koi kisi kay muttalak nahi janat keh kon kaisa hai aur kon kaisa hum main kuch munnafiq bhee hain aur kuch achay bhee hain,mager sirf allah janta hai hum sab kay baray main.
                      sab say bari aham baat yeh hai keh
                      ''hamari ana aa jati hai jab hum apni sooch ko kisi kay mukablay main kam dhaiktay hain too phir hum aglay insaan ki sooch ko choor ker us per takhsees(burain) kertay hain.
                      aur yahi munnafiq logon ki nishani hain.
                      hum main itni a.la zarfi hee nahi keh hum kisi ki achi baat ki tareef ker sacain.
                      yaadf rahay yahan hum say muraad woh hain jo ana kay maray hain.:salam:

                      Walikum Assalam:)

                      to ap q phir apas mai lerte hain or ik dosre ko be-aqal n bla bla bla kehte hain?:)
                      kiya ye sab hum sab mil ker chjoor nahi sakte?

                      Comment


                      • #26
                        Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                        Originally posted by TheMask View Post
                        Bhes Eh-le-Elam Ki Honi Chaye or Bhes us Muqam tak Honi Chaye jis Muqam tak App ko us Cheez per Aboor Hasil say us say Agay nahe Jana chaye or es Bhes say Sahi or Ghalat ka Farq Malom Hota Hai or Dimag ki Rahain Khulti Hain
                        Ji Saheee:blush:
                        bilkul saheeeeee:blush:

                        per hum to lerte hain.......jese aaty hi is lye hain:lpop:

                        Comment


                        • #27
                          Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                          Originally posted by Me Here View Post


                          or iska koi solution?
                          :(
                          haan aik solution hai to :blush:, woh yeh kay
                          chal chala chal rahi, yooN he chala chal rahi

                          mazaq bar'taraf :)

                          dee dee zehnoN ko tabdeel karna itna aasan nahee hai.. mushkil hai na'mumkin nahee, pehlay to aik group bana kar 1 soch develop karni hogi, fard-e-wahid woh kaam nahee karsakta jo 1 he soch rakhnay wala group kar sakta hai :mm:
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                            Originally posted by Me Here View Post

                            or iska koi solution?:(
                            kash her cheez mathematics ki tarhan hoti to hum 2+2=4 ker key araam sey hal nikaal liya kertey :D
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #29
                              Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Behas o mubahsia ka maqsad hi yehi hota hai ilmi behas ki jaye ....behas aisi kay maslaye ka hal nahi bhi nikal sakta to banda kuch na kuch to seekhye us say ....or behas ko zateyaat pay na laya jaye ....
                              ji bilkul sahee Aanchal:)
                              or apka itne arse baad aana buhat accha laga:salam:
                              per aj kal to attacks ziada hain or discussion kam

                              Comment


                              • #30
                                Re: MUBAHISA: Behas Ka Maqsad Kiya?

                                Originally posted by yellowsky View Post


                                balkey Big NO ....


                                @ danda

                                :D

                                thanks!

                                aap bhi issey isteymaal kerna seekho barish :D ....wat i have noticed is at times you are v lenient...


                                sis honestly speaking......:)
                                mujeh daant khaany se buhat darr lgta hai thatz y khud bhi kise ko nahi darati :lol
                                anyways ap kahin to hum bhi ik adad danda utha lain
                                :blush:

                                Comment

                                Working...
                                X