Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: have ur say!!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: have ur say!!!!

    bud-dua!!!

    dosto aik sawal hai sirf aour sirf aap kay liay!!!!!.

    sawal yay hai !!!!!!!

    ""kia bud-dua dayna mazloom ka haq banta hai ya nahi!!!!!!!?????"

    dat will put high stress on ur mind !!!!

  • #2
    Re: have ur say!!!!

    well jahan tak mey jaanti hun Mazloom key dil sey nikli hui "Aah" Arsh tak phonch jati hai.....
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: have ur say!!!!

      Jab kisi per zulm hoga aur zulm uski bardasht se barh jaye ga to fitri tor per woh bad dua karay ga.
      Maira khiyal hai ke is se ziada main kuch nahin keh sakti.
      Mind Sciences

      Comment

      • #4
        Re: have ur say!!!!

        1stly u r WELCOME @ PEGHAM n at BEHES O MUBAHISA N HALAAT E HAZRA!
        :welcome: :welcome: :welcome:

        n now come 2 ur ques........mazloom ka haq......
        well in 1 sense hum "BAD-DUA" ko mazloom ka haqq bhi keh sakte hain......q k jab kise per zulm ho raha ho jo k na jaiz bhi ho or ap ik insaan ka dil bhi dukha rahy hoon to zahir hai k next person apk lye thori hard feelings hi rakhta hai
        aise mai wo "BAD DUA" bhi de sakta hai..........ager kuch or na ker paye to.....kuch or se mera matlab hai k uski (zalim) ki soch ko na darost ker pae....khud ko usk under (ma-tehet) se na nikaal pae.....etc

        or in other way.........shaid "BAD DUA" dena mazloom ka haqq nahi........haan ik relaxation hai yaani is per koi pabandi nahii ya ye gunah nahi.......dukhe hoe dil ager bardasht se bahir ho jain to "Aah" nikal hi aati hai n its little bit natural

        per behter yahi hai k zalim k lye HIDAYAT ki DUA maangi jae
        q k jo zulm ap per zalim kerta hai wo kuch bhi nahi usk aagy k ager apki BAD DUA qabol ho or phir ALLAH TAALA ki pakar mai zalim a jae.....

        so zalim k lye DUA E KHAIR kerna behter hai:)

        KHUSH RAHYEE
        WASALAM!

        Comment

        • #5
          Re: have ur say!!!!

          Originally posted by Me Here View Post

          good points Barish!

          magar this is out of Q!
          aur ye bhi nahi zarooori key wo banda alfaaz mey hi kuch kahey..........dukhey huye dil ki ALlah zaroor sun leytey hein beyshak us bandey ney alfaaz na isteymaal kiye hon

          i dont know how to say it exactly magar it is like this :)
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: MUBAHISA: have ur say!!!!

            nice

            Comment

            Working...
            X