Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

    Originally posted by Khalil View Post
    Haha aap nahi samjoo kee Barish..................

    ...................

    Hum siraf Guftar k ghazi hian kirdar k nahi

    Kiun Abdulwahab:wk
    dunia mujhay kehti hai gufftar ka gaazi
    main dunia ko kaisay samjhaon keh
    guftaar kay gazi hi bana kertay hain kirdar kay gaazi.
    jab guftaar main hee jazbah nahi,kaisay aye ga kirdar main jazbah


    main un ki mehfil_e_ishrat say kaanp jata hon.
    jo gher ko phoonk kay dunia main nam kertay hain..
    Last edited by abdulwahab; 7 March 2007, 08:24.
    Fight for Khilafah
    :insha:

    Comment


    • #62
      Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

      Originally posted by abdulwahab View Post
      dunia mujhay kehti hai gufftar ka gaazi
      main dunia ko kaisay samjhaon keh
      guftaar kay gazi hi bana kertay hain kirdar kay gaazi.
      jab guftaar main hee jazbah nahi,kaisay aye ga kirdar main jazbah


      main un ki mehfil_e_ishrat say kaanp jata hon.
      jo gher ko phoonk kay dunia main nam kertay hain..
      :wk kiun k amal karna buhat mushkal hay
      aur wo aap guftar k ghazi kee ratt laga rakhi hay yeh to aik
      Rah e Frar hay...amal sy:comfort:

      Comment


      • #63
        Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

        chaloo wahab bhai bakee batian baad main
        aap sy aur The Mask sy aik baat pochna chahta hun
        Lahore main jo ganga raam Hospital hay.....aap dono ka es k bary main kia khiyal hay?

        Comment


        • #64
          Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

          Originally posted by abdulwahab View Post
          mujhay yeh haq isi qoom nay diya apnay amal say.
          sab say pehlay too mujhay batao keh ''andaz_e_musalmani'' kia hota hai???
          dosra yeh keh is qoom kay aaj kal kay jawaanoo main aur yahood main koi aik faraq batao??
          ager kehtay ho keh namaz ka too kia ''rozana 5 times prayers'' perhatay hain yahan kay jawaan.???????
          ager quraan kehtay ho? kia rozana talawat hoti hai quraan ki, aur phir kion magrab pasandi aa chuki hai yahan???
          mr mask sach bara karwa hota hai ager apnay ooper pura fit aye too phir too buhat ziada takleef hoti hai.
          Esi Qoom May Ap,Ap ki Family b Ati Hai kia wo sab Yahodiyat hain ? Baqool App kay Too wo be Yahodiyat may Shamil hain ba-shamul ap kay
          Last edited by *Roomi*; 7 March 2007, 12:59.

          Comment


          • #65
            Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

            Originally posted by Khalil View Post
            :wk kiun k amal karna buhat mushkal hay
            aur wo aap guftar k ghazi kee ratt laga rakhi hay yeh to aik
            Rah e Frar hay...amal sy:comfort:
            khalil bhi allah karay aap mujh say ziada kirdar main josheelay hon,mager kirdar ki too sirf allah hee janta hai,mager main too sirf itna janta hon keh
            ''aorat per marnay waloon ki gufftar aur kirdar aik hee terhan ka hota hai''
            waisay aik baat bata don aap ko keh
            ''jab tak guftagu achi na ho insaan ka kirdar acha nahi ho sacta''
            :rose
            Fight for Khilafah
            :insha:

            Comment


            • #66
              Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

              Originally posted by TheMask View Post
              Esi Qoom May Ap,Ap ki Family b Ati Hai kia wo sab Yahodiyat hain ? Baqool App kay Too wo be Yahodiyat may Shamil hain ba-shamul ap kay
              aap say aisay jawaab ki hee tawaqoh thi.
              bhi g jis din meray gher main nach gana ho ga us din mera gher bhee yahoodiyat bhara ho ga.
              aik baat jo asal hai bata don aap ko keh
              iqbaal kay jawab_e_shikwa main aik misrah hai.
              ''kaisay hain musalman jinhain dhaik ker shermain yahood''
              kia aap yahan per iqbal ko bhee yahoodi kahain gay??????
              akalmand kay liyae isharah hee kafi hai.
              ager nahi samjhay too batana aap ko detail say samjha don ga.
              Last edited by abdulwahab; 7 March 2007, 14:01.
              Fight for Khilafah
              :insha:

              Comment


              • #67
                Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                Originally posted by Khalil View Post
                Haha aap nahi samjoo kee Barish..................

                ...................

                Hum siraf Guftar k ghazi hian kirdar k nahi

                Kiun Abdulwahab:wk

                ager hum sirf guftar k ghazi hain to kiya yahi maan ker sari zindagi guzaar dain?
                kiya hum khud ko kirdar ka ghaazi nahi bana sakte???
                kiya yuun hi hum is dunya se chaly jain ge........ye soch k q k hum guftar k ghazi the.....

                hum khud hi khud ko banaate hain bhai n surely khud hi bigarte bhi hain

                Comment


                • #68
                  Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                  Originally posted by abdulwahab View Post
                  aap say aisay jawaab ki hee tawaqoh thi..

                  ye kiya hai?
                  Muslims apas mai yuun baat kerte buhat acche lgte hain?
                  Bhai plz calm down........ik dosre ki zaat ko choor ker ik dosre ki thoughts per baat kijiye........
                  or bhai sirf guftar k nahi kirdar k bhi MUSLIM banye.....apka lehja being a muslim POLITE hona chahye taky ap kise dosre ki feelings ko hit na kerte hoe HAQOOQ UL IBAAD poory ker sakin jinki pooch ALLAH TAALA kary ga
                  hope u ve got me now
                  plzzzz

                  Comment


                  • #69
                    Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                    Originally posted by abdulwahab View Post
                    aap say aisay jawaab ki hee tawaqoh thi.
                    bhi g jis din meray gher main nach gana ho ga us din mera gher bhee yahoodiyat bhara ho ga.
                    aik baat jo asal hai bata don aap ko keh
                    iqbaal kay jawab_e_shikwa main aik misrah hai.
                    ''kaisay hain musalman jinhain dhaik ker shermain yahood''
                    kia aap yahan per iqbal ko bhee yahoodi kahain gay??????
                    akalmand kay liyae isharah hee kafi hai.
                    ager nahi samjhay too batana aap ko detail say samjha don ga.
                    Yeh Misrha Iqbal Nay kab kis waqt kaha wo History be Yaad Rakhain us waqt kay Halat-e-Muslim be Yaad Rakhain Rahi Bat Pak Qoom ko Yaahodiyat Kehnay ki Too Ap Jantey Hain Kay Muslim ko Kafir Kehna Kitna Bara Ghuna Hai ? es ko Allah nay sakt Na-Passand Farmaya Hai Na Mein Ap ko Janta Hon na Ap muje Aisey He Na Ap saray PAK ko Jantey Hoo App ko Koi Haq Nahe kesi b Muslim Ko Yahodiyat ka Laqb Denay ka Ap ki Baton or Lehjay Say Jo Kuch Zahir Ho raha Hai us ka Natija Meray Samnay Aisa hai kay

                    " Qool or Amal may Tazaad Paya jata hai "

                    Comment


                    • #70
                      Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                      Sirf ''me Here'' Ki Manoo Is Waqt
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment


                      • #71
                        Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                        Originally posted by abdulwahab View Post
                        khalil bhi allah karay aap mujh say ziada kirdar main josheelay hon,mager kirdar ki too sirf allah hee janta hai,mager main too sirf itna janta hon keh
                        ''aorat per marnay waloon ki gufftar aur kirdar aik hee terhan ka hota hai''
                        waisay aik baat bata don aap ko keh
                        ''jab tak guftagu achi na ho insaan ka kirdar acha nahi ho sacta''
                        :rose
                        es to teeer aap ny apny aap per hee chala dia..............good going

                        Comment


                        • #72
                          Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                          Originally posted by Me Here View Post
                          ager hum sirf guftar k ghazi hain to kiya yahi maan ker sari zindagi guzaar dain?
                          kiya hum khud ko kirdar ka ghaazi nahi bana sakte???
                          kiya yuun hi hum is dunya se chaly jain ge........ye soch k q k hum guftar k ghazi the.....

                          hum khud hi khud ko banaate hain bhai n surely khud hi bigarte bhi hain
                          main hamisha personal per hee etifak kerta hun
                          ager main personal toor per theek hun to mujy sab hee theek nazer aye gy ager main khudh theek nahi hun to mujy poori society main hee gandd nazer aye ga.....

                          ager theek karna hay to apna kirdar ..........hum ya aik banda apni naak sy aagy nahi dekh sakta aap kisi ko bee theek nahi ker skaty jab tak khudh ko na karian..............................:na:

                          Comment


                          • #73
                            Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                            Originally posted by Khalil View Post
                            es to teeer aap ny apny aap per hee chala dia..............good going

                            wow teer chalana ap sabko hi buhat pasand hai na :hb:
                            wat a hobbbbbbbbbbbbbbbbby

                            Comment


                            • #74
                              Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                              Originally posted by Me Here View Post
                              wow teer chalana ap sabko hi buhat pasand hai na :hb:
                              wat a hobbbbbbbbbbbbbbbbby
                              chalin ager ap ko lagta hay k main bee aisa hee hun to I M Really sorry

                              baad yeh hay k bahz daga gee Ungleee terri ker k nikalNa parhta hay:pagal:

                              Comment


                              • #75
                                Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                                Originally posted by ummid View Post









                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X