Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

    Originally posted by abdulwahab View Post
    mujhay yeh haq isi qoom nay diya apnay amal say.
    sab say pehlay too mujhay batao keh ''andaz_e_musalmani'' kia hota hai???
    dosra yeh keh is qoom kay aaj kal kay jawaanoo main aur yahood main koi aik faraq batao??
    ager kehtay ho keh namaz ka too kia ''rozana 5 times prayers'' perhatay hain yahan kay jawaan.???????
    ager quraan kehtay ho? kia rozana talawat hoti hai quraan ki, aur phir kion magrab pasandi aa chuki hai yahan???
    mr mask sach bara karwa hota hai ager apnay ooper pura fit aye too phir too buhat ziada takleef hoti hai.
    tum kis kee batian ker rahy hu............ARE YOU A MUSLIM?
    mujy to shak huny lag para hay aap per.....
    aik muslim etni batian nai kerta siraf Amal kerta hay....

    aap jo elzam laga rahy hain sab to batain khudh namaz parhty hian...

    main namaz parhta hun ALhamdolilALLAH
    Quraan parhta hun sara tarjuma para hay....

    aur main aap ko bata don k Muslim siraf namaz aur rozy ka naam hee nahi....
    wo to aik ba amal aur pur aman shakisyat jo k her pehlooN sy munasib hu os ka name hay..........ager aap main yehi jazba raha to ap aik din hum muslims ko be ezit ker dain gy...jesa k spain main huwa tha.....

    Comment


    • #47
      Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

      Originally posted by abdulwahab View Post
      aap ko aik baat hee kahoon ga khalil sahib iqbaal kay shaheen
      ''music per ijtehaad nahi kia kertay''
      jo log aorat kay hussan main doobay huay hon woh kuch nahi ker sactay.
      hhaahahaah
      sab sy pehly aap music samjain k kis kee baat hu rahai hay...sab sy pely jo baat per behas kerni hay os k bary main sara home work kia karian pher yehan aya karian........................

      kia samjty hian k jo Ejtihad karna chahty hin music k bary main wo aisa karian gy k jaisa Indian aur pakistan kee films main fahash music huta hay es per karian gy
      my dear be amal muslim kabi nahi karian gy...........

      Comment


      • #48
        Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

        Originally posted by abdulwahab View Post
        tum sab kay sawaal ka aik hee jawaab hai meray paas
        ''aaj kay musalman ki yahi pechaan ban chuki hai
        muhammad (PBUH)too nahi albatah aorat is ki jaan ban chuki hai''
        yaar mujy to aap kee zehniat per hunsi aati hay.............lagta hay aap apny kamry main band hu ker siraf chand muslim k bary main sochty hian....

        aur han yeh be sath likha karian (PBUH)

        Comment


        • #49
          Re: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

          Originally posted by abdulwahab View Post
          aik baat too batao behna zara
          allah aur us kay rasool(pbuh) nay too kahin nahi fermaya keh aorat perda keray ya nah karay us ki marzi balkeh aorat ko perday ka hukam diya gia hai.
          yeh(musharaf) kon hota hai yeh kehnay wala keh aorat perda karay ya na karay us ki marzi kia yeh allah aur us kay rasool say ziada akalmand hai??
          aap ko yahan perhna chahiyae tha
          astaghfirullah
          jis nay allah aur us kay rasool kay hukam kay khilaaf koi hukam diya
          allah ki kasam lannat hai us per aur us say bara koi kamena nahi .aur aik baat aur batao
          yeh hamara hukmaran hai kia yahan jamhuriat qaim hai ??yeh kion sood say paak nizaam nahi lata????yeh kion aorton ko tv per ''neem berhana'' dhikhata hai???
          tellllllllllllllllll meeeeeeeeeeeeeee????
          simmply aap TV dekha hee na karian..........................

          aap ny buhat simple see baat ker dee:)

          Comment


          • #50
            Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

            Originally posted by suffard View Post

            yahi too ho raha hai.janay kab hosh aye ga ion ko????????
            aap ko kaisay agia hay?:wk

            Comment


            • #51
              Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

              Originally posted by suffard View Post
              kahhar ,ghafar ,qoodoos ,jabroot.
              yeh 4 anasir hon to banta hai musalman.
              iqbaal nay kaha tha kia hai sab main??????????
              janab sy sab kuch hay hum main dontwory:wk

              Comment


              • #52
                Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                mr khalil aap kay sari fazool baton kay jawaab main aik hee baat kahoon ga keh
                ''iqbal nay jab jawab_e_shikwah likhi thi too us say muraad wohi log thay jo islamic taleemat pere amal nahi kertay thay,itna too mujhay bhee maloom hai keh kuch log hain yani aik jamaat hai jo sahi rastay per amal ker rahi hai lakin jo sahi nahi hain un ko bhee too lana hai kuch ko ''sharam dila ker aur kuch ko josh dila ker''
                lakin iqbaal nay kaha tha keh
                ''qalb main sooz nahi rooh main ehsaas nahi''
                kuch bhee pegham_e_muhammad ka tumhain paas nahi'' yahan per iqbaal puri qoom say mukhatib hain .in main achay bhee buray bhe hain.ab yahan per iqbaal per log jahilon ki terhaan iqbal per takhsees kertay too phir ban jata pakistan.............umeed hai aap samajh gay hon gay.
                aur rahi music ki baat too janab mujhay achi terhaan malom hai keh music main kia kia types hain aur aik baat aur keh aap ka
                ''ghaamdi chachoo'' jis music ki baat kerta hai woh bhee janta hon....
                masla sirf yahi hai janab
                hum bajay kisi kay achay kam ki tareef kernay kay us ko hee takhsees ka nishana banatay hain.
                aik baat aur kahoon ga bura na manayay ga
                yeh site hee puri dunia nahi hai dunia aur bhee buhat hai.....
                aik sher aur likhon ga
                ''main dekh raha hon tera andaz_e_fiker
                kaisa andaaz hai,kahin bhee nahi hai fiker''
                Last edited by abdulwahab; 6 March 2007, 19:25.
                Fight for Khilafah
                :insha:

                Comment


                • #53
                  Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                  Originally posted by Khalil View Post
                  yaar mujy to aap kee zehniat per hunsi aati hay.............lagta hay aap apny kamry main band hu ker siraf chand muslim k bary main sochty hian....

                  aur han yeh be sath likha karian (PBUH)
                  yeh too mujhay hee pata hai keh main gher main hee rehta hon ya..........
                  aur aik baat aur sunain janab khalil sahib
                  ''kia sirf chand musllim hee aorat kay deewanay hain''
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment


                  • #54
                    Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                    :rose
                    BIYAAN MAIN NUKKTA_E_TUOHEED AA TOO SACTA HAI
                    TERAY DAMAGH MAIN BOOT KHANA HO TOO KIA KAHIYAE
                    :salam:
                    Last edited by abdulwahab; 6 March 2007, 20:26.
                    Fight for Khilafah
                    :insha:

                    Comment


                    • #55
                      Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                      aray aray yeh kia ??
                      hum sab ko akhattay rehna hai na keh aapis main lerna hai ok.werna kuch bhee nahi honay wala..
                      sab sun lo ok,
                      abdulwahab jo keh raha hai woh sahi hai kionn keh us ki poetry main josh aur nidammat doonoo hain..
                      common yaar b positive yaar plz.........
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                        TERI DUA HAI KEH HOO TERI ARZOO PURI
                        MERI DUA HAI KEH TERI ARZOO BADAL JAY
                        TERI DUA SAY FAZA TOO BADAL NAHI SACTI
                        MAGER HAI IS SAY YEH MUMKIN KEH TOO BADAL JAY.

                        :salam:
                        Last edited by abdulwahab; 6 March 2007, 20:32.
                        Fight for Khilafah
                        :insha:

                        Comment


                        • #57
                          Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                          wow fights chal rahi hain? :tasali:
                          CARRRRRRRRRY ON:fuming:

                          Comment


                          • #58
                            Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                            Originally posted by Me Here View Post
                            wow fights chal rahi hain? :tasali:
                            CARRRRRRRRRY ON:fuming:
                            HUM KAB LARNA CHAHTAY HAIN DUNIA BARI ZALIM HAI MAJBOOR KER DAITI HAI
                            Fight for Khilafah
                            :insha:

                            Comment


                            • #59
                              Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                              Originally posted by abdulwahab View Post
                              HUM KAB LARNA CHAHTAY HAIN DUNIA BARI ZALIM HAI MAJBOOR KER DAITI HAI
                              Baat to araam se bhi ho sakti hai na bhai.....
                              try to act like Muslim Bros n sis plzzz

                              Comment


                              • #60
                                Re: MUBAHISA: Hindu History or Hamara Nisaab-e-Taleem

                                Originally posted by Me Here View Post
                                Baat to araam se bhi ho sakti hai na bhai.....
                                try to act like Muslim Bros n sis plzzz
                                Haha aap nahi samjoo kee Barish..................

                                ...................

                                Hum siraf Guftar k ghazi hian kirdar k nahi

                                Kiun Abdulwahab:wk

                                Comment

                                Working...
                                X