Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

    [quote=suffard;413330]yeh too main hee janta hon keh woh kam himmat hai ya ''buhat kuch'' hai.woh jee raha hai aur allah kay fazal say buhat soon ko bhee jeena sikha raha hai.
    aur janab khalil sahib pakistan ko khulay zehnoon ki zaroorat hai lakin itnay bhee kjhulay nahi keh sari aqal bahir hee gir jay aur peechay sirf bekari aur behayai hee reh jay.
    aur aik baat aur yaad rakhain keh
    aqal ko deen kay tabeh karain na keh deen ko aqal kay tabeh.[/quote]
    main ap kee es baat per etifak karta hun janab...
    bhai akal nahi girti dont wory....huamian ghamdi jaisoon kee hee zarorat hay

    Comment

    • #17
      Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

      rahi aap kay admin sahib ki baat too janab ab ager baat khul hee gai hai too main aap ko batata chaloon keh abdul wahab nay mujhay bataya tha keh masood sahib un ko kaha kertay thay keh
      ''apnay ilm ka test kerwain''
      us nay mujhay bataya tha keh koi thread lagaya gya tha shyd kisi ''tawaif'' kay nam per.ya isi jaisa koi thread tha us main bazari aortoon ki baat chal rahi thi too abdul wahab nay kaha tha keh
      '' main un aortoon ko tableegh ker sacta hon lakin nikah nahi kar sacta''
      too aap kay admin sahib nay kaha tha keh
      ''ager aap khud amal nahi kar sactay too aap tableegh bhee nahi kar sactay''
      aur yeh keh kar thread close kar diya giya ager yeh aik forum hota too abdul wahab ko bhee is baat kay jawaab main kuch kehnay ka maoqah milta lakin aap kay admin sahib ko shyd apnay galat ilm per bara naz hai .
      maolana tariq jamil ka nam aap nay suna ho ga un ka nam kisi taruf ka muhtaj nahi hai unhoon nay kaha tha keh
      ''zaroori nahi keh tableegh kay liyae aap log amal prhlay karain ,kisi ko acghi baat batana sadqa_e_jariyah hai''
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

        [QUOTE=Khalil;413335]
        Originally posted by suffard View Post
        yeh too main hee janta hon keh woh kam himmat hai ya ''buhat kuch'' hai.woh jee raha hai aur allah kay fazal say buhat soon ko bhee jeena sikha raha hai.
        aur janab khalil sahib pakistan ko khulay zehnoon ki zaroorat hai lakin itnay bhee kjhulay nahi keh sari aqal bahir hee gir jay aur peechay sirf bekari aur behayai hee reh jay.
        aur aik baat aur yaad rakhain keh
        aqal ko deen kay tabeh karain na keh deen ko aqal kay tabeh.[/quote]
        main ap kee es baat per etifak karta hun janab...
        bhai akal nahi girti dont wory....huamian ghamdi jaisoon kee hee zarorat hay
        khalil sahib janay dain yaar
        yeh kehta hai keh aorat perdah karay na karay koi tention nahi hai aur music ko halal kehta hai .ab batain kiya isi ki zaroorat hai hum ko keh
        jo islam nay haraam karar diya yeh nus ko halal karar day??
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

          [quote=suffard;413349]
          Originally posted by Khalil View Post

          khalil sahib janay dain yaar
          yeh kehta hai keh aorat perdah karay na karay koi tention nahi hai aur music ko halal kehta hai .ab batain kiya isi ki zaroorat hai hum ko keh
          jo islam nay haraam karar diya yeh nus ko halal karar day??
          Ok bhai....main yeh sab samjta hun...main bee pehly ghamdi k buhat khiylaf tha belive me....
          aur jab main ny osy suna dekha aur pher takabil kia dosry ulma ka
          un ulma kee batoan main mujy shidat etaha parsti nazr ai jabky ghamdi main siraf peace tha...what can i say know

          Comment

          • #20
            Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

            [QUOTE=Khalil;413351]
            Originally posted by suffard View Post
            Ok bhai....main yeh sab samjta hun...main bee pehly ghamdi k buhat khiylaf tha belive me....
            aur jab main ny osy suna dekha aur pher takabil kia dosry ulma ka
            un ulma kee batoan main mujy shidat etaha parsti nazr ai jabky ghamdi main siraf peace tha...what can i say know

            aray bhaya aiki baat bataon ager bura na manain too plz.
            bhai jis insan ki soach jaisi ho na ager us ko us soach jaisa koi mil jay too woh us ko hee tekh samajhta hai lakin sach kiya hai woh too hamaray uolmah akram hee jantay hain na.
            ghamdi is liyae mashhoor hua keh media per jin logon ka qabza hai woh maghrab jaisiu soach rakhtay hain aur ghamdi ki bhee yahi soach hai.
            aur janab aik baat too batain zara keh aap nay us ki batoon main kiya peace dshaikha hai keh woh kehta hai keh aorat perdah karay ya na karay
            too kiya aorat ki bepardgi say fitna nahi phailta>??????
            hazoor muhammad(pbuh) ka irshad hai keh
            music diloon main niffaq paida kerta hai.
            too yeh kon hota hai keh aaj uth ker yeh keh day keh music halal hai?????
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

              Ok main ap kee baat samjta aur jo ap ny wahab bhai ka bee kaha hay to mujy os ka elam nahi tha ya pher wo post nahi dekhi hugee main ny...

              aur jehan tak music ka...tahalak hay to bhai mery ap batain kia music ny koi qoam tabah kee hay?
              music to her jaga mojood hay ap ka dil ka darhkana bee music hay aap ky key board per jab key punch kerty hin to jo awaz hay wo bee music hay ...
              aur mery khiyal sy ghamdi ny es musix kee baat kee hay na kay MUJRA kee

              Comment

              • #22

                aray bhai kiya kaha aap nay keh music nay konsi qoom berbad ki hai ??
                aray bhi music nay hee too sab kuch berbad kiya hai .
                iqbal ka aik sher hai
                aaw main tumhain bataoon keh taqdeer_e_umm kiya hai
                shamsheer_o_sana awal,,tawoos_o_rabab akhir..
                khalil bhi aap mujhay kal tak ka waqt dain main inshaallah music per aik full note likh ker pesh karoon ga keh kis terhan yeh brbadi ka mojab hai..ok
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

                  ok i m waiting

                  Comment

                  • #24
                    Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

                    Originally posted by Khalil View Post
                    Ok main ap kee baat samjta aur jo ap ny wahab bhai ka bee kaha hay to mujy os ka elam nahi tha ya pher wo post nahi dekhi hugee main ny...

                    aur jehan tak music ka...tahalak hay to bhai mery ap batain kia music ny koi qoam tabah kee hay?
                    music to her jaga mojood hay ap ka dil ka darhkana bee music hay aap ky key board per jab key punch kerty hin to jo awaz hay wo bee music hay ...
                    aur mery khiyal sy ghamdi ny es musix kee baat kee hay na kay MUJRA kee

                    i agree u 100 persent
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

                      is thred kaa main mozoo thaa kehh kia niqaab aoorhanaa aorootoon kaa zatee masallla haiiiii.........
                      meree khial main yehh waqiii aoortoon kaa zatee maslaa haii kehh wohh niqaab karain yaa naa karain magar aikk baat clear hai kehh islam main Aorrat kayy pardayy kaa hukamm mojjood haii aoor yehh aoorat kaay liey zarooree haii kehh wohh niqaab bhee karray ,,,,,,,,
                      agar koi oarrat niqqab nahee karnaa chahtee to yehh uss kaa zatee ammal haii wohh qiammat kayy dinn iss cheeze kee zaroor jawab dehh hoo gee
                      magar hamm iss duniaa main Like Jamia Hafsa wallon kee tarrah yehh nahee kerr saktay kehh hamm zabardastee Niqaab karwaiin
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Kiya Naqaab Orhna Khawateen ka Zaati Masla hay??

                        parhney k liye nichey link par click karain
                        http://www.ahlehaq.com/books/book-ghamidi-mazhab-kia-hay-177-p0.html

                        Comment

                        Working...
                        X