assallam_u_allaikum.
sab say pehlay too main maafi chahta hon keh main nay apnay jawabat kay liyae nia thread start kiya.lakin main yeh sirf is liyae ker raha hon keh abid bhi nay tamam perhnay waloon kay zehnoon main buhat hee galat batain batah di hain jo keh un ko islam say door lay ja sacti hain.jaisa keh main nay kaha keh koi bara farq nahi hai lakin abid bhi nay kaha keh in main ''kuffar ''tak kay fatway jari kiyae gay hain.
jaisa keh aap sab jantay hain keh hamaray aik dost ''abid bhi'' nay meri likhi hui batoon per tanqeed ki aur un ko jhoota ya mutazaad sabit kernay ki koshish ki yahan per main janab abid bhi kay iterazaat ka jawaab daina chahoon ga.kion keh yeh samajhtay hain keh main nay buhat hee galat likha.too janab abid bhi aap kay iterazaat ka jawaab daleelon kay saath hazir hai.
pehlay aap nay kaha keh
1.........عبداللہ بن زید عبداللہ بن عمر سے روایت کرتے ہیں کے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کے بنی اسرائیل کے اکہتر فرقے ہوگئے اور ان میں سے ایک کے سوا باقی سب دوزخی ہیں قریب ہے کے میری امت میں تہتر گروہ ہوجائیں گے۔۔۔۔۔۔۔۔
آج تک اس موضوع پر کتب روایات میں جتنی بھی روایات ہیں ان سب میں امت مسلمہ کے تہتر فرقوں میں بٹ جانے کا ہی زکر ہے بہتر کا زکر کہیں نہیں ہے بلکہ بلکہ بہتر کا لفظ تو بنیی اسرائیل کے استعمال ہوا ہے
janab abid bhi nay meri likhi hui hades ko jhoot kaha aur saath hee saath yeh bhee kaha keh aaj tak jitni bhee kitabain hain is mozue per sab main sirf lafaz 73 aya hai na keh 72.main bara heeraan hua hon keh aik shaks mujhay jhoot na bolnay kay liyae keh raha hai aur khud buhat bara jhoot bol raha hai.keh kisi bhee kitaab main 72 ka zikar nahi aya hai.to mr abid bhi aap nay mujhay aik kitaab ka hawala diya hai main aap ko 3 kitaboon ka hawaala daita hon
1...sunan abbi majah,kitab_ul_fatan,jild 2.
2...sunan imaam ahmad bin hambal,jild 3,page 120.
3...jamia tirmazi,kitaab_ul_emaan.
۔ wazeh rahay keh main nay jin kitaboon ka nam likha hai in main say 2 kitabain ''sihah_e_sittah''main say hain.aur yeh baat bhee wazeh kerta jaon keh ''''hazrat shekh abdul qadir jeelani'' bhee sahah_e_sitta ko mustanid qarar daitay thay.aik baat main aap sab ko wazeh kerta jaon keh ''islam main jab bhee kisay maslay ko hal kernay ki zaroorat pesh ati hai too ''kitaboon main say us kitaab ka intekhaab kia jata hai jo sab say pehli ho .''abid bhi nay jis kitaab ka zikar kia yani''غینة الطالبین'' yeh kitaab un kitaboon jin ka main nay zikar kiya hai say buhat baad main likhi gai hai.
ab main ata hoon aglay aiteraaz ki janib.
2...ایک شخص پہلے تو امت کے بہتر فرقوں میں تقسیم ہونے کی حدیث نقل کرتا ہے اور اس ایمان کے ساتھ نقل کرتا ہے کے ایسا ضرور ہوکر رہے گا لیکن دوسری طرف وہی شخص جب امت کے فرقوں کا تعارف کرواتا ہے تو ایک نہیں بلکہ دو دو جگہ یہی لکھتا ہے کے اسلام میں تین فرقے ہیں ۔۔جب اسلام میں تین ہی فرقے ہیں تو آقا کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی حدیث کی کیا توجیح ہے جناب کے پاس ؟
janab abid bhi main nay yeh baat kahi bilkul kahi lakin mera kehnay ka maqsad yeh nahi tha keh islaam main sirf 3 hee firqay rahain gay aur na hee main nay is baat per muher laga dee hai,balkeh abhi too 3 banay hain abhee aur agay bannay hain.yeh alag baat hai keh ''aap ki aqal nay is baat ko kisi aur lihaaz say lay liya hai''.aur yaqeenan kisi aur kay zehan main aisi baat nahi ho gi.jo keh aap ki aqal yahan per biyaan ker rahi hai .ager hoti too buhat pehlay hee meri is baat per sawaal uth chuka hota.
mera is baat per saboot yeh hai keh main nay kaha tha keh ''ایسا ضرور ہوکر رہےگا''.na keh yeh kaha tha keh aisa ho gia hai.ya aisa ho chuka hai.is main sirf aap ki hee sooch ki galti hai.
3....yeh point hai ''deoband aur barailvi ka.
main nay kaha tha keh yeh doonoo madrissay hain.lakin aap nay kaha keh sirf 'deoband'' madrissah hai.main apni galti ko tasleem kerta hon.kion keh sirf yahi aik madrisah hai.lakin aap nay aik baat aur jo kahi keh
''ر موصوف نے بالکل من گھڑت طریقے سے یہ ثابت کرنے کی کوشش کی ہے کے ان دونوں یعنی دیو بند اور بریلی مکتبہ فکر میں کوئی اختلاف نہیں بلکہ یہ دونوں صرف اور صرف اپنے اپنے مدرسوں کے ناموں کی وجہ سے الگ الگ شناخت رکھتے ہیں ۔۔اب اس پر میں کیا کہہ سکتا ہوں کے اتنا بڑا دھوکا اور وہ بھی یوں کھلے عام
too janaab aap nay pehli baat hee galat kahi hai keh main nay yeh kaha keh in main koi ikhtelaaf nahi hai.meray bhi aap zara thread perhatay waqt apni ankhain khool lia kerain takeh aap kisi kay mutalak galat baat na karain.masla aap ka nahi doosray perhanay waloon ka hai.
main nay kaha tha keh in doonoo main sirf ''failsifyaati'' ikhtelaaf hai.abid bhi ab aap batain keh kon jhoot bol raha hai aur woh bhee khulay aam.
agay ja ker aap mazeed likhtay hain keh
''کون نہیں جانتا کے علماء دیو بند اور بریلی کے درمیان کس قدر سنگین اور خالصتا عقیدے کے مسائل پر اختلاف ہے اور دونوں فریقوں کے جید علماء کرام نےا یک دوسرے پر کفر کے فتوے دے رکھے ہیں
janaab abid sahib jab aap ko yahi nahi pata keh aqeeda kia chez hai aur falsafah kia chez hai ? aap kaisay itni bari baat keh sactay hain keh in doono yani deoband aur barailvi kay apas main buhat baray ikhtelaaf hain.in main sirf falsafay ka ikhtelaaf hai na keh koi aqeeday ka.ager aqeeday ka ikhtelaaf ho too sab kuch hee badal jay.
ab aap mujhay batain keh woh kia kia batain hain jin per inhoon nay aik doosray per ''kuffar'' kay fatway jari ker diyae hain.(baqool abid bhi kay).
4....yeh point hai ''iemah_arbah'' ka is main main sirf itna kehna chahoon ga keh jaisa keh main nay kaha tha keh
''3 imaam ,imaam abu hanifa kay shagird thay'',too janab abid bhi mera kehnay ka maqsad yeh tha keh woh teeno imaam abu hanifah katy ''bilwastah'' shagird thay .yani jaisa keh in sab ki tareekh_e_paidaish aur wafaat say pata chalta hai keh in sab main imaam abu hanifah hee baray hain.aur saath hee saath aap nay bhee is baat ka jawaab day diya keh
ہاں ایک اعتبار سے تینوں آئمہ امام صاحب کے شاگرد ہیں لیکن وہ خالصتا علمی اصطلا ح ہے۔
yahi kehnay ka mera matlab tha.
ab aap mujhay meray in sawalat ka jawaab dain keh
1...aap nay kion kaha keh aaj tak jitni bhee kutab hain is mozue per(firqay wali hadees). un sab main 73 ka hee lafaz istemal hua hai.jo keh buhat bara jhoot bol rahgay hain aap .
2..sab say pehlay aap mujhay ''aqeedah'' aur ''falsafah'' donoo ki tareef likh ker dain keh yeh kia hotay hain??.aur phir mujhay batain keh akhir woh konsi batain hain keh jin ki bina per in doonoo nay aik doosray per kuffar kay fatway jari ker diyae hain.aur saath hee saath un ulmah kay nam bhee likhain jinhain aap baray josh say ''jaid ulmah'' ka laqab daitay hain.??
sath hee sath aap ko yeh bhee batata chaloon keh baghair tehqeeq kay kisi per tanqeed nahi kertay.agay aap mujh say ziada akalmand dikhtay hain.
bas ap mujhay mery sawalat ka jawaab dain.im waiting.

Comment