Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

    Assalamalikum

    kia aurat mulk ki hukmran ban sakti hai ? woh hakoomat kar sakti hai ?:) ya sirf yeh kaam mardoun kay hi hain .....?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

    I don't exactly know what Islam says about it...ager islam permit kerta he to mein koon hota hon inkaar kerne wala
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

      Walikum Assalam Aanchal:)
      n WELCOME BACK AFTER A LONG TIME

      Aurat hukmiraniyat nahi ker sakti coz ISLAM alllow nahi kerta.....
      ISLAM ne hamesha mard ko hi hukmiraan tasawwur kerne ka hukm diya......per ager koi is hawale se koi HADITH bhi qoute ker de to ziada behter hai:)

      KHUSH RAHYE!

      Comment

      • #4
        Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

        assallam_u_allaikum.
        aorat kisi surat bhee hukmaran nahi ban sacti.kion keh hazoor muhammad (pbuh) nay mana fermaya hai .
        jaisa keh hazrat muhamad(pbuh) ki hadees hai keh
        ''oos qoom nay hergiz flaah na pai jis ka nizam_e_iqtadaar aik aorat kay haath main ho'''(bukhaari sharif)
        Fight for Khilafah
        :insha:

        Comment

        • #5
          Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum

          kia aurat mulk ki hukmran ban sakti hai ? woh hakoomat kar sakti hai ?:) ya sirf yeh kaam mardoun kay hi hain .....?
          meree khial main islam main kahen bhee aorat kee hakoomat kernee kaa tasawar mojjod nahee lakin iss kaa yehh matlab nahee hoo gaa kehh islam nee mard koo aorat per fooqiat dee haiii aisaa kehnaa balikol ghalat haiii...iss cheeze ko ham aisa samjh saktee hai kehh kuch mamlat main allah nee mard ko aorat per fooqiat dee haii to kuch main aorat koo mard perr
          lihaza aorat kee nisbat mard hee hukmaranee kaa sahee haqdar haii
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            meree khial main islam main kahen bhee aorat kee hakoomat kernee kaa tasawar mojjod nahee lakin iss kaa yehh matlab nahee hoo gaa kehh islam nee mard koo aorat per fooqiat dee haiii aisaa kehnaa balikol ghalat haiii...iss cheeze ko ham aisa samjh saktee hai kehh kuch mamlat main allah nee mard ko aorat per fooqiat dee haii to kuch main aorat koo mard perr
            lihaza aorat kee nisbat mard hee hukmaranee kaa sahee haqdar haii

            Nice Reply:clap:

            Comment

            • #7
              Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

              Originally posted by abdulwahab View Post
              assallam_u_allaikum.
              aorat kisi surat bhee hukmaran nahi ban sacti.kion keh hazoor muhammad (pbuh) nay mana fermaya hai .
              jaisa keh hazrat muhamad(pbuh) ki hadees hai keh
              ''oos qoom nay hergiz flaah na pai jis ka nizam_e_iqtadaar aik aorat kay haath main ho'''(bukhaari sharif)
              Walikum Assalam
              thx 4 providing the QUOTE 4m HADITH
              Shukriya

              Comment

              • #8
                Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

                No & Never

                Comment

                • #9
                  Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

                  bilkul nahi..............koi ejazat nahi..........

                  waisy aap bee Co-admin hian..........es thread k baad aap kee hakomat bee khatry main aa sakti hay:kr:

                  Comment

                  • #10

                    • #11
                      Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

                      Iskey baarey mein Islamic quote hai, shayad kisi hadis mein, mujhey thik se yaad nahin,
                      Kaha gaya hai ke jis jagah pe aurat ki hukumat hoti hai wahan BARBADI ka buniyad padta hai

                      aur waise bhi aurton mein hukumat karney ki qabiliyat nahin hoti hai,

                      deegar baat hai ke aurat awam ke zariya 'muntakhab' ki jaati hai
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #12
                        Re: MUBAHISA: kia Aurat hakoomat kar sakti hai ?

                        Originally posted by Spy009 View Post
                        Iskey baarey mein Islamic quote hai, shayad kisi hadis mein, mujhey thik se yaad nahin,
                        Kaha gaya hai ke jis jagah pe aurat ki hukumat hoti hai wahan BARBADI ka buniyad padta hai

                        aur waise bhi aurton mein hukumat karney ki qabiliyat nahin hoti hai,

                        deegar baat hai ke aurat awam ke zariya 'muntakhab' ki jaati hai

                        :lpop:

                        Comment

                        Working...
                        X