Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

    Assalamalikum

    Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?
    13
    ji han
    30.77%
    4
    ji nahi
    61.54%
    8
    pata nahi ...
    7.69%
    1
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

    Aik baat mein aap ko batana chahoon ga. Ke european sazaein jo hein wo sirf Fard-e-Wahid ke liye hein, yaani un sazaon ke itlaaq se sirf aik insaan ko he sahi kia jata he, jub ke islami sazaein puray mooashray ko sahi kerne ke liye hein. Abi pichlay dinon IRAN ne aik terrorist ko jis ne Iran ke 9 Special FOrces ke guards ko hit kia tha usay sar-e-aam usi jaga pe phansi di gai...i don't think ke usay dekh ke koi dubara is tarah ki ghalti kerne ka hoosla rakhay ga.

    Mein chahta hoon ke terrorists aur Rapists ko phansi ki saza zaroor milni chahiye...sar-e-aam na sahi to jail mein he sahi.
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

      phansee kee saza honee chahiey
      hamaray aor europe kee halat aor system main zameen aor asman kaa farq haii thats why i say iss koo khatam nahee kernaa chahiey
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #4
        Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

        Walikum Assalam

        her kise ki jaan qeemti hooti hai
        jab koi aram se kise dosre ki jaan le sakta hai to usko bhi phansi honi chahye.....

        Comment


        • #5
          Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

          NO & Never

          Comment


          • #6
            Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

            ji han surely khatam huni chayee..........

            Comment


            • #7
              Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

              Originally posted by Khalil View Post
              ji han surely khatam huni chayee..........
              Oye khooteya, phansi islami saza way

              tainu te 70 kooray peenay chaiday ne O v kun phara ke te O v beech bazar :blush:
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                wasay to ham zada nhi janty ...but...

                hamary khayal main.....phansi ki saza khatam nhi honi chahiy..

                Comment


                • #9
                  Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                  Originally posted by Khalil View Post
                  ji han surely khatam huni chayee..........
                  kio khutem honi chaye zara is pay to roushni dalaian ?:lpop:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Oye khooteya, phansi islami saza way
                    Phansi Islami Saza hai :cc:, kis jurm maiN de jati hai :mm:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                      Originally posted by آنچل View Post
                      Assalamalikum

                      Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?
                      w/salam,

                      Khala jee sawal namukammal hai is leay jawab bhi na'mukammal donga :zuban:.

                      Phansi ki saza khatam kar deni chaheay :lpop:
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        w/salam,

                        Khala jee sawal namukammal hai is leay jawab bhi na'mukammal donga :zuban:.

                        Phansi ki saza khatam kar deni chaheay :lpop:
                        sawal kesay namukamal hai :mm:

                        jab banda koi jurm karta hai hai usay saza di jati hai ..yeh saza jurm ki neyat ki bina pay di jati hai...kuch juriam aisay hotay han jin main phansi ki saza di jati hai ...to kia woh di jani chaye ya us ki bajaye omarqaid ya koi or saza honi chaye ? kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ??

                        ab do jawab :lpop:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                          phansi ki saza honi chaye agar waqai usi banday nay jurm kia hai jis ki saza phansi honi chaye the to ..



                          ab aisa bhi to hoo jata hai kay jurm kio or karta hai or saza kisi or ko ...
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                            Originally posted by آنچل View Post
                            sawal kesay namukamal hai :mm:
                            jab pata he nahee kay kis hawalay say poch rahee haiN to na'mukammal he howa naa :lpop:

                            Originally posted by آنچل View Post
                            jab banda koi jurm karta hai hai usay saza di jati hai ..yeh saza jurm ki neyat ki bina pay di jati hai...kuch juriam aisay hotay han jin main phansi ki saza di jati hai ...
                            yeh sab to mujhay bhi pata tha :hehe:

                            Originally posted by آنچل View Post
                            to kia woh di jani chaye ya us ki bajaye omarqaid ya koi or saza honi chaye ? kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ??
                            ab do jawab :lpop:
                            acha to yeh sawal hai :blush:
                            wesay yeh bohot door ki soch hai, pehlay to yeh dekhna paRay ga kay kabhi kisi ko na'haq soli par to nahee chaRhaya gaya ?? yani pehlay "insaaf" honay ka yaqeen ho jaiy, to phir jaan kay badlay jaan ki he saza hai...
                            magar jahaN tak meri knowledge hai jaan kay badlay jaan maiN sar qalam kia jata hai phansi nahee de jati :donno:, agar maiN ghalat hooN to koi taseh farma day :blush:..
                            jab kisi shaks ko qatal kar dia jata hai to us kay aihl-e-khana par kia bet'ti hai yeh unhaiN he pata hota hai aur aksar us khandan kay loog fitri tour par mushtail ho kar qatil ki jaan kay dushman ho jatay haiN, ab jab kay islam deen-e-fitrat hai to yaqinan saza bhi aisi he rakhi gai hai kay bashariyat ki fitrat say Takrao na ho...!!
                            jab maqtool ka waris qatil kay seenay par chaRh kar us ka sar qalam karta hai to yaqinan us kay seenay maiN ThanDak paR jati hai. aur phir woh had say bahar nahee nikalta, jab kay phansi honay par aksar aisa nahee hota kioN kay maqtool ko bay'dardi say qatal kia gaya hota hai jis say maqtool kay waris bay chain he rehtay haiN aur woh qatil ki nasloN say inteqam laytay haiN...!!
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kia phansi ki saza ko khutem kar deena chaye ...?

                              Sazaein woh honi chahiyey jo kisi aik insaan ki islah key liyey nah hon balkey aik muashrey ki islah key liye hon - afsos keh aaj har rukh infradiyat ki taraf jaa raha hai. Phansi ki saza honi chahiye magar jaisa kisi bhi saza sey wabasta hai yeh dekhna chahiye keh khata kya hai? uska impact kya tha? uski wajoohat kya thin? us saza sey muashrey per kya asar ho ga waghera .. merey nazdeek phansi ki saza zaroor honi chahiye - jaisey rajam aur korrey bhi honey chahiyey.....
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X