Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??

    Tum Sab Nay Buhat Likha Is Government Kay Khilaaf Aur Bhee Buhat Soon Kay Khilaaf.lakin Aaj Apnay Baray Main Lkhoo.
    Kion Keh Tum Bhee Kisi Ki Aolaad Ho.
    Phir Likhna Start Ker Doo
    Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??
    Fight for Khilafah
    :insha:

  • #2
    Re: MUBAHISA: Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??

    Assalam o Alikum Bhai....!


    hamare zawal ki sirf ik wajah.....
    or wo ye hai k hum us zaat se door ho rahy hain jiskey humin sabse ziada qareeb hona chahye
    ISLAM ik complete DEEN hai.....jisko ager samajh liya jae or her haal main usko apna liya jae to koi bhi phir khud gharz na ho
    q k ISLAM main buhat emphasize hai PARENTS ki izzat or unkey HAQOOQ per....
    ik or baat......jo PARENTS apne bachoon ki behtari ka sochte waqt ALLAH TAALA k EHKAAM ko bhool jaty hain i-e jo log sirf living standard high kerne k liye HARAAM MAAL ka sahara lete hain........unkey bache kabhi bhi unkey nahi bante q k wo ALLAH k nahi bante haram kamate waqt.....

    in the end ap dekhin waja sirf itni k SHAO'OOR k bawajood hum khud ko LA-SHAO'OOR hi rakhin.......or wo bhi jaan boojh k......

    Comment


    • #3
      Re: MUBAHISA: Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??

      mein khud gharz nahi hoon, meri mom is baat ki gawahi de sakti hein...next
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: MUBAHISA: Aolad Kion Itni Khud_gharz Hai??

        sirf aik mammle mein khud garzi dikahiyi hai hum ne.... baaqi sub ke liye humare maa baba hum se khush hain...:alhamd:

        Comment

        Working...
        X