Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

    assallam_u_allaikum.
    yahan aap logon nay muashray main berhati hui burai kay zemadaaron ki nishandahi kerni hai aur saath saath daleel bhee.
    allah hafiz.
    phir milain gay.
    Last edited by abdulwahab; 18 February 2007, 15:34.
    Fight for Khilafah
    :insha:

  • #2
    Re: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

    Walikum Assalam!

    Society ki sabse bari burai hum apne DEEN se door ja rahy hain....

    factors:
    * open media
    * change in our thoughts
    * Nafs ki ghulaami
    * we dont even try 2 open QURAN once in the day + skipping of NAMAZ.....ye do wo cheezin hain jo rooz honi chahyein coz they r the basics
    * ghalat tarbiyat
    * ghalat enviroment

    this is 1st one thing
    baaqi :insha: i ll discuss soon

    KHUSH RAHYE!

    Comment


    • #3
      Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

      yehan koi bura nahi hay..................her banda apny aap ko aik acha aur naik insaan samjta hay..............her banda apny aap ko ALLAH k kareeb rakhta hay..wo chayee jaisa bee hun................


      hum logon ko nahi badal sakty hum kudh ko badlna huga

      Comment


      • #4
        Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

        Originally posted by Khalil View Post
        yehan koi bura nahi hay..................her banda apny aap ko aik acha aur naik insaan samjta hay..............her banda apny aap ko ALLAH k kareeb rakhta hay..wo chayee jaisa bee hun................
        to b very frank mujhy is ki smajh nahi i
        app zraa thore sa or explain kr dain too.......
        kia insaan apny app ko aik acha or naik bnda smajhta hay
        kia yeh smjhna theek hay yaan nahi

        Comment


        • #5
          Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

          Originally posted by jia View Post
          to b very frank mujhy is ki smajh nahi i
          app zraa thore sa or explain kr dain too.......
          kia insaan apny app ko aik acha or naik bnda smajhta hay
          kia yeh smjhna theek hay yaan nahi
          thek na ya theek hee baat main ny nahi kee
          main ny to kaha hay k koi bee banda apny ap ko bura aur ghalt nahi kehta.

          Comment


          • #6
            Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

            Originally posted by Khalil View Post
            thek na ya theek hee baat main ny nahi kee
            main ny to kaha hay k koi bee banda apny ap ko bura aur ghalt nahi kehta.
            g haan yeh baat to apki theek hay k koi bhi insaan
            apny app ko bura nahi kehta
            to yeh sab kehnay say acha nahi k inssaan buray kaam kary hi na
            jis say k is moashiray main buraiaan phail rahi hain
            aisa insaan to koi bhi nahi hay jo k apny app ko burai say
            millay ga
            lakin isi insaan nay in buraiioon ko sir pr chrhaa rkha hay
            or phir chor kabhi chori kr k manaa hay k us nay chori ki hay

            Comment


            • #7
              Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

              Originally posted by abdulwahab View Post
              assallam_u_allaikum.
              yahan aap logon nay muashray main berhati hui burai kay zemadaaron ki nishandahi kerni hai aur saath saath daleel bhee.
              allah hafiz.
              phir milain gay.
              Mr wahab bhain jaan aslamoalikum
              ummed hay k app theek or thaak hoon gay
              mujhy app ki aik baat ki smajh nahi atti app
              hr baat k liye daleeelain kion mangty hain
              kuch kaam aisy bhi hotay hain jo dlayel k bghair
              bhi ho skty hain
              insaan ko apny app ko sabit krny k liye dlayel ki zarroorat nahi hoti
              agr us ko sabit krna ata ho to...........................................,,,,
              hope u understand Allah hafiz
              :salam: :salam:

              Comment


              • #8
                Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                sorry bhai jaan likhna tha

                Comment


                • #9
                  Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                  Waalaikumasalam....

                  hum ne short and sweet mein baat khatm karne ki koshih ki hai.. hope you people got my point...:)
                  khush rhaiye....
                  Allah haafiz..
                  Last edited by ummid; 18 February 2007, 20:14.

                  Comment


                  • #10
                    Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                    Originally posted by ummid View Post
                    Waalaikumasalam....


                    hum ne short and sweet mein baat khatm karne ki koshih ki hai.. hope you people got my point...:)
                    khush rhaiye....

                    Allah haafiz..
                    yep Ummid

                    and Bravo!!!
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      yep Ummid

                      and Bravo!!!
                      thankoooo de.....:blush:
                      hope baaqi sub bhi sumjh jayen.. aur yeh thread aur behas behas mein lamba na khicha jaye....:dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                        Originally posted by Khalil View Post
                        yehan koi bura nahi hay..................her banda apny aap ko aik acha aur naik insaan samjta hay..............her banda apny aap ko ALLAH k kareeb rakhta hay..wo chayee jaisa bee hun................
                        khalil janooooooooo
                        aap kaisay keh sactay hain keh koi apnay aap ko bura nahi manta balkeh her aik apnay aap ko acha samajhta hai.janab aap mujhay yeh batain keh rozana lakhoon log allah say tooba kertay hain sirf isi waja say keh woh apnay aap ko bura samjhtay hain.ager woh apnay aap ko bura nahi samajhtay too woh tooba na kertay.umeed hai aap samajh gay hon gay.
                        2..aap nay kaha keh ''hum logon ko nahi badal sactay humain khud ko badalna ho ga'''
                        meray bhi aap kia kehtya hain keh jo log ''tableegh'' kertay hain woh kia apna damagh hee khapatay hain??
                        meray bhi hum buhat soo ko badal sactay hain ager chahain(point to b noted)
                        gher baithay rehnay say kuch nahi ho ga.
                        umeed hai aap samajh gay hon gay is liyae sirf apni ray dain muashray main burai kay zemadaroon ki.

                        ''bara markah marya ay aik hee gal wich gal hee mukka ditti ay''.:hathora
                        Fight for Khilafah
                        :insha:

                        Comment


                        • #13
                          Re: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                          Originally posted by Me Here View Post
                          Walikum Assalam!

                          Society ki sabse bari burai hum apne DEEN se door ja rahy hain....

                          factors:
                          * open media
                          * change in our thoughts
                          * Nafs ki ghulaami
                          * we dont even try 2 open QURAN once in the day + skipping of NAMAZ.....ye do wo cheezin hain jo rooz honi chahyein coz they r the basics
                          * ghalat tarbiyat
                          * ghalat enviroment

                          this is 1st one thing
                          baaqi :insha: i ll discuss soon

                          KHUSH RAHYE!
                          meri behna aap nay jo kaha tekh hai lakin quraan wali baat jo hai na too woh yeh hai keh hum quran ko perhatay hain sirf ibadat kay liyae.ager hum us ko terjamay kay saath perhain too hum ko buhat faida ho ga kion keh us main jo kuch hai woh buhat hee umda hai.
                          baqi rahi aik baat aap ki ''nafs'' wali woh aik alag baat hai us per inshaallah alag say thread ho ga.
                          Fight for Khilafah
                          :insha:

                          Comment


                          • #14
                            Re: MUBAHISA: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                            Originally posted by abdulwahab View Post

                            ''bara markah marya ay aik hee gal wich gal hee mukka ditti ay''.:hathora

                            :khi: :khi:

                            Comment


                            • #15
                              Re: muashray main berhati hui burai kay zemadaaron kon kon hain??

                              Originally posted by abdulwahab View Post
                              meri behna aap nay jo kaha tekh hai lakin quraan wali baat jo hai na too woh yeh hai keh hum quran ko perhatay hain sirf ibadat kay liyae.ager hum us ko terjamay kay saath perhain too hum ko buhat faida ho ga kion keh us main jo kuch hai woh buhat hee umda hai.
                              baqi rahi aik baat aap ki ''nafs'' wali woh aik alag baat hai us per inshaallah alag say thread ho ga.
                              yes lakin bhai buhat se log even roz QURAN PAAK ko read tak nahi kerte...?
                              or BESHAK jo baat TAFSEER k saath prhne mai hai uski to baat hi or hai:)
                              sochin ye KALAAM ALLAH ka hai........hamare CREATOR ka jisne humin peda kiya jo humin sabse ziada MOHABBAT kerta hao even more than our Mothers......to phir bhi hum nahi perte?:(

                              anyways thx 4 addition:)

                              Comment

                              Working...
                              X