Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

    aslamoalikum dear firneds
    ajj jo topic mery mind main chal rha hay woh hay
    k humari govt nay zulzalla zdhgaan k liya kia kuch kia hay?
    humari govt ko kitna fund miila tha k un logoon ko dubara
    abaad kia ja saky inhain in k ghr bna kr diye jain.............
    sunnay main to aya tha k humari govt ko jitna fund milla hay woh
    aghr achay treqa-a-kar say use kia jay to aik new pakistan bn
    skta hay
    lakin yhaan pakistan to kia bnna tha yhaan to un baychary
    logoon k ghr bhi nahi bn saky . ajj woh log srdi ki wjah say itnay preshan hain na un k pass gher hay or nahi kuch or.................
    or yeh baat kisi say bhi chuppi nahi hay k pakistan main kis qdr
    fund ikatha hoa tha to woh saraa khan gia ?
    kia app logon main say koi bta skta hay k in logoon ko abhi
    tak in k ghr kion nahi millay woh ajj bhi apni zindagi roads pr
    guzar rahy hain... kia un sab ko nahi pta k humary liye kia kia
    iqdamaat hoay thay jin main say abhi tk aik bhi manzer-a-aam
    pr nahi aya.....
    woh fund just pakistan ki trf say hi nahi aya tha bl k is main
    dosray countries ka bhi bohat ziyada fund tha jo k najanny kahan kho
    gia akhir woh kahan gia
    jin ka hq tha un k haath kion nahi aya
    kia woh log apni zindagi dubara nay tareqay say nahi guzar sakain gay
    kia woh log ab apny gharoon main nahi reh sakain gay
    well mujhy jo kehna tha mainy keh dia ab ap ko btana hay k
    yeh sab kia ho rha hay?

  • #2
    Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

    Originally posted by jia View Post

    http://www.pegham.com/showthread.php?t=3301

    Hadisa chhota nahin tha! Balkeh aik qayamat-e-sughraa thi jo aai aur aa ker aik lamha bhar mein aik duniya ujarr gaii. Bohat kuchh tabah huwa, bohat kuchh tabah kar diya...

    Jo kuchh tabah huwa hai Jia ussey basana aasan nahin - kyun keh sab sey badi majboori woh halaat hain jin sey guzar ker reliefe activities ki jaein... yeh aasan kaam nahin tha. Magar is qayamat ki reliefe key liye agar siraf Pakistan hota to jo kuchh sambhala geya hai woh bhi na sambhalta. Is mein sari duniya ney apni apni khidmaat pesh ki hain jo duniya mein insaniyat ki pehchan bana hai.

    Haan hamarey mulk ko jitna fund mila hai - woh kam az kam MERI tawaqoh sey bohat bohat ziyada tha... Mutasareen ki jitni help hui hai key woh kaafi thi? Hargiz nahin. Aik baar phir haqdaron ka haq na'soor khaa gaey hain - aik baar phir paisa aapis mein baant liya geya hai aur marney walon ko marney key liye chhorr diya geya hai - chand aik khaakey TV per dikha diyey jatey hain keh logon ki zuban'bandi ki jaa sakey - warna lootney waley chahey munhoun per chadar daal ker aatey ya wardiyaan pehan ker - loot gaey hain... aur roney waley rotey rah gaey - jo kuchh karna hai unhon ney apney taein karna hai!!!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

      Originally posted by jia View Post
      aslamoalikum dear firneds
      ajj jo topic mery mind main chal rha hay woh hay
      k humari govt nay zulzalla zdhgaan k liya kia kuch kia hay?
      humari govt ko kitna fund miila tha k un logoon ko dubara
      abaad kia ja saky inhain in k ghr bna kr diye jain.............
      sunnay main to aya tha k humari govt ko jitna fund milla hay woh
      aghr achay treqa-a-kar say use kia jay to aik new pakistan bn
      skta hay
      lakin yhaan pakistan to kia bnna tha yhaan to un baychary
      logoon k ghr bhi nahi bn saky . ajj woh log srdi ki wjah say itnay preshan hain na un k pass gher hay or nahi kuch or.................
      or yeh baat kisi say bhi chuppi nahi hay k pakistan main kis qdr
      fund ikatha hoa tha to woh saraa khan gia ?
      kia app logon main say koi bta skta hay k in logoon ko abhi
      tak in k ghr kion nahi millay woh ajj bhi apni zindagi roads pr
      guzar rahy hain... kia un sab ko nahi pta k humary liye kia kia
      iqdamaat hoay thay jin main say abhi tk aik bhi manzer-a-aam
      pr nahi aya.....
      woh fund just pakistan ki trf say hi nahi aya tha bl k is main
      dosray countries ka bhi bohat ziyada fund tha jo k najanny kahan kho
      gia akhir woh kahan gia
      jin ka hq tha un k haath kion nahi aya
      kia woh log apni zindagi dubara nay tareqay say nahi guzar sakain gay
      kia woh log ab apny gharoon main nahi reh sakain gay
      well mujhy jo kehna tha mainy keh dia ab ap ko btana hay k
      yeh sab kia ho rha hay?
      meree khial main tanqeed kernaa iss duniaa kaa sabb see aasan kaam haii aorr hamm pakistanii kisee cheeze main khood kafilll hoo naahoo iss tanqeed main khood kafeel zaroor hoo chukayy hain aorr tanqeed bhee positive kee bajayee negative.....
      sabb see pehlee baat too yehh haii kehh yehh joo hadisaa guzraa yehh bohtt baraa thaa magar hammm pakistanion nee jiss tarah himat aorr khuda perr bharrosaa kertee hoiii jiss tarah kaam shooro kiaa iss cheeze nee sabit kia oarr duniaa nee bhee tasleem kiaa kehh pakistanion see barh kerr zinda dill koom shayadd hoo geeee hamm nee harr wohh kaam kiaa joo haam see hoo saktaa thaaaa ....
      magar afssoos chand loog unn loggon kee joo wahan perr kaam kerr rahee hain unn kee iss kawish koo nazar andaz kerr detee hoiii yehh kehh detee hainn bhaii wahan to kuch hoo nahee rahaa saraaa fund hakoomat haraaap gaii wagahiraa waghairaaa
      thats wrong dear aor aisaa honaa nahee chahieyy hamehsaa positive soochain kisee perr tanqeed kernee see pehlayy yehh zaroor soochain kehh hamaray muuun see niklaa howaa eikk ghalat lafzz unn looggon koo kitnee taqlleff poohnchayy gaa joo wahan unn zalazalaa zadagan kee madad kerr rahee hain baghair kisee lalachh aor taammmaa kee
      pzl iss per ghoor zaroor kernaa
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        meree khial main tanqeed kernaa iss duniaa kaa sabb see aasan kaam haii aorr hamm pakistanii kisee cheeze main khood kafilll hoo naahoo iss tanqeed main khood kafeel zaroor hoo chukayy hain aorr tanqeed bhee positive kee bajayee negative.....
        sabb see pehlee baat too yehh haii kehh yehh joo hadisaa guzraa yehh bohtt baraa thaa magar hammm pakistanion nee jiss tarah himat aorr khuda perr bharrosaa kertee hoiii jiss tarah kaam shooro kiaa iss cheeze nee sabit kia oarr duniaa nee bhee tasleem kiaa kehh pakistanion see barh kerr zinda dill koom shayadd hoo geeee hamm nee harr wohh kaam kiaa joo haam see hoo saktaa thaaaa ....
        haraaap gaii wagahiraa waghairaaa magar afssoos chand loog unn loggon kee joo wahan perr kaam kerr rahee hain unn kee iss kawish koo nazar andaz kerr detee hoiii yehh kehh detee hainn bhaii wahan to kuch hoo nahee rahaa saraaa fund hakoomat
        thats wrong dear aor aisaa honaa nahee chahieyy hamehsaa positive soochain kisee perr tanqeed kernee see pehlayy yehh zaroor soochain kehh hamaray muuun see niklaa howaa eikk ghalat lafzz unn looggon koo kitnee taqlleff poohnchayy gaa joo wahan unn zalazalaa zadagan kee madad kerr rahee hain baghair kisee lalachh aor taammmaa kee
        pzl iss per ghoor zaroor kernaa
        yah u r right brother k kuch log aisy hoty hain jo k bghair sochay hi keh daity hain k yeh ho gia or woh ho gia lakin baat kisi hud tk to sahi hay na whaan jis trhaan say or jis taizi say kaam hona chahiay tha woh nahi hoa
        mainy un logoon ko kuch nahi kha jo k is wqt bhi whaan pr apny kaam main bghair kisi lalach k busy hain
        mainy sirf apni GOVT ki baat ki thi
        or hum logoon main yeh baat ko 100% sahi hay k hum log acha baad main sochty hain or tankeed to burai ki trf pahly lay kr jaaty hain
        lakin mera khiyal hay k yeh baat sahi hay k un logoon k liye jo kuch hona chiye tha abhi tak nahi hoa
        1nhalf year main jitna kaam hona chaiye tha utna nahi ho rha jab bhi new sonoo to yehi sunnay main ata hay k ajj zulzalla say mutasira ilaqoon main shaded barish hoe jis ki wjah say itnay logoon ko kaheen or jana pra itnay log apni is jgah ko chod kr dosri jgah ja chukay hain

        or app ki baat belkul qabil-a-qabool hay humara pakistan mushkil wqt main kisi kism ki ksr baqe nahi chodta yeh hr wqt apny logoon k liye tiyar rehta hay k un logoon ko koi preshani na ho or humary pakistan nay is main aik qabil-a-pakhr misaal di hay k woh log mushkil wqt main kisi say pichay nahi rehtay
        khiar main in batoon sy inkar nahi kr rahi k pakistan nay is silsilay main koi maded nahi ki etc
        lakin humari GOVT is issue ko itna easy lay kr kion kaam kr rahi hay
        jab k yeh kaan bohat jald hona chahiye tha aghr kuch kaam hoa bhi hay to us hissab say kion nahi hoa jis hisab say hona chaiy tha. jo log whaan pr abhi tk bayghr bathy hain un ka kia ?
        jo log whaan say migrate kr k ja chukay hain un ka kia?
        jo srdi main bhi khulay asmaan taly bathy hain un ka kia?
        khair ap ki hr baat pr mainy ghor kia or app ki hr baat bilkul 100% qabil-a-qabool hay . brother app ki hr baat achi or suchi thi lakin mujhy nahi lgta k mera bhi point of view rong tha. aghr rong tha to b very frank i m sorry

        Comment

        • #5
          Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

          awam ka to pata nai albata main ny apny gaoon main sy(main, asad aur aabi2cool)
          ny 4 lakh rupess aur pata nahi kitna hee saman dia tha...............lakin wo un k liy kuch bee nahi tha abi tak un logon ko zarorat hay.

          Comment

          • #6
            Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

            Originally posted by jia View Post
            yah u r right brother k kuch log aisy hoty hain jo k bghair sochay hi keh daity hain k yeh ho gia or woh ho gia lakin baat kisi hud tk to sahi hay na whaan jis trhaan say or jis taizi say kaam hona chahiay tha woh nahi hoa
            mainy un logoon ko kuch nahi kha jo k is wqt bhi whaan pr apny kaam main bghair kisi lalach k busy hain
            mainy sirf apni GOVT ki baat ki thi
            or hum logoon main yeh baat ko 100% sahi hay k hum log acha baad main sochty hain or tankeed to burai ki trf pahly lay kr jaaty hain
            lakin mera khiyal hay k yeh baat sahi hay k un logoon k liye jo kuch hona chiye tha abhi tak nahi hoa
            1nhalf year main jitna kaam hona chaiye tha utna nahi ho rha jab bhi new sonoo to yehi sunnay main ata hay k ajj zulzalla say mutasira ilaqoon main shaded barish hoe jis ki wjah say itnay logoon ko kaheen or jana pra itnay log apni is jgah ko chod kr dosri jgah ja chukay hain

            or app ki baat belkul qabil-a-qabool hay humara pakistan mushkil wqt main kisi kism ki ksr baqe nahi chodta yeh hr wqt apny logoon k liye tiyar rehta hay k un logoon ko koi preshani na ho or humary pakistan nay is main aik qabil-a-pakhr misaal di hay k woh log mushkil wqt main kisi say pichay nahi rehtay
            khiar main in batoon sy inkar nahi kr rahi k pakistan nay is silsilay main koi maded nahi ki etc
            lakin humari GOVT is issue ko itna easy lay kr kion kaam kr rahi hay
            jab k yeh kaan bohat jald hona chahiye tha aghr kuch kaam hoa bhi hay to us hissab say kion nahi hoa jis hisab say hona chaiy tha. jo log whaan pr abhi tk bayghr bathy hain un ka kia ?
            jo log whaan say migrate kr k ja chukay hain un ka kia?
            jo srdi main bhi khulay asmaan taly bathy hain un ka kia?
            khair ap ki hr baat pr mainy ghor kia or app ki hr baat bilkul 100% qabil-a-qabool hay . brother app ki hr baat achi or suchi thi lakin mujhy nahi lgta k mera bhi point of view rong tha. aghr rong tha to b very frank i m sorry
            no ur point of view is right kehh wahan perr kaam uss tarahh see nahee hoo rahaa jiaa tarahh see honaa chahieyy thaaa to janab aisa hee to shaee magar hakoomat kee pooree koshish heeyy kehh zalzalaa zadgann kee pooree tarah see hepl kee jayeee
            and 2nd baat after zalazalaa joo Doners Conference hoii thee uss main countries all over the world nee dawayy to kieyy thayy Imdad deneyy kayy magar after Conference boht kammm Imdad pakistan koo milee and that is a fact
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Humari Govt4 Zulzalla Zudghaan

              Assalam o Alikum jia sis!

              zalzala hamare mulk per buhat bariii afat thi......or is mai buhat se log apni janoon se gae apne gharoon se gae or dar badar ho gae.........
              sach mai bataoon sis to logoon ne dil khol ker funds diye or tab i felt k abhi bhi hum mai unity baaqi hai n in a HADITH.....

              "MUSALMAN APAS MAIN IK JISM K JESE HAIN JISKI AGER IK UZW MAIN DARD HO TO POORA JISM DUKH'TA HAI"

              or ye HADITH waqai proove hoi tab
              sis hamari govt ne is toofani event ko serious hi buhat baad mai liya....maine khud dekha yahan ISB main.....F/10 main jo towers giry......unka mu'aina hamare president n prime minister ne ooper se kiya or action buhat baad mai liya jab k wahan qiyamat se kam manzar nahi tha.....

              usk baad relief funds qaim to hoe lakin us tarah se un logoon ko humne support nahi kiya jese k humin kerna chahye tha........or ab kiya kahoon sis.......insaaf mila hi kahan hai?
              her daur mai loot maar hoti ai hai.........or shaid ye process continous hi rahy?

              Comment

              Working...
              X