Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

    Thx Bhai
    acchi info di hai apne thx:)

    Comment

    • #17
      Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

      no thanks, bas main chahta tha keh hamaray ulma kay dermiyyaan jo ghalat fehmi logon main paai jati hai woh khatam ho jay.khaas ker aap kay admin masood.
      Fight for Khilafah
      :insha:

      Comment

      • #18
        Re: firqa aur haqeqat.

        Originally posted by abdulwahab View Post
        rahi baat yeh keh ''shi'aa ulma'' ka asal kia maokaf hai woh aap ko malom kerna chahiyae.jaisa keh aap nay kaha keh aap ki jab bhee kisi say bahas hui too us nay aap ko yahi kaha keh yeh baat aap kay ulma ko pata ho gi.
        too meray bhi kuch na kuch too hai na keh jab bhee aap ki kisi aisay admi say baat hui jo keh shi'aa nahi tha us nay aap ko apkay ulma kay baray main yeh baat kahi.
        1. yeh meri bad'qismati hai kay mujhay aaj tak aisay shia ulma nahee milay, jin ka mo'qaf woh hai jo aap kehtay haiN, hum aisa kioN na karaiN kay aap kisi aisay shia ulma ka intekhab karaiN aur hum us kay pass chal kar poch laiN kay kia aisa he hai ????

        2. bas janab yeh bhi humari bad'qismati he kaheay kay humaiN apnay baray maiN itna maloom nahee jitna dosroN ko maloom hai....!!
        That's Enough...!!

        Comment

        • #19
          Re: firqa aur haqeqat.

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          1. yeh meri bad'qismati hai kay mujhay aaj tak aisay shia ulma nahee milay, jin ka mo'qaf woh hai jo aap kehtay haiN, hum aisa kioN na karaiN kay aap kisi aisay shia ulma ka intekhab karaiN aur hum us kay pass chal kar poch laiN kay kia aisa he hai ????

          2. bas janab yeh bhi humari bad'qismati he kaheay kay humaiN apnay baray maiN itna maloom nahee jitna dosroN ko maloom hai....!!

          gg meray bhi mainn bilkul hazir hun.aap apnay ulma main say kisi alim ko meray saath bahas per laga dain i will be available .inshallah.
          ager meri wajah say koi haq per aa sacta hai to im available.
          main faisalabad ka rahaishi hon
          waisay aap ko main nay apna e mail address diya tha.aap nay mujh say rabita nahi kiya???????????
          Fight for Khilafah
          :insha:

          Comment

          • #20
            Re: firqa aur haqeqat.

            Originally posted by abdulwahab View Post
            gg meray bhi mainn bilkul hazir hun.aap apnay ulma main say kisi alim ko meray saath bahas per laga dain i will be available .inshallah.
            ager meri wajah say koi haq per aa sacta hai to im available.
            main faisalabad ka rahaishi hon
            waisay aap ko main nay apna e mail address diya tha.aap nay mujh say rabita nahi kiya???????????
            Aap ney abhi khudi to kaha hai

            Jaisa keh aap sab ko maloom hai keh ab aap log mr zakir naik ko bhee sun sactay hain aur bhee buaht saroon ko lakin who kisi firqay ka biyaan nahin daitay kion keh who sirf halaal aur haraam ki baat kertay hain aur koi nahi aur yahi aman kaim rakhnay ki aik surat hai.
            ye aik barhi surat hai .......jo her baat per hawi hai :thmbup:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

              salam to all
              sab see pehlee baat joo main kahoon ga that i m not Sunee not Shia not Ahlehadees i m just a Muslim and wanna to become a good muslim ....... main joo kuch bhee iss thread main likhoon gaa baghairr kiseee taaasuub kee sirff aikk muslim kee soochh samjh kerr likhhoon gaa
              to janab AbdulWahab sahibb aap nee joo yehh thrread shorro kia main nee iss koo cpmlete boht hee tawajaa see parhaa aorr main iss nateejaa perr pohanchaa hoo kehh aap nee joo kuch write kiaa uss kaa kafee hisaa baghairr kisee daleel kee likhaaa siwayy chand aik batoon keee
              to janab aap nee sabb see pehlay likhaa kehh Hazrat Ali aor Hazrat Maviaa main joo Laraiii hoii wohh jangg nahee thee yehh sirff eikk missunderstanding kee wajaa see hoii aorr kuchh bhee nahee hamm koo iss cheeze per discuss nahee kernaa chahieyy ................main itnaa samjhtaa hoo kehh Firqa Bandee uss waqtt shoroo hoii jabb Khilafat koo Malookiat main tabdeel kiaa giaa aor sabb hee yehh jantee hain kehh aisaa kabb howaa
              2nd baat aap nee eikk jagahh likhaa kehh Iran main joo inqlab aayaa uss kee peechayy Israeel kaa hathh thaaa yanee yehh Israeel kee iiimaa perr howaa too my brother u r complete wrong History gawah haii kehh Amaricaa aorr Israeel nee iss Islamic Inqlab koo rooknayy kee bohtt koshish kee magar wohh kaamiabb nahee hooo sakeee
              3rd baat joo aap nee kahee taht shia Ashab e rasool (pbuh)ko nahee mantayy to janad thats also wrong bahiii aisaa balikol bhee nahee haii Shia Ashab Rasool (pbuh)koo mantay hainnn .................. kiaa aap mujhayy koii kitabb yaa prrof dee saktayy hainn jiss see sabit hotaa hoo kehh Shia Ashab rasool (pbuh)koo nahee mantay aap yaqeenana koii bhee saboot nahee peshh kerr sakainn geee
              to janab yehh joo asal chakar haiii Firqaa bandee kaa yehh muslims koo taqseem kernee kee shazish hee aorr iss shszish main Yahhod o Nasaraa kafee hadd takk kamiabb bhee hoo chukayy hainn aaj pakistan main Shia aorr sunee kee naam perr joo Fasadatt hoo rahee haiinn wohh koii dhakee chupee baat nahee haiiii .........aap herr Firqaa kaa aalim apnee aap kjoo right kehtaa haii aorr kehtaa haiii kehh baqee sabb ghalat hain yehh sabb kuch kiaa haiii
              pakistan main yehh firqa wariat 1970 kee baad shooroo hoii jabb eik Firqa koo saudee arabia see imdad millee to doosaray koo Iran seee jiss kee nateejaa main iss mulkk main wohh khoon kee holee khelee gaiii kehh biann see bahir haii ........masajid jo allah kaa ghar hainn unn koo bhee zalimoon nee nahee choraa Bomb blast kieyy gaii massoom shahree maree gaiii sirff apnee Firqaa koo sachaa sabit karnayy kee lieyyy
              main Prveez musharaf kee iss aqdam kee jitnee tareef karoon kaamm haii kehh uss nee take over karnee kee badd inn tamam Firqa pasand tanzeemoon per pabandee lagaa deee jiss kee baad kuchh soorat e haal right hoiiiii
              aaj bhee najanay kitnay masoom loogoon koo janat kee bagh dikhaa kerr iss firqa wariat kee bhate emain jhonkaa jaa rahaa haiii kabhe ehamm nee soochaa kehh iss sabb see kiss koo benefit mill rahaa hii nahee bass hamm hamm to apnee aap koo right kehnay kee chakar main hainn tahts wrong dearrr
              Khuda ke elieyy iss Firqa waiat koo choorain kisee bhhee uss Aalamm kee baat naa sunain joo firqaa wariat main Dalta hooo sirf aor sirf aik achhaa muslman banany kee koshish marain
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #22
                Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

                mr serfaraz sahib.
                sab say pehlay too aik baat aap ko main bolon keh us larkay yani abdul wahab nay jo likha sab tekh hai.
                jahan tak mera khial hai aap believe karain keh jab mainn nay hosh sambhalla too main bhee sunni aur shi''aa ki yahi larai sunta aa raha tha.phir main nay donoo firqon kay mutalak tehqeeq ki bilkul aisay keh jo sach hua us per emaan lay aon ga.
                too main aap ko kamiskam yahan nahi bata sacta keh shi'aa nay ishaab aur ihlay bait kay dermiyaan kitni gandi zaban istemaal ki hai apni kutab main.ager aap kehtay hain too main un ka nam bhee likh don ga.
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

                  main sirf abdulwahab kay reply ka intezar ker rahab hon.
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

                    Originally posted by suffard View Post
                    mr serfaraz sahib.
                    sab say pehlay too aik baat aap ko main bolon keh us larkay yani abdul wahab nay jo likha sab tekh hai.
                    jahan tak mera khial hai aap believe karain keh jab mainn nay hosh sambhalla too main bhee sunni aur shi''aa ki yahi larai sunta aa raha tha.phir main nay donoo firqon kay mutalak tehqeeq ki bilkul aisay keh jo sach hua us per emaan lay aon ga.
                    too main aap ko kamiskam yahan nahi bata sacta keh shi'aa nay ishaab aur ihlay bait kay dermiyaan kitni gandi zaban istemaal ki hai apni kutab main.ager aap kehtay hain too main un ka nam bhee likh don ga.
                    Frirqa wariat kaa 1970 see pehlay pk main naam o nishan bhee naa thaa main to itnaa samjhtaa hoo islam main kaheen bhee firqaa bandee nahee haii yehh joo hamaree darmian firqa bandee haii yehh hamaree apnee pedaa kee hoii haiii
                    mujhay aap loggon kee samjh nahee aatee joo 2nd firqa walloon koo eik miute main ghalat qarar dee detee hoo aorr yahan takk keeh kafir honeee kaa fatwaa takk lagaa detee hoo my brother this is complete wrong thing
                    hamm sabb muslman aaj kaa door aisaa haii kehh hamain aapis main larney kee bajayee ikathay hoo karr apnee dushman kaa muqabalaa kernaa hoo gaa yehh waqt shia aor sunee kee darmian laraiee kaa naheeeee hain yehh wqt itifaq aor itihad kaa haii
                    aorr jahan takk books kaa talq haii joo aap kehh rahee hain kehh unn main ashab e rasool (pbuh)kee baree main buraa bhalllaa likhhaa giaa haii to janab yehh literature hamain aapis main laranay kee lieyy publish kiaa jataa haii aorr iss main koii sachaii aorr haqeeaat nahe ehaii
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #25
                      Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

                      mr serfraaz qamer sahib.
                      aap kay liyae acha ho ga keh aap is baat per bahas na hi karain .kion keh aap ilm ki kami rakhtay hain.aap ko woh nahi pata jo mujhay pata hai.yaad rahay main yeh baat gharoor say nahi keh raha balkeh waqai aap ko is chez ka nahi pata.
                      pehlay aap log keh rahay thay keh ap koi aik bhee kitaab ka nam likhain jab
                      saffard sahib nay kaha keh buhat see kitabain hain too aap keh rahay hain keh aisi kitabain ''dushmanoo'' nay phelain hain.
                      meray bhi aap logon ko kuch pata hota nahi hai aur chalay atay hain society ko sanwarnay.aap kaisay keh sactay haiun keh yeh batain enemies nay hee likhi hain jab keh pakistan ki ''entelligence agencies '' nay bhee yeh baat nahi kahi.
                      balkeh sach wohi hai jo aap ko bataya gia hai.
                      mazeed baat na hi ki jay too acha hai.
                      aap ager itnay hee firqa bandi kay khilaaf hai too aaj hee kisi akhbaar main apna biyaan likhain keh
                      ''sunni aur shi'aa ko aik dosray ki masjidoon main namaz perhni chahiyae''
                      umeed hai aap ko jo response milay ga saari dunia dhaikhay gi.
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment

                      • #26

                        mr wahab sahib i think u r complete wrong aap kee baat main mukamil tazad payaa jataa haii aap eik tarff to kehtay hain kehh firqa bandee mamoolee haii aorr dosree tarff kuch aorr
                        jahan tak kitaboon kaa talaq haii my means to say kehh main nee aaj takk koii aisee book nahee dekhee aorr dosreee kwhh main nahee samjhtaa kehh aisaaa hoo skataa haiii
                        aap nee likhaa haii kehh ilam kee kamee i think main to eik student hoo jabkehh aao koo illam hasil kernee kee zaroorat haii aap baghair kisee dalleel kee itnee baree batain likh rahee hain u need to change ur mind
                        aorr jahan takk shia aor sunee kaa eik doosaray kee masajid main namaz parhnayy kaa talq haii to dear main nee yehh baat firqa bandee kaam kernee kee liey kahee thaa naa kehh aap kee tarah iss thread koo shorro kerr kee firqa bande main izafaa keee
                        aorr haaan aap kee itlaa kee lieyy araz haii aap kee bebunyadd aorr baghair kisee daleel kee likhay janany walee iss thread kee jawab main Aabee to cool sahib eik nayaa thred likhaa haii jiss main in ghlat batton kee jawab main kafee kuch mojood hainnn soo usee parhain aor apnee mind ko change karinnnnnnnnnnnn
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment

                        • #27
                          Re: IN4MATION: firqa bandi ki haqeeqat?

                          No more post are allowed here.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          Working...
                          X