Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

    Originally posted by abdulwahab View Post
    WAH WAH MR WAH
    MAIN AAP KI KAMAL HATDHARMI PER HEERAAN HON
    AAP NAY MUJHAY ISLAMI LIBBAS KAY ASOOL BATAY AUR SAATH SAATH YEH BHE KAHA KEH
    ''hope ke pant shirt in lawazmaat pe pura nahi utarti''
    TOO AAP KAISAY MUSLIM HAIN JO US CHEZ KO APNA RAHAY HAIN JO ISLAM KAY DIYAE HUAY QAWANEEN PER PURA NAHI UTER RAHI.
    DOOSRA AAP NAY KAHA KEH
    '''Doosri baat mein pent shirt pehanta hoon, jo namaz ke waqt takhnon se ouper hoti he...''
    HAMAIN HUKKAM HAI KEH HER WAQAT OOPER RAHAY.
    AAP NAY YEH BHEE KAHA KEH
    ''ager aap yeh baatein angreezon se jelous ho ke ker rahay hein to mein yeh kahon ga ke aap apni sooch badliye.''
    MAIN KION ANGRAIZON SAY JALOUS HON GA.MAIN TOO UN KA KHULA DUSHMAN HON.
    JO HER AYE ROZ HAMARAY RASOOL PAK(PBUH) KAY MUTALLAK GALAT BATAIN LIKHTAY HAIN AUR GALAT KHAKKAY BANATAY HAIN.MAIN US QOOM PER LANNAT BHEE NAHI BHEJTA.''
    HAAN AGER AAP KO US ANGRAIZ QOOM SAY BUHAT PIYYAR HAI AUR AAP UN KO HUM SAY HER LIHAAZ SAY BEHTER MEHSOOS KERTAY HAIN TOO PHIR AAP ISLAAM CHOR KION NAHI DAITAY.KION KEH YAHI AQLI TAQAZA HAI.
    ALLAH FERMATA HAI
    ''TUMHARAY LIYAE TUMHARA DEEN MERAY LIYAE MERA DEEN''
    DEEN TOO AIK MUKAMAL ZABITA HIYAT HAI.LIBBAS SAY LAY KER HER CHEZ IS MAIN AA JATI.
    AAJ SABIT HO GIA KEH
    ''ROSHAN KHIAL HAZRAAT HEE IS QOOM KO LAY DOOBAIN GAY''
    AAP NAY KAHA KEH WOH CHAND PER POOHANCH CHUKAY HAIN.TOO MERAY BHI SHYD AAP KO PATA HO GA KEH
    ''CHINA JIS KA G.D.B AAP KAY PASANDEEDAH YOURAP SAY KAHIN BEHTER HAI.JAB US SAY POOCHA GIA KEH AAP SPACE PER APNA ROCKET KION NAHI CHORTAY TO US NAY KAHA KEH
    ''INSAAN DUNIA PER REHTAY HAIN SPACE MAIN NAHI ''
    YEH BUHAT BARI PAGLIYYAT HAI KEH JAHAN KOI BHEE INSAAN NA HO WAHAN JA KER APNI TARAQI KA ILAAN KER DAIN''
    AUR IS QOOM KAY JAWAANOO PER LANNAT HAI KEH
    ''WOH HAMARAY ASOOLOON PER CHAL RAHAY HAIN LAKIN HAMARAY JAWAAN UN KI GALAT SOOCH APNA RAHAY HAIN.''
    AAP SAY HASIL KALAAM YAHI KAHOON GA KEH
    ''AAP KO AIK BAAT BATAI GAI LIBBAS KAY LIHAZ SAY.AGER AAP US KO MANNA CHAHTAY HAIN TOO TEKH NAHI TOO AAP KO IJAZZAT HAI KEH AAP ANGRAIZON KO APNA''MY BAAP'' MAAN LAIN''
    HAMARI APNI PEHCHAN AUR AAP KI APNI PEHCHAN.
    AAP NAY MUJHAY MOLVI KAHA MUJHAY ACHA LAGA KION KEH
    ''KAMIZKAM MAIN APNAY RASOOL KI SUNNAT TOO PURI KER RAHA HON''
    AAP SHYD WOH BHEE NAHI KER RAHAY???????????????????????????????

    Tu ziada jazbaat ho gaya, halanke mein samajta hon ke tu muj se ziada jazbaati nahi :comfort: Yaar mera reply perhnay se pehlay thoori se sense bhi use ker leni thi...meri baaton ko ulta interpret ker ke kia sabit kerna chahta he...mein ne yeh nahi kaha tha ke pent shirt Islami lawazmaat pe pura nahi utarti...lekin tu apni merzi se matlab nikaalnay laga he.

    98 percent loog aisay hein jin ki shalwar takhnoon se ouper nahi hoti...is ke bar-aks mein ne bohat se aisay namazi dekhay hein jo pent-shirt pehantay hein aur pent ke painchay ko turnover ker ke takhnooon se ouper ker ke rakhtay hein...baat saari sooch ki he :tasali:

    Jahan tak space technology ki baat he...Angreezi mein aik phrase he "beating about the bushes" ya isay urdu mein youn bhi keh saktay ho ke "angoor khatay hein" baat saari yeh he ke hum ne jazbaat ko apnay ouper itna hawi kia hua he ke akal ko to mooka he nahi dete ke wo bhi kuch zehmat karay hamari bhalai ke liye :tasali: aik baat bata...ager musalman perhay likhein ge...tareeki ki manazil tay karein ge...dunia pe hakoomat karein ge...to kia is se islam ka ghalba nahi ho ga...ya ke hum loog terrorist bun jaein...na kisi ka kuch bananay dein aur na apna kuch banaein...dunia tabah karein...loogon ko maarein...ja khud jiyein na kisi ko jeenay dein.

    Bhai miyaan aaj aik glass thunda paani apnay ser pe daal ke soochna ke mein islam ke khilaaf bool raha hoon ya us ka saath de raha hoon...tujay to dooston aur dushmon ki bhi tameez nahi he :)
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      bhi aik hee baat kahoon ga keh sab say pehlay ''adab_e_bahas'' sekh lain aur doosri yeh keh
      ''jahil say behas kerna bari jahalat hai.ya too aap jahil ya phir main jahil''
      waisay hum ko her waqt ''takhnoon say ooper' pinchay rakhnay ka hukam hai na keh sirf namaz kay waqt.
      aur doosri baat yeh keh space main insaan nahi rehtay sirf weerani rehti hai.aik baat abtain keh angraiz space main too ''arboon rupees'' laga daita hai lkin is say insaan ko kia faida hua???????????
      bhi g angoor khattay aur khraab angoroon main bara farq hai .
      Fight for Khilafah
      :insha:

      Comment

      • #33
        Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

        Originally posted by abdulwahab View Post
        bhi aik hee baat kahoon ga keh sab say pehlay ''adab_e_bahas'' sekh lain aur doosri yeh keh
        ''jahil say behas kerna bari jahalat hai.ya too aap jahil ya phir main jahil''
        waisay hum ko her waqt ''takhnoon say ooper' pinchay rakhnay ka hukam hai na keh sirf namaz kay waqt.
        aur doosri baat yeh keh space main insaan nahi rehtay sirf weerani rehti hai.aik baat abtain keh angraiz space main too ''arboon rupees'' laga daita hai lkin is say insaan ko kia faida hua???????????
        bhi g angoor khattay aur khraab angoroon main bara farq hai .
        Ofcourse aap apnay aap ko keh saktay hein, mein aap ko rookon ga nahi aap dubara se mera aur apna jawaab perh ke yeh idea ker saktay hein ke personal hit kis ne pehlay kia

        Aur jahan tak space technology ki baat he to mein aap ke jawaab mein yeh kahon ga ke aik Kunwein ka mainda jo hota he na, us ki saari duniya, sari kainaat he Kunwan hota he, wo yahi samajta he ke is ke bahir duniya hay he nahi.

        Yaar mujay aik baat bata, aaj tu net pe beth ke yeh post ker raha he, ager space technology hasil na ki hoti, satellites na hotein to kia tu aisa ker pata? Kia tu mobile phone use ker pata, kia radio sun sakta, kia TV pe Dr. Asrar Ahmad aur Dr. Zakir naik ko sun sakta? Kia tumhein kabi pata chal pata ke Pakistan ke bahir koon loog bustay hein? Aur kia faida chahiye, space mein aap loog subziyaan ugana chahtay ho :khi:
        :thmbup:

        Comment

        Working...
        X