Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

    Originally posted by Me Here View Post

    nice point:clap: :blush:
    per ager hum behtareen ki taraf jany se pehle behter or phir behtareen ki taraf jain to kesa rahy ga?:D
    yani tumhara kehnay ka maqsad yeh hai kay PAKISTANI CULTURE behtar hai :mm:, nahee shayed abdul wahab sahab isay nahee manaiN gaiy :wk
    That's Enough...!!

    Comment

    • #17
      Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

      Originally posted by Me Here View Post
      u mean shawlwar qameez indian culture hai hamara nahi?:budhu:
      kam az kam shoro to waheeN say howa hai jahaN tak mera khayal hai :lpop:

      Originally posted by Masood View Post
      Mujhey tumhein BHI samjhana parrey ga?????
      aur karo aisi bataiN jin ko samajh aajani chaheay unhaiN bhi samajh nahee aarha ab is maiN samajh ka kia qasoor hai :fuming:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #18
        Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        yani tumhara kehnay ka maqsad yeh hai kay PAKISTANI CULTURE behtar hai :mm:, nahee shayed abdul wahab sahab isay nahee manaiN gaiy :wk

        unho ne i think shawlwar qameez ki hi favour ki hai na?

        Comment

        • #19
          Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

          Originally posted by Masood View Post
          Mujhey tumhein BHI samjhana parrey ga?????

          yesh xplain plzzzzz:blush:

          Comment

          • #20
            Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

            Originally posted by Me Here View Post

            unho ne i think shawlwar qameez ki hi favour ki hai na?
            nahee unhoN nay sirf saqafat ki favour ki hai :lpop:, ab yeh un say he pochna kay humari saqafat kahaaN say shoro hoi hai ?? :thmbup:
            That's Enough...!!

            Comment

            • #21
              Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              nahee unhoN nay sirf saqafat ki favour ki hai :lpop:, ab yeh un say he pochna kay humari saqafat kahaaN say shoro hoi hai ?? :thmbup:

              ammmmmmmm :pagal:

              Comment

              • #22
                Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                Saqafat ko hum define kaisey kertey hein??
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                  Originally posted by Masood View Post
                  Beti ji pehley is baat ka tayyun kar lijiye keh HAMARI saqafat kahan sey shuru hoti hai - mera khiyaal hai keh HAMARI buniyadein HINDOSTAN sey ho ker aati hai aur hamari saqafat 1000ron saal sey udher hi sey mansoob hai - koi ARAB sey nahin - MAGAR ham ghalti sey MUSALMAAN hain to ham kis saqafat ko apnaein gey????

                  SAB SAY PEHLAY TOO MAIN AAP KO SAQAFFAT KA MEAN BATA DOON
                  IS KA MEAN HAI
                  ''NAIZAY SEEDHAY KERNAY WALA ALAH''
                  SAQAFFAT HAMAISHA QOOMI HOTI HAI AUR QOOM MAZHAB SAY HOTI HAI.HAMARA MAZHAB ISLAM HAI AUR HUM ISLAM KI AIK QOOM HAIN.IS LIYAE HAMARI SAQAFFAT HINDOON AUR ANGRAIZOON SAY ALAG HAI.
                  AAP NAY SAHI KAHA KEH
                  HAMARI SAQAFFAT HINDUSTAN SAY START HOTI HAI LAKIN JAB ISLAM AYA US NAY SAB KUCH CHANGE KER DIYA JAISAY
                  HINDU TANG PAJAMAY PEHENTAY THAY JAISA KEH AAJ KAL KAY MUSLIM JAWAN PENT SHIRTS PEHANTAY HAIN.
                  HINDU TANG GHAROON MAIN REHTAY THAY LAKIN ISLAM NAY AA KER GHAROON KO KHULA KERNAY KA HUKAM DIYA.
                  HINDU .
                  AUR BHEE BUHAT SEE BATAIN HAIN LAKIN MAIN SIRF LIBBAS PER BAAT KER RAHA HON.
                  UMEED HAI AAP SAMAJH GAY HON GAY.
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment

                  • #24
                    Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                    Originally posted by abdulwahab View Post
                    Hum Sab Kion Shalwaar Kamiz Nahi Pehantay Kion indian Saqafat Kay Dildadah Hain?
                    APNI SAQAFFAT KO CHOR KER KISI DOOSRI QOOM KI SAQAFFAT APNANAY WALI QOM ''SAKKAFTI GHULLAAM'' HOTI HAI.
                    CHAHAY WOH KOI AIK QOOM HO YA KOI AIK JAWAAN.
                    Kia Aap Hain?
                    Ager Hain Too Kion?
                    Kia Aap Ko Apni Saqaffat Achi Nahi Lagti?
                    Mein sakafat ko itni ehmiyat nahi deta...hamari sikafat aur rasm-o-rawaaj mein he bohat ziada khamiyaan aur buraiyaan hein :) sub se ziada prefereable cheez deen he...aap yeh dekhiye ke deen aap ko kis cheez ki ijazat deta he aur kis cheez se rookta he :)
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post

                      AAP SAQAFFAT KO KION NAHI AHMEYAT DAITAY
                      QOOM APNI SAQAFFAT SAY HEE PECHANI JATI HAI.
                      HAMARI SAQAFFAT MAIN KHAMIAN NAHI HAIN.BALKEH HUM NAY KHUD HEE APNI SAQAFFAT KO GALAT RANG DIYA HAI.
                      JAISA KEH LIBAS KI BAAT KI HAI MAINNAY.SHALWAAR QAMIZ AIK ISLAMI LIBBAS HAI.LAKIN HAMARAY BUHAT SAY JAWAAN PENT SHIRTS PEHANTAY HAIN JO KEH GHAIR ISLAMI HAI.
                      YANI HAMAARI SAQAFFAT ACHAI HAI LAKIN HUM NAY KHUD IS KO GALAT BANA DIYA HAI.
                      KION?
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment

                      • #26

                        Aap mujay sabit karein ke Shalwar kamiz islami he, aur is ke saath saath aap yeh bhi sabit keejiye ke pent shirt gair islami he...i hope aap yeh doono kaam nahi ker sakein ge :) lekin mein aap kobataye deta hoon both are traditional dresses...these have nothing to do with islam...doono he islam ki shikon pe pura utartay hein, islam mein kahin bhi pent-shirt ko mana nahi kia he. is baaray mein aap Dr. Zakir naik ke lecture perhiye aap achi tarah pata chal jaye ga ke koon sa libaas sharaee he aur koon sa gair sharaee.

                        whereas the flaws in our traditions are concerned...to mein itnay ginwa sakta hoon ke jitnay aap sun bhi na sakein...shadiyoon ki masaal le lein...pakistan mein kitni shadiyaan hoti hein jo sharee tareekay se hoti hein...yeh ajeeb kism ke rasm-o-rawaaj islam ne to introduce nahi kerwaye...thats why i would prefer to follow islam instead of traditions :) hope u get me
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Mein sakafat ko itni ehmiyat nahi deta...hamari sikafat aur rasm-o-rawaaj mein he bohat ziada khamiyaan aur buraiyaan hein :) sub se ziada prefereable cheez deen he...aap yeh dekhiye ke deen aap ko kis cheez ki ijazat deta he aur kis cheez se rookta he :)
                          :clap:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: MUBAHISA: Kia Hum Sakkafti Ghulaam Hain?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aap mujay sabit karein ke Shalwar kamiz islami he, aur is ke saath saath aap yeh bhi sabit keejiye ke pent shirt gair islami he...i hope aap yeh doono kaam nahi ker sakein ge :) lekin mein aap kobataye deta hoon both are traditional dresses...these have nothing to do with islam...doono he islam ki shikon pe pura utartay hein, islam mein kahin bhi pent-shirt ko mana nahi kia he. is baaray mein aap Dr. Zakir naik ke lecture perhiye aap achi tarah pata chal jaye ga ke koon sa libaas sharaee he aur koon sa gair sharaee.

                            whereas the flaws in our traditions are concerned...to mein itnay ginwa sakta hoon ke jitnay aap sun bhi na sakein...shadiyoon ki masaal le lein...pakistan mein kitni shadiyaan hoti hein jo sharee tareekay se hoti hein...yeh ajeeb kism ke rasm-o-rawaaj islam ne to introduce nahi kerwaye...thats why i would prefer to follow islam instead of traditions :) hope u get me

                            SAB SAY PEHLI BAAT TOO YEH HAI KEH MAIN NAY PENT SHIRT KO GHAIR ISLAMI LIBBAS KAHA HAI HARAAM NAHI KAHA.
                            DOOSRA YEH KEH YEH BESHAK AIK TRADITIONAL DRESS HAI LAKIN YEH HAMARI TRADITION NAHI HAI.
                            is ki chand daleelain hain.
                            1...ZAMANA JAHLIYYAT MAIN JAB LOG TANG PAJAMAY PEHNA KERTAY THAY,LAKIN JAB ISLAM AYA TOO US NAY IS KO MANA FERMA DIYA AUR HUKKAM DIYA KEH KHULAY LIBAAS PEHNA KAROO.
                            TOO KIA PENT,TANG PAJAMAY KI TERHAAN NAHI HAI?
                            2...HAZOOR AKRAM(PBUH) KA ISRSHAAD HAI KEH
                            MAFHOM..
                            TUM MAY SAY JO SHAKS SHALWAAR KAY POONCHAY APNAY TAKHNOON SAY NACHAY KARAY GA GOYA US NAY TAKKABUR KA IZHAAR KIYA.AUR US KO JAHANAM MAIN JALAYA JAY GA.IS LIYAE HUM SAB KO CHAHIYAE KEH HUM APNI SHALWAAR KAY POONCHAY APNAY TAKHNO SAY OONCHAY RAKHAIN.LAKIN YEH TAB HEE HO SACTA HAI JAB HUM SHALWAAR KAMIZ PEHNAIN GAY.AUR PENT PAHAN KER KIS TERHAN HUM APNAY TAKHNAY KHAALI RAKH SACTAY HAIN.IS TERHAAN KARAIN GAY TOO GIRLS HAMARA MAZAAK URAIN GEE NA.
                            3...AAP AIK MUSLIM HAIN AAP KI ALAG SHANAKHT HAI.MAIN AAP SAY POOCHTA HON KEH AGER AAP AUR AIK GHAIR MUSLIM AIK JAGA KHARAY HAIN .AUR AAP DONOO PENT SHIRT MAIN MALBOOS HAIN.WOH TOO PEHCHAN LIYA JAY GA KEH WOH GHAIR MUSLIM HAI TOO KIA AAP PEHCHAN LIYAE JAY GAIN.?
                            AGER AAP YEH KEHTAY HAIN KEH PAKISTAAN MAIN YA DOOSRAY MUMALAK MAIN SAB MUSLIMS PENT SHIRT PEHANTAY HAIN TOO MAIN AAP SAY YAHI KAHAOON GA KEH
                            ''NAM KA MUSLIM LIBBAS KA GHAIR MUSLIM''
                            PHIR AAP NAY KAHA KEH
                            ''whereas the flaws in our traditions are concerned...to mein itnay ginwa sakta hoon ke jitnay aap sun bhi na sakein...shadiyoon ki masaal le lein...pakistan mein kitni shadiyaan hoti hein jo sharee tareekay se hoti hein...?''
                            TOO MAIN YAHI TOO KEH RAHA HON NA KEH HUMARI SAQAFFAT BURI NAHI HAI HUM NAY KHGUD BURA KIA HAI AUR HAMARI ALAG PEHCHAN HAI AUR HUM US SAY HEE JANAY JAIN GAY.WERNA GUMNAM HO JAIN GAY.
                            JO BAAT AAP NAY KAHI US SAY SABIT HOTA HAI KEH
                            ''HUM NAY GHAIR MUSLIM SAQAFFAT KO YA TRADITIONS KO APNA LIYA HAI .YANI HUM SAQAFFTI GHULLAM HAIN.
                            AIK AUR BAAT AAP KO BATA DON AAP KAY BUHAT KAM AYE GE ZINDAGI MAIN
                            '' HAMARI YAHI HATDHARMI HAI KEH JO KUCH ISLAAM MAIN HAMARAY MUFFAD KA HAI HUM WOH LAY LAITAY HAIN LAKIN PURA ISLAM MAIN DAKHIL NAHI HOTAY''
                            AIK BAAT AAP MUJHAY BATAIN ZARA
                            ''PENT SHIRT PEHN LAINAY SAY AAP KO KIA FAIDA HOTA HAI''?
                            SHALWAAR KAMIZ MAIN BANDA EASY BHEE REHTA HAI AUR HAZOOR AKRAM(PBUH) KA FERMAAN BHEE PURA HO JATA HAI.
                            AB AAP KIA KEHTAY HAIN?????????????????????
                            Fight for Khilafah
                            :insha:

                            Comment

                            • #29

                              Shalwar kamiz ka ziker puray kuran mein kahin nahi he...albata kurtay ka aik jagah ziker aaya he...aur doosri baat yeh ke aaj se 1400 saal pehlay ya us se bhi pehlay shalwar kamiz nahi pehni jati thi...make it clear

                              Doosri baat ke Islam ne libas pehananay ke liye kuch asool waza kiye hein, jo ke derj zail hein:

                              1. libas aisa nahi honay chahiyein ke jis se aap kay jism ka dhancha aur khado-haal dikhein
                              2. libas mukhalif jins ka nahi hona chahiye, yani merd aurat ka libas na pehnay aur aurat merd ka libas na pehnay
                              3. libas ziada bharkeela rang ka nahi hona chahiye
                              4. libas gair muslim wala nahi hona chahiye...yani aisa libaas jo gair muslim group ki typical pehchaan ho. Jese jews aik typical topi pehantay hein, Christian missionaries bhi aik typical dress pehantay hein. parsiyon ka bhi aik typical dress hota he. Sikh bhi ser pe balon ke gird aik kapra lupait'tay hein etc. Pant shirt kisi gair muslim ki pehchaan nahi...bulke yeh aik traditional dress he...i think it was firstly introduced in costa rica.
                              5. libas aisa hona chahiye jis se merd aur aurat ka satar pura ho...yani merd ka jism atleast ghutnon se naaf tak covered ho aur aurat ka siwaye haath, pair aur chehray ke sub covered ho.

                              hope ke pant shirt in lawazmaat pe pura nahi utarti. Doosri baat mein pent shirt pehanta hoon, jo namaz ke waqt takhnon se ouper hoti he...aik baat aur. Aamal ka daaromadar niyaton pe hota he...na ke dikhaway se. aap pant shirt mein bhi modest dikh saktay ho...shalwar kamiz doesn't give the guarantee of your modesty neither pant shirt gives. doono libaas he sharee lawazmaat pe pura utartay hein...aur ager aap yeh baatein angreezon se jelous ho ke ker rahay hein to mein yeh kahon ga ke aap apni sooch badliye...siwaye is baat ke ke wo munkir hein, baki sub kaam un ke hum se achay hein...apnay loogon ko insaaf wo dete hein, govt. apnay loogon ka khyaal apnay buchon ki tarah rakhti he...un mein hum loogon ki tarah firka waariyat nahi he...wo loog atleast aapis mein to aman pasand he hein...aur is se berh ker yeh ke wo insaaniyat ki bhalai ke liye new techniques and technology ki promote ker rahay hein...hum lakeer he peet'tay reh jaein ge.

                              Hamari sooch ki irtqaa ki zaroorat he, we have to be mature mentally...hum abi tak shalwar kamiz aur pent shirt se bahir nahi aa rahay aur wo loog chand pe ja bethay hein...molvi saab hoosh karo...akhaan khoolo...kuwein ke maindak na bano, duniya is kunwein ke bohat bhi he :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30

                                WAH WAH MR WAH
                                MAIN AAP KI KAMAL HATDHARMI PER HEERAAN HON
                                AAP NAY MUJHAY ISLAMI LIBBAS KAY ASOOL BATAY AUR SAATH SAATH YEH BHE KAHA KEH
                                ''hope ke pant shirt in lawazmaat pe pura nahi utarti''
                                TOO AAP KAISAY MUSLIM HAIN JO US CHEZ KO APNA RAHAY HAIN JO ISLAM KAY DIYAE HUAY QAWANEEN PER PURA NAHI UTER RAHI.
                                DOOSRA AAP NAY KAHA KEH
                                '''Doosri baat mein pent shirt pehanta hoon, jo namaz ke waqt takhnon se ouper hoti he...''
                                HAMAIN HUKKAM HAI KEH HER WAQAT OOPER RAHAY.
                                AAP NAY YEH BHEE KAHA KEH
                                ''
                                ager aap yeh baatein angreezon se jelous ho ke ker rahay hein to mein yeh kahon ga ke aap apni sooch badliye.''
                                MAIN KION ANGRAIZON SAY JALOUS HON GA.MAIN TOO UN KA KHULA DUSHMAN HON.
                                JO HER AYE ROZ HAMARAY RASOOL PAK(PBUH) KAY MUTALLAK GALAT BATAIN LIKHTAY HAIN AUR GALAT KHAKKAY BANATAY HAIN.MAIN US QOOM PER LANNAT BHEE NAHI BHEJTA.''
                                HAAN AGER AAP KO US ANGRAIZ QOOM SAY BUHAT PIYYAR HAI AUR AAP UN KO HUM SAY HER LIHAAZ SAY BEHTER MEHSOOS KERTAY HAIN TOO PHIR AAP ISLAAM CHOR KION NAHI DAITAY.KION KEH YAHI AQLI TAQAZA HAI.
                                ALLAH FERMATA HAI
                                ''TUMHARAY LIYAE TUMHARA DEEN MERAY LIYAE MERA DEEN''
                                DEEN TOO AIK MUKAMAL ZABITA HIYAT HAI.LIBBAS SAY LAY KER HER CHEZ IS MAIN AA JATI.
                                AAJ SABIT HO GIA KEH
                                ''ROSHAN KHIAL HAZRAAT HEE IS QOOM KO LAY DOOBAIN GAY''
                                AAP NAY KAHA KEH WOH CHAND PER POOHANCH CHUKAY HAIN.TOO MERAY BHI SHYD AAP KO PATA HO GA KEH
                                ''CHINA JIS KA G.D.B AAP KAY PASANDEEDAH YOURAP SAY KAHIN BEHTER HAI.JAB US SAY POOCHA GIA KEH AAP SPACE PER APNA ROCKET KION NAHI CHORTAY TO US NAY KAHA KEH
                                ''INSAAN DUNIA PER REHTAY HAIN SPACE MAIN NAHI ''
                                YEH BUHAT BARI PAGLIYYAT HAI KEH JAHAN KOI BHEE INSAAN NA HO WAHAN JA KER APNI TARAQI KA ILAAN KER DAIN''
                                AUR IS QOOM KAY JAWAANOO PER LANNAT HAI KEH
                                ''WOH HAMARAY ASOOLOON PER CHAL RAHAY HAIN LAKIN HAMARAY JAWAAN UN KI GALAT SOOCH APNA RAHAY HAIN.''
                                AAP SAY HASIL KALAAM YAHI KAHOON GA KEH
                                ''AAP KO AIK BAAT BATAI GAI LIBBAS KAY LIHAZ SAY.AGER AAP US KO MANNA CHAHTAY HAIN TOO TEKH NAHI TOO AAP KO IJAZZAT HAI KEH AAP ANGRAIZON KO APNA''MY BAAP'' MAAN LAIN''
                                HAMARI APNI PEHCHAN AUR AAP KI APNI PEHCHAN.
                                AAP NAY MUJHAY MOLVI KAHA MUJHAY ACHA LAGA KION KEH
                                ''KAMIZKAM MAIN APNAY RASOOL KI SUNNAT TOO PURI KER RAHA HON''
                                AAP SHYD WOH BHEE NAHI KER RAHAY???????????????????????????????

                                Fight for Khilafah
                                :insha:

                                Comment

                                Working...
                                X