Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

    Assalam o Alaikum,

    hum sab jo yahaN behas kartay haiN woh ziada tar 2 groups maiN baT janay kay baad khatam ho jati hai magar us ka koi nateja nahee nikalta, sivaiy is kay kay har shaks he HAQ par hota hai....!!

    Aksar loog baat ko paRhnay say pehlay he mukhalfat kar detay haiN, shayed hum sab ELM ki us manzil par pohanch chukay haiN jahan hum nay yeh samajh lia hai kay bas ab is say ziadah koi ELM nahee....!!

    yahaN thread shoro karnay wala malomat HASIL kayelay thread shoro nahee karta balkay woh thread shoro kar kay DOSROn ki malomat maiN izafa karna chahta hai, aur reply karnay wala dosray ko JAHIL samajhta hai....!!

    to kia aisay halat maiN is section ka hona lazmi hai....??
    kia is section ko khatam he nahee kar dena chaheay....??

    Me Here say maz'rat kay sath :blush:

    That's Enough...!!

  • #2
    Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

    hmmm

    detail reply baad mey inshAllah :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      Walikum Assalam!
      np.com:blush:
      feel free to say anything always!:)
      let c wat others say:blush:
      mujheh to shaid chup hi rehna chahye rite?:shh: :lpop: :)

      Comment

      • #4
        Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

        lazman huna chayee...........

        her aik ko azadi huni chayee jo marzi kahy os topic k bary main..........

        Comment

        • #5
          Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

          Assalamo allaikum

          Behas is liyey ki jati hai keh shakook aur ikhtilafaat ko door kiya jaa sakey. Yeh jabhi mumkin hota hai jab aik bandah suneny, samajhney aur phir maneney ya manwaney ki salahiyat rakhta ho - jahan per har baat ka faisla behas honey sey pehley hi ho chuka ho wahan per yeh siraf waqt zaya karney wali baat hai.............
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

            Originally posted by yellowsky View Post
            hmmm

            detail reply baad mey inshAllah :D
            aap har reply maiN pehlay hmm hmmm karti haiN, kia yeh aap kay start honay ki awaz hoti hai :blush:.
            detailes ka intezar hai :lpop:

            Originally posted by Me Here View Post

            Walikum Assalam!
            np.com:blush:
            feel free to say anything always!:)
            let c wat others say:blush:
            mujheh to shaid chup hi rehna chahye rite?:shh: :lpop: :)
            maiN humaisha free feel karta hooN kuch bhi kehnay maiN, jo dil maiN tha keh dia :lpop:, aakhir bhai kis ka hoon ...
            aur tumhara reply bhi chaheay dee dee, tum bhi batao kay kia sochti ho jab tumharay section maiN thread ka yeh hashar hota hai to :lpop:
            That's Enough...!!

            Comment

            • #7
              Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

              Originally posted by Masood View Post
              Assalamo allaikum

              Behas is liyey ki jati hai keh shakook aur ikhtilafaat ko door kiya jaa sakey. Yeh jabhi mumkin hota hai jab aik bandah suneny, samajhney aur phir maneney ya manwaney ki salahiyat rakhta ho - jahan per har baat ka faisla behas honey sey pehley hi ho chuka ho wahan per yeh siraf waqt zaya karney wali baat hai.............
              w/salam,

              tay firrrrrrr ki sochia :mm:, koi hal tay dasso jee
              That's Enough...!!

              Comment

              • #8
                Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                w/salam,

                tay firrrrrrr ki sochia :mm:, koi hal tay dasso jee
                Hal hai to sahi magar ussey implement karna aasan nahin.... har mubahisa mein 1-2-3 members aisey chun liyey jaein jo behas mein hissa na lein magar sari replies ko parhney key baad apni bsarat key mutabiq faisla dein keh is situation mein kya hona chahiye :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  aap har reply maiN pehlay hmm hmmm karti haiN, kia yeh aap kay start honay ki awaz hoti hai :blush:.
                  detailes ka intezar hai :lpop:
                  hmm sirf is liye tha key mujhey aap ki ye post perh ker aap ki Tehreek yad aa gai thi ...agar aap is sec. ko khatam ker dein to aap apney vies kidher daalein gey....GS mey ? jahan her cheez gupshup ban ker rah jati hai?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    maiN humaisha free feel karta hooN kuch bhi kehnay maiN, jo dil maiN tha keh dia :lpop:, aakhir bhai kis ka hoon ...
                    aur tumhara reply bhi chaheay dee dee, tum bhi batao kay kia sochti ho jab tumharay section maiN thread ka yeh hashar hota hai to :lpop:

                    nice:blush:
                    pehle sab apna view de dain then INSHALLAH i wud tell ok?:)

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                      Originally posted by Masood View Post
                      Hal hai to sahi magar ussey implement karna aasan nahin.... har mubahisa mein 1-2-3 members aisey chun liyey jaein jo behas mein hissa na lein magar sari replies ko parhney key baad apni bsarat key mutabiq faisla dein keh is situation mein kya hona chahiye :)
                      maiN nay likha hai kay hum ELM ki us manzil par pohanch chukay haiN jis kay aagay KUCH nahee hota, ELM ki HAD pay khaRay haiN hum loog :shh: aisay maiN to dosroN ko shikayat he hogi kay apna faisla hum par musal'lat kardia in logoN nay :lpop:

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      hmm sirf is liye tha key mujhey aap ki ye post perh ker aap ki Tehreek yad aa gai thi ...agar aap is sec. ko khatam ker dein to aap apney vies kidher daalein gey....GS mey ? jahan her cheez gupshup ban ker rah jati hai?
                      agar GS maiN har cheez gupshup hojati hai to yahaN har cheez Pakh Pakh ho jati hai :blush:, ab Pakh Pakh ka matlab masood say he pochna :hehe:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                        agar GS maiN har cheez gupshup hojati hai to yahaN har cheez Pakh Pakh ho jati hai :blush:, ab Pakh Pakh ka matlab masood say he pochna :hehe:
                        now the only response i have for your post is

                        "hmmm" :P
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          Assalam o Alaikum,
                          walaikum salam wr,

                          hum sab jo yahaN behas kartay haiN woh ziada tar 2 groups maiN baT janay kay baad khatam ho jati hai magar us ka koi nateja nahee nikalta, sivaiy is kay kay har shaks he HAQ par hota hai....!!

                          hamari baat hi kya hai :lpop:
                          Aksar loog baat ko paRhnay say pehlay he mukhalfat kar detay haiN, shayed hum sab ELM ki us manzil par pohanch chukay haiN jahan hum nay yeh samajh lia hai kay bas ab is say ziadah koi ELM nahee....!!
                          yahaN thread shoro karnay wala malomat HASIL kayelay thread shoro nahee karta balkay woh thread shoro kar kay DOSROn ki malomat maiN izafa karna chahta hai, aur reply karnay wala dosray ko JAHIL samajhta hai....!!

                          Nahi Rullz sirf doosron ko maloomat deyney key sath akser threads apni maloomat mey izafey key liye bhi lagaye jaatey hein .....jaisey key Pakistan in Musharraf's regime
                          to kia aisay halat maiN is section ka hona lazmi hai....??
                          kia is section ko khatam he nahee kar dena chaheay....??
                          :)

                          deykhein aik simple si misaal.....deykhein aik banda garhi drive ker raha hai to accident bhi ho sakta hai .....to is ka ye matlab hai key hum garhi drive kerna chor dein?? nahi na...kyun key kasoor garhi ka nahi driver ka hai......aap bilkul garhi drive karein magar ehteyaat key sath:thmbup:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                            محترم جناب مظاہر صاحب
                            آپ کا اس تھریڈ کو بحث و مباحثہ میں لگانا خود اس بات کی غمازی کرتا ہے کہ آپ اس کو بند کرنے کے حق میں ہرگز نہیں ہیں اگر آپ اس کو ہر صورت بند ہی کروانا چاہتے تو آپ کا یہ تھریڈ مجھے کچھ کہنا ہے کے سیکشن میں لگا ہوتا لیکن آپ نے یہ تھریڈ یہاں لگا کر یہ ثابت کردیا کے آپ اس موضوع پر بھی بحث چاہتے ہیں کہ آیا بحث و مباحثہ ہونا چاہیے یا نہیں:lpop: ۔۔۔۔امید ہے میری بات آپکی سمجھ میں آگئی ہوگی۔۔۔
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: MUBAHISA: Kia Behas-o-Mubahisa aur Halat-e-Hazira Section Hona Chaheay...!!

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              walaikum salam wr, Pakistan in Musharraf's regime

                              :)
                              deykhein aik simple si misaal.....deykhein aik banda garhi drive ker raha hai to accident bhi ho sakta hai .....to is ka ye matlab hai key hum garhi drive kerna chor dein?? nahi na...kyun key kasoor garhi ka nahi driver ka hai......aap bilkul garhi drive karein magar ehteyaat key sath:thmbup:
                              hmmmmmmmm :blush:,
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X