Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

    there is no dout Presedent Musharaf is a great leader uss nee pakistan koo uss waqt sanbhalaa jiss waqt pk mushkil main thaaa aikk tarff 9/11 ky badd amarica badmast hathee kee tarhhh afghanistan per char doraaa to dosree tarff pakistan perr atomic dhamakee kernee kee baad pabandian lagee hoii theee iss kee ilawaa aorr bhee boht kuch kharab thaa.........
    musharaf nee aanee kee baad naa sirf inn buraionn per qaboo payaa balkehh country koo bhee sahee simat main chalayaa giaaa agar uss waqt musharaf kee jagahh koii aorr political hukmran hotaa wohh shayad amaricaa kee aagayy mushraf see ziadaa jhook jataaaaaaaa........
    my ideal leader in pakistan is Musharaf but uss kaa roshan khialee walaaa slogan samjh see bahirr lagtaa haiii roshan khialee bazatee khood eikk achhee cheezee haii aorr main iss kee favour main bhee hooo magar iss roshan khialee kee chakar main parrr kee apnaa culture koo bhhoolnaa ghalat baat haiiiiiii.............
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment

    • #17
      Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

      Originally posted by Masood View Post
      Just Pay Attention Ko The Date I Wrote This Article Before Commenting - Thanx....
      i m 100 persent agee u that theree is no dout that Musharaf is a great leader
      musharaf nee uss waqt pakistan koo sanbhalaa jiss waqt pk 4 sides see khatratt main ghira ahoww aa thaaa but mujhayy musharaf ke esirff eikk cheeze see ikhtilaf haii main roshankhilaee kee khilaff balikoll bhee nahee hoo lakin iss roshan khialee kee chakar main hamaraa culture aor hamaree islamic aqdarr kahhen guum naa hoo jaiinnn
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #18
        Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

        Originally posted by Me Here View Post
        wow KHL bhai mujheh sach main apki samajh nahi aati :blush:
        ap itne different views k saath kese jee rahy hain?:cc:
        kabhi ap musharraf uncle k supporter or kabhi.......?:budhu:

        I m also totaly confused:cc: :cc:
        sigpic

        Comment

        • #19

          .......................:D aap mery sary reply dekhain smaj ajay gee................

          kiun k mujy pata hy k hum behas main apna time hee zaya kerty hian...siraf Mushraf k liy aur wo behad hee beyhiss hay dictator hay osy andaza hee nahi k kia kiyamat hay awam per.....................to awam pher bee chup hain.

          Comment

          • #20
            Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

            Originally posted by sccorpion81 View Post
            I m also totaly confused:cc: :cc:
            :shh:

            Comment

            • #21
              Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

              Musharraf's ki kya achievements rahi hai iskey baarey mein Main bahut zyadah nahin jaanta albatta itna zaroor kahoonga ke Musharraf sahab (uncle kahney mein zyadah achha lagta hai) "International" Personality hain...puri duniya ke log jaantey hain unhen, aur kisi poltician ko log tabhi jantey hain jab wo active ho mulk aur awaam ke liye kuchh kar raha ho.

              So defintely he done for Pakistan

              Orthodox khyalat ke muslims kahtey hain Musharraf, Bush ka dost hai aur US ka chaploos, duty is duty chahey ek worker ka ho ya ek leader ka jo puri imaandari, aur chalaki ke saath Musharraf uncle ada kar rahey hain.

              9/11 ke waqt agar Musharraf uncle Bush ke saath haath naa milata aur yeh naa kahta ke ham Usama Bin Laden ko pakadney mein puri madad karenge to shayad aaj Pakistan ka dusra naqsha hota. He is really clever man.

              Main analyzer to nahin hoon, but itna zaroor kahoonga ke aaney waley 20 saal tak 'Musharraf' jaisa poltician Pakistan mein nahin hoga.
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment

              • #22
                Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

                Originally posted by Spy009 View Post
                Main analyzer to nahin hoon, but itna zaroor kahoonga ke aaney waley 20 saal tak 'Musharraf' jaisa poltician Pakistan mein nahin hoga.
                Yeh baat Hindustan ke Ex Prime Minister A.B. Vajpayee bhi maantey hain
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #23
                  Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

                  shukran all :thmbup:

                  YPO ki world leaders conference haal hi mey toronto mey munaqid hui aur is baar 2007 award Musharraf ko diya gaya hai
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

                    Originally posted by Spy009 View Post
                    Yeh baat Hindustan ke Ex Prime Minister A.B. Vajpayee bhi maantey hain
                    Vajpaye uncle ki baat hi kya hai :D
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mubahissa:Pakistan in Musharraf's regime

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      shukran all :thmbup:

                      YPO ki world leaders conference haal hi mey toronto mey munaqid hui aur is baar 2007 award Musharraf ko diya gaya hai
                      really
                      zabaradast
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      Working...
                      X