Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Ta'ateel key Din

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: MUBAHISA: Ta'ateel key Din

    Originally posted by yellowsky View Post
    Asal mey jo buisness community hai un ko nuqsaan hota hai--wo is tarhan key friday Pakistan mey chutti next two days doosrey mumalik mey weekend hota hai is tarhan week mey 3 din to off huye ---- Pehley ye chutti friday ko hoti thi magar phir sun. ko rakhi gai ta key logon ko sahoolat ho aur Jummah half day hai.......ta key sab araam sey salat ul jummah perh liya karein


    aur wo jo itni chutiyan ap ney cancel kara di hein.......is pey Pakistani youth(students) aap key khilaaf ho jayein gey :P

    Main yeh wajah janta hoon sis - aur ISI baat per to mujhey apni awwam sey sakht shikayat hoti hai keh jahan per aawaz uthani chahiye wahan per nahin uthatey - I AM still NOT convinced keh SUNDAY ko chhuti honi chahiye!!!

    Aur youth ko GUIDE karney wala hi to nahin koi I am convinced agar youth ko guide kar liya jaey to Sunday ki chhuti automatically cancel ho jaey :lpop:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    Working...
    X