Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Ta'ateel key Din

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Ta'ateel key Din

    Assalamo allaikum

    Aaj mujhey maloom huwa hai keh Pakistan mein Kashmir Day manaya jatah hai. Aap sab sey request hai keh yahan per har us din ka andraaj kiya jaey jo hamarey mulk mein ba'tor-e-taateel manaya jata hai....


    Kashmir Day
    Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)
    23. March
    14. august
    Iqbal Day
    Yom-e-difaa
    Quaid Day
    ...
    (mazeed???)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Ta'ateel key Din

    Originally posted by Masood View Post
    Assalamo allaikum

    Aaj mujhey maloom huwa hai keh Pakistan mein Kashmir Day manaya jatah hai. Aap sab sey request hai keh yahan per har us din ka andraaj kiya jaey jo hamarey mulk mein ba'tor-e-taateel manaya jata hai....


    Kashmir Day
    Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)
    23. March
    14. august
    Iqbal Day
    Yom-e-difaa
    Quaid Day
    ...
    (mazeed???)
    SUNDAY :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #3
      Re: Ta'ateel key Din

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      SUNDAY :lpop:
      Mazeed main is per behas karna chahta hoon keh kaun sa din chhuti ki haisiyat sey manana jana chahiye aur kaun sa nahin...
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Ta'ateel key Din

        Kashmir day kyun maanaya jata hai? aur is mey kya hota hai?
        chuti aur bas??
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Ta'ateel key Din

          Originally posted by yellowsky View Post
          Kashmir day kyun maanaya jata hai? aur is mey kya hota hai?
          chuti aur bas??
          Yehi batein to main janena chahta hoon keh yeh kya dhong hai ab???
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Ta'ateel key Din

            hartaal aur barshoon k din bee hian................

            Comment


            • #7
              Re: Ta'ateel key Din

              Originally posted by Khalil View Post
              hartaal aur barshoon k din bee hian................
              woh to ooper sey aa hi jatey hain - magar filhaal woh raqam karein jo Calender key mutabiq hain ..
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Ta'ateel key Din

                عید میلاد النبی اور یوم عاشورہ کی بھی دو چھٹیاں ہوتی ہیں
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: Ta'ateel key Din

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo allaikum

                  Aaj mujhey maloom huwa hai keh Pakistan mein Kashmir Day manaya jatah hai. Aap sab sey request hai keh yahan per har us din ka andraaj kiya jaey jo hamarey mulk mein ba'tor-e-taateel manaya jata hai....


                  Kashmir Day
                  Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)
                  23. March
                  14. august
                  Iqbal Day
                  Yom-e-difaa
                  Quaid Day
                  ...
                  (mazeed???)
                  humare yahan tu jo days hain...jin pr chutti hoti hai
                  26th jan..... Republic day...
                  1st may.. mahrshtra day...
                  15 Aug.... independence day...

                  is ke illawah bhi humare yahan dhair saare days celebrate hote hain per chutti nahi milti...
                  Aids day....
                  Dcotors day..1st july..
                  Teachers day...5 september...
                  childrens day...14 novemebr
                  valentine day..14 feb...

                  is ke illawah...
                  eid... baqer eid.... diwali..holi.... dasehra.... ganesh utsav... chrismts

                  plus...

                  gandhi jaynti... Ambedker jaynti.. shivaji jaynti... aur bhi kuch jaynties hai....

                  per humare yahan holidays itne nahi hote... her kisi ko us ke fastival ke hissab se chutti milti hai... banks maximum two days hi close honge us se zyadah nahi...
                  barh.. selab... kuch bhi bombay ko rok nahi sakta kaam karn se.... 7/11 bomb blast mein bhi :alhamd: sirf kuch lamhe ke liye bombay ruka tha... us ke baad sub normal hogaya.... dosre roz koi chutti nahi thi..sub hi kaam per gaye....
                  sorry... hum ne yun hi share kiya.... pakistan ke baare mein hume kuch nahi pata...isi liye India... BOMBAY ka bata diya....:embarasse

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ta'ateel key Din

                    jis din karachi me international cricket match hota hai, us din bhi chutti hoti hai
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ta'ateel key Din

                      Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)
                      23. March
                      14. august

                      in ke ilawa skool time mein aur chutti to koi detey nahen skool waaley .. ye list bichari PK ke liye itni short kion hai ??
                      yehan(usa) smester baad main aata hai .. falaney time ke president ki death/bday>chuti and so on ..
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ta'ateel key Din

                        Originally posted by Masood View Post
                        Assalamo allaikum

                        Aaj mujhey maloom huwa hai keh Pakistan mein Kashmir Day manaya jatah hai. Aap sab sey request hai keh yahan per har us din ka andraaj kiya jaey jo hamarey mulk mein ba'tor-e-taateel manaya jata hai....


                        Kashmir Day
                        Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)
                        23. March
                        14. august
                        Iqbal Day
                        Yom-e-difaa
                        Quaid Day
                        ...
                        (mazeed???)
                        Defence Day per holiday nahin hoti ab
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."




                        Comment


                        • #13
                          Re: Ta'ateel key Din

                          Originally posted by Masood View Post
                          Yehi batein to main janena chahta hoon keh yeh kya dhong hai ab???
                          It's not Dhong. Pakistan observes February 5, as Kashmir Solidarity Day(alongwith Kashmiris both in AJK and Indian held Kashmir), as it has been doing since 1990, shortly after the armed uprising in the State began. this is to express Pakistan's support to Kashmiris for "self-determination" and to draw international attention to the long-standing Kashmir issue.
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."




                          Comment


                          • #14
                            Re: Ta'ateel key Din

                            Originally posted by Aania View Post
                            Eid Day (kitni chutiyan hoti hai?)

                            Eid ul Fiter per 2 aur Eid ul Adha per Haj ki mila ker 3 official holidays hoti hain.
                            "All I have learned from Life is that I know nothing."




                            Comment


                            • #15
                              Re: Ta'ateel key Din

                              Originally posted by Masood View Post
                              Mazeed main is per behas karna chahta hoon keh kaun sa din chhuti ki haisiyat sey manana jana chahiye aur kaun sa nahin...
                              dekhen baat ye hai k zayada ter holodays international hoti hain lakin u can't take away the right to observe local and cultural days as holidays. her jaga per esa he hota hai. aur ager aap diff countries ki holidays ko conpare karen tou almost aik jitni he banti hain farq sirf itna hai k Pak mein events ka number zayada hai aur baqi countries mein events kam lakin un k liye off days zayada like easter and xmass.

                              Last edited by Gul-e-Lala; 7 February 2007, 18:55.
                              "All I have learned from Life is that I know nothing."




                              Comment

                              Working...
                              X