Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kia maa baap bojh hoty hain????

    Originally posted by jia View Post
    main manti hoon k app itne bari nahi hain
    main bhi koi bohat bari nahi hoon
    jo mainy yeh swal kia tha.
    app bari nahi hain to kia hoa app
    apny maa baap ko to janti he hain na
    k woh ap k liye kia ahmiyat rakhty hain?
    kia un k saath yeh sb hona theek hay?
    kia un ko dosroon k hwaly krna theek hay?
    app itni to bari hain a hope so
    ofcourse it is totally out of question that unkay saath yeh sub hona chahiyay...never...just aik dafa flashback agar main kar'oon ...jub main choti thee...toa muje kiya kisi ko bhi apkay questions ka direct ...crystal clear answer mil jayay ga g...
    definitely, ahmiyat aik bohat chota lafz hay...Allah Ta'la aur Prophet (S.A.W) k baa'd...obviously unkay saath yeh salook kiya... "UFF" bhi nahi kehna chahiyay...
    annnnddddd...nahi dosr'on kay hawalay nahi karna chahiyay...jaisay unh'on nay bachpan main hamari responsibility lee thee waisay hee hama'in bhi ab unki complete responsibility laini chahiyay nakay ussay bhagna chahiyay...log sirf responsibilities ko idhar say udher kisi par dalna jantay hain ussay nibhana nahi g...

    rahi baat mairay baray honay ki g...actually main iss section may pehlay kabhi nahi ayee thee aur yahan sub baray lag rahay...baray nahi i mean mature...philosiphical...etc. thay toa kahin kuch main ulta seedha na keh do'on iska darr tha...aur koi baywaqoofi na karr do'on...bass isiliye yeh kaha tha g...:lpop:
    :jazak: aap nay yeh bohat acha topic share kiya...Allah Subhana Wa' Ta'la ham sub ko apnay parents ki khidmat karnay ka poora poora mo'qa day...iss say bharr kar direct Jannat ka Ticket kaun sa hay...right?:salam:
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment

    • #17
      Re: kia maa baap bojh hoty hain????

      Originally posted by chalakie View Post
      ofcourse it is totally out of question that unkay saath yeh sub hona chahiyay...never...just aik dafa flashback agar main kar'oon ...jub main choti thee...toa muje kiya kisi ko bhi apkay questions ka direct ...crystal clear answer mil jayay ga g...
      definitely, ahmiyat aik bohat chota lafz hay...Allah Ta'la aur Prophet (S.A.W) k baa'd...obviously unkay saath yeh salook kiya... "UFF" bhi nahi kehna chahiyay...
      annnnddddd...nahi dosr'on kay hawalay nahi karna chahiyay...jaisay unh'on nay bachpan main hamari responsibility lee thee waisay hee hama'in bhi ab unki complete responsibility laini chahiyay nakay ussay bhagna chahiyay...log sirf responsibilities ko idhar say udher kisi par dalna jantay hain ussay nibhana nahi g...

      rahi baat mairay baray honay ki g...actually main iss section may pehlay kabhi nahi ayee thee aur yahan sub baray lag rahay...baray nahi i mean mature...philosiphical...etc. thay toa kahin kuch main ulta seedha na keh do'on iska darr tha...aur koi baywaqoofi na karr do'on...bass isiliye yeh kaha tha g...:lpop:
      :jazak: aap nay yeh bohat acha topic share kiya...Allah Subhana Wa' Ta'la ham sub ko apnay parents ki khidmat karnay ka poora poora mo'qa day...iss say bharr kar direct Jannat ka Ticket kaun sa hay...right?:salam:
      ap nay bil kul theek kha k shaiyd ap say koi ghlti ho jay
      isliye ap nay kuch nahi kha . chalo koi baywqoofi to nahi hoe:lpop:
      baqe thanx k ap nay bl k ap sb nay is thread ko like kia:rose :salam:

      Comment

      • #18
        Re: kia maa baap bojh hoty hain????

        Assalam o Alikum jia sis!:)

        `~`Warm Welcome 2 Behes o Mubahisa n Halaat E Hazra`~`
        :welcome: :welcome: :welcome:

        u ve come with an important issue....!:clap:
        hamari country so called ik Islamic country hai....per corrupted govt is country main kuch bhi ISLAMIC chorna hi nahi chahti.....
        ALLAH na kary k wo din ai jab new generations apne Parents ko old age campus main chorney jain!

        Parents ik nemat hain......hamare ooper ik aisa saya jiski zarorat barish main bhi hooti hai,toofan mai bhi or dhoop mai bhi....!
        haan aisa hoota hai k kuch logon ko Parents burden lagte hain lakin ye sirf ik sheetani sooch hai......ik buhat barii nadaani or na shukri....jab ik person ki shadi hooti hai or wo Mother ya Father banta hai or usko khud Maan ya Baap ban'ne k process se guzarna hoota hai tab usko ye sochna chahye k hamare Parents ne bhi yuunhi raatin jaag ker guzariin taky hum soo jain per kuch log tab bhi ehsaas nahi kerte

        jinkey paas Parents hoon shaid un mai kuch logon ko qadar nahi hoo per iska sahee ehsas unhe hoota hai jinkey paas Parents nahi.......mere Father ki death ho chuki hai,elder Brothers bilkul Father jesa behave kerte hain but i know the gap,n absence is still here....jo poori ho hi nahi sakti.....her moqy per ehsas hoota hai......so Parents ki kami to poori nahi ho sakti or wo burden nahi wo....wo hain jinki waja se jinki care se aj hum zinda hain or educated bhi........beshak Allah ki waja se per waseela wahi bany.......

        KHUSH RAHYEE JIA
        WASALAM:salam:
        Keep Coming N Visiting Us!

        Comment

        • #19
          Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

          achy achy reply hain sab k.......wakee aap sab to buhat hee laik faiq hain:mm:

          Comment

          • #20
            Re: kia maa baap bojh hoty hain????

            Originally posted by Me Here View Post

            :rose ap nay bohat he acha reply kia hay:rose
            yeh baat to ap ki bil kul sahi hay k jis k maa baap na hoon inhain he in ke kdr hoti hay. kai log hain jin ko achi chez ke ahhmiyat ka chez kho jany k bad pta chlta hay.
            lakin kahty hain na k ''baad main pta chla to kia chlla''
            baad main kuch bhi nahi ho skta. lakin in k bgahr kisi ka bhi guzara nahi hota.
            meri to DUA hay k new genration aisa koi qdm na uthay(ameen).or jhaan tk humeri govt ki baat hay to woh to ap sb ko pta he hay k kis hd tk achi hay.:fuming: b coz of this govt our Islamic country is like a modren country.
            khair Allah kary k jo kuch bhi ho acha he ho or Islamic country to kia kisi bhi country main kisi k bhi maa baap k sath aisa na ho(Ameen)
            thanx alot 4 ur good reply:rose :rose

            Comment

            • #21
              Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

              Originally posted by Khalil View Post
              achy achy reply hain sab k.......wakee aap sab to buhat hee laik faiq hain:mm:
              :shh: :shh: :shh:

              Comment

              • #22
                Re: kia maa baap bojh hoty hain????

                Originally posted by jia View Post
                main maanti hoon k hony ko bohat kuch nahi hona chahiye. lakin kia yeh hona chahiye?
                kia isay humary country ko aziyat ka samna nahi ho ga? ho ga to sahi
                lakin jo khush rahny waly hain woh
                in k bghar bhi khush reh skty hain
                lakin yeh nahi janti k kaisy reh skty hain?
                hona to bohat kuch nahi chahiye lakin...
                kia yeh kise k nachahny say ho skta hay?
                kisi nay chaha he hay to yeh hony lga hay
                hmmm

                jia jab hamien do batein pata hain

                "Janat Maa key qadmon mey hai"

                aur "aik baap ki narazgi Allah ki narazgi key mutradif hai"

                in lines ko sahih ker dijiye ga agar ghalt hain

                phir humarey parents hum per boj kaisey ho saktey hein

                ab rahi baat un logon ki jo in ko bauj samajtey hein to un key liye hum kya keh saktey hein??

                we should take care of our parents inshAllah
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: kia maa baap bojh hoty hain????

                  Originally posted by yellowsky View Post

                  :rose INSHALLAH:rose

                  Comment

                  • #24
                    Re: kia maa baap bojh hoty hain????

                    Originally posted by jia View Post
                    :rose INSHALLAH:rose
                    :)

                    aur aik bohot acha topic aap ney shuru kiya...:salam:

                    waisey aap key apney khayal mey log ab apney parents ko bauj kyun samjtey hien?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: kia maa baap bojh hoty hain????

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      :)

                      aur aik bohot acha topic aap ney shuru kiya...:salam:

                      waisey aap key apney khayal mey log ab apney parents ko bauj kyun samjtey hien?
                      ok main ap ko apnay khiyal say aagah kr daiti hoon
                      lakin mujhy nahi pta k yeh kis hd tk theek hay agr
                      kahin say bhi ghlt ho ga to plz sorry kion k main bhi
                      itna kuch nahi jaanti hoon . mainy to jis din say prhaa hay bs isi bary main sochti rahti hoon lakin smajh main sirf aik he baat i
                      or main woh bta daiti hoon lakin pta nahi theek hay yaan
                      ghlt hay
                      yeh isliye hey kion k sb log Deen-a-islaam ko bholty ja
                      rahy hain or Is ko chod kr khud agy he agy chlty ja rahy hain
                      agr hum proprly Deen k rasty pr chalain gay to yeh sb nahi sochain gay. lakin ajj kl jo kuch ho rha hay us main Islam kahen bhi nahi dikhae daita
                      yeh sb insaanoon k bdly hoy minds hain jo yeh sb kuch kr rahy hain.u know devil mind isi ke bina pr sb kuch ho rha hay
                      agr humary paoon Islam ke rah pr tikay rahy to yeh sb INSHALLAH nahi ho ga or agr bhtk gay bl k bhtky to hoy hain
                      agr mazeed bhtk gay to yeh sb ho ga
                      Allah kary k sb ko Islam ko yaad rakahin or Deen ki raah apny rakhain(ameen)
                      ab pta nahi yeh sb kis hd tk theek hay

                      Comment

                      • #26
                        Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

                        i think kai bachy apny waldan ko is liye bojh smajhty hain kion waldan apni zimadari khtm kr k araam say zindagi guzarny lagty hain. in logoon ko yeh nahi pta k jb hum log bachpan main aik jgah say dussri jgah jany say bhi bayzar hoty hain tab yeh hum logoon kis trhaan handle krty hain or zindagi k kisi mod pr humain bojh nahi smajhty.
                        lakin yeh log apni zimadari say bachny k liye un logoon ko bojh smajhty hian.
                        kuch log unhain bathy bithay khana nahi day skty un ka khiyal hota hay k yeh log hum logoon ke life ko more busy bna rahy hain.
                        apni zimadarion say mon modtay hain or isi wjah say un logoon ko bojh smjha jata hay.
                        lakin in logoon ko kion apny bachpn ka zmana yad nahi ata jb k humain un logoon ko itna nahi snbhalna prta jitna k un logoon nay humain bachpn main paala hay humain handle kia hay humain hr trhaan say coprate kia hay or hr haal main rehny k baav jood unhoon nay kabhi kisi chez ke kami mehsoos nahi hony de . phir yeh sb kion kr rahy hain?

                        Comment

                        • #27
                          Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

                          jo bojh samajhtey hein wo khud bojh ban jatey hein
                          main ne dekha hai logon ko jinhen parents ki qadar nahen hoti
                          unhen unki aulaad zaroor sabaq sikhati hai .. aur dunya, rishtey, zindagi
                          pachtawon ke dher haathon mein pakrra jatey hein ..
                          maan baap wo dua hain ke zinda hain to har pal har saans ham pe qurban kertey hein ..aulaad wo fitna ban jaati hai ke sar pe hath rakh ke dua deney wali hastyon ko, jannat ki teraf jaatey raaston ki mish'alon ko thukra ke be raahravi thaam leti hai ..

                          Maula wo aulad na bana-na jis ki qismat se dua chin jaaye, Allah ye aasrey ye dua kerney waley hath, pal pal har pal salamat rakhna, ham se kotahyan ho jaati hai Maula, muaf fermaa do, muaf ferma do, merey maan baap ko dunya jahan ki khushyan , kaamyabiyan dena Allah ... aameen
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment

                          • #28

                            waldan apni zimadari khtm kr k araam say zindagi guzarny lagty hain.

                            aiesa kabhi nahen dekha suna siwaye filmon ke .. ke maan baap bachon ko zimma daari samajhna chorr den
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #29
                              Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

                              Originally posted by Aania View Post
                              waldan apni zimadari khtm kr k araam say zindagi guzarny lagty hain.

                              aiesa kabhi nahen dekha suna siwaye filmon ke .. ke maan baap bachon ko zimma daari samajhna chorr den
                              mainy yeh nahi kha k woh log any bachon ki zimadari ko chod daity hain
                              mery kehnay ka mtlab yeh tha k aik stag ALLAH na kary aisi bhi ati hay jab woh log age k hathon bistr k ho kr reh jaty hain tab koi koi ulaad hoti hay jo k apny walden ko snbhalti hay. is silsilay main woh log in logoon ko bojh smajhny lagty hain
                              otherwise walden kabhi bhi apny bachon ki zmadari say side pr ho kr nahi bathty yeh zimadari un ko hr haal main akhir tk nibhani prti hay
                              or woh log khushi say yeh zimadari sranjaam bhi daity hain

                              Comment

                              • #30
                                Re: MUBAHISA: kia maa baap bojh hoty hain????

                                Originally posted by Aania View Post
                                jo bojh samajhtey hein wo khud bojh ban jatey hein
                                main ne dekha hai logon ko jinhen parents ki qadar nahen hoti
                                unhen unki aulaad zaroor sabaq sikhati hai .. aur dunya, rishtey, zindagi
                                pachtawon ke dher haathon mein pakrra jatey hein ..
                                maan baap wo dua hain ke zinda hain to har pal har saans ham pe qurban kertey hein ..aulaad wo fitna ban jaati hai ke sar pe hath rakh ke dua deney wali hastyon ko, jannat ki teraf jaatey raaston ki mish'alon ko thukra ke be raahravi thaam leti hai ..

                                Maula wo aulad na bana-na jis ki qismat se dua chin jaaye, Allah ye aasrey ye dua kerney waley hath, pal pal har pal salamat rakhna, ham se kotahyan ho jaati hai Maula, muaf fermaa do, muaf ferma do, merey maan baap ko dunya jahan ki khushyan , kaamyabiyan dena Allah ... aameen

                                AMEEN Sum-a-meen:rose :rose

                                Comment

                                Working...
                                X