:tauba
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~Ohhh ShoppinG~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
hmmmmm baat tu theek hai maghar baat ruswaye ki :blush: kyun kay main khud buhat ziyada Shopping karti hoon :-s
aur Yaraam ki bhi baatein theek hian fazool main paisa urana yeh wo maghar wo kya hia na Yaraam Chot'ti nahin hai Kafir mun ko lagi hoi :-s tu bus aisa hi haal hia :-sZindagi Thak Gaye ..!!
Comment
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
Originally posted by ~khawahish~hmmmmm baat tu theek hai maghar baat ruswaye ki :blush: kyun kay main khud buhat ziyada Shopping karti hoon :-s
aur Yaraam ki bhi baatein theek hian fazool main paisa urana yeh wo maghar wo kya hia na Yaraam Chot'ti nahin hai Kafir mun ko lagi hoi :-s tu bus aisa hi haal hia :-s
Comment
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
Shy ji bohat umda topic per bohat achha likha hai aur lagta hai searching bhi khoob rahi hai. Jahan per paisa ziyada ho wahan per ussey kahee na khaee istimaal karney ka hota hai. Zaroorat ho ya na ho fazooliyat khareed li jati hai aur doosri qadrey naee cheezein phaink di jati hain. Hamein isi liye mayana rawwi ki taleem di jati hai keh apni zaroorat ko dekho phir khareedari karo. Jab aap key paas kuchh ho to who khareedney ka kya faedah?
Mujhey shopping sey nafrat hai. I am with but don't buy. Lekin jis cheez ki mujhey zaroorat hai woh zaroor leta hoon, maslan agar koi purzah chahiye hota hai computer mein, koi kitaab achhi lag jaey to ....
Warna mujhey mayyana rawwi haitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
Nice topic Shy ........ Magar zada kharch kerna nafsiyati dabao ki waja se to nahi hota
Mujhe nahi pata mei over spend hoon k nahi, magar mei humesha aur akser wahi khareedti hoon jis ki mujhe zaroorat ho, werna nahi.
Haan yeh aur baat hai ke while roaming ager koi chiz mujhe buhut attract karey aur achi lagey ousey mei har haal mei khareed leti hoon chahyeh ous ki qeemat kuch bhi ho, is per mama se dant bhi perti hai :D wo kehti hain mei thori fazool kharch hoon :Dsigpic
Comment
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
Originally posted by MasoodShy ji bohat umda topic per bohat achha likha hai aur lagta hai searching bhi khoob rahi hai. Jahan per paisa ziyada ho wahan per ussey kahee na khaee istimaal karney ka hota hai. Zaroorat ho ya na ho fazooliyat khareed li jati hai aur doosri qadrey naee cheezein phaink di jati hain. Hamein isi liye mayana rawwi ki taleem di jati hai keh apni zaroorat ko dekho phir khareedari karo. Jab aap key paas kuchh ho to who khareedney ka kya faedah?
Mujhey shopping sey nafrat hai. I am with but don't buy. Lekin jis cheez ki mujhey zaroorat hai woh zaroor leta hoon, maslan agar koi purzah chahiye hota hai computer mein, koi kitaab achhi lag jaey to ....
Warna mujhey mayyana rawwi hai
Comment
-
Re: ~*~Ohhh ShoppinG~*~
Originally posted by Saima ShaheenNice topic Shy ........ Magar zada kharch kerna nafsiyati dabao ki waja se to nahi hota
Mujhe nahi pata mei over spend hoon k nahi, magar mei humesha aur akser wahi khareedti hoon jis ki mujhe zaroorat ho, werna nahi.
Haan yeh aur baat hai ke while roaming ager koi chiz mujhe buhut attract karey aur achi lagey ousey mei har haal mei khareed leti hoon chahyeh ous ki qeemat kuch bhi ho, is per mama se dant bhi perti hai :D wo kehti hain mei thori fazool kharch hoon :D
Comment
Comment