Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: is this women rights

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: is this women rights

    Asalam-0-Alikum
    i am really sad and worried key hamary moashrey ko kia sey kia kiaa ja raha hay women rights key name per
    abi is eid per jab main gher tha to pakistani channels per chalney waley ishtirat dehk ker heran rah gia , and intahi sharam aii and baar channel change kernay per bi koi faida na ho key her dosray channel per woi ishtihar chal raha tha

    Olwell milk ka
    jis main (unsuitable wearings mein) main larki ko exercise kertay dekhya jata hay
    is this is women rights
    and indian channel to indian channels pakistan key tumam tv channels ney yeh kuch dekhana shorow ker dia hay
    ary, geo , aaj
    kia ho raha hay yeh sab
    uper sey ali zafar ka gana hay koi, without sensor sab channels per chal raha hota hay

    no protest against this
    why why why
    Last edited by 'SamRazi'; 11 January 2007, 21:25.
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: is this women rights

    wo kehtay hein jub miyaan bivi raazi to kia karay ga qazi

    aaj kul ki larkiyaan apnay jism ki numaish kerna chahti hein aur kuch tamaash been is numaish per paisa laga ke maza hasil kerte hein...larkiyon ko paisay ka chaska aur jism dikhanay ka chaska pura ho jata he aur tamaash beenon kay kai aur mufaadaat...isay aap be-gairat logon ki mutually benificial association ka naam de saktay ho
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: is this women rights

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      agreed.............................

      es main kisi ka koi kasoor nahi siway on girls k

      Comment

      • #4

        mera khayal mian aisa nahi hai keh logon ka chaska poora ho jata hia, yaar hum log asal mian her jagah immature hian actually sorry to say including my self, hum log kissi cheez ka faida ya nuksan nahi dekhta buss jiss se pochho keh apa yeh kion ker raha hian to ek hi jawab hota hai keh jab sab ker raha hain to hum kion na karain, aap koi bhi misaal le lain mobiles ki le lain pehle jiss ko zaroorat hoti thi to leta tha but ab her banda ne liya hua hai,car leasing ko dekh lain aage jo afford ker sakta tha woh leta tha, but ab jiss ko dekhian le raha hai, infact yeh living standard ko high kerne ki baat nahi hai actually hum log kissi ka chehra red dekh keh apne chehra thapper mar mar keh red ker leta hian, or yehi haal fashion ka hai, mujhe achi tarah yaad hai keh 98 mian jab mian ne fsc ki thi tab tak to yeh halat nahi hota tha even keh jab 2002 mian ma ne uet se engineerign ki tab bhi aisa nahi tha, halankeh uet un jaghoon main se hia jahan se fashion start hota hian, but wahan tab bhi yeh halat nahi tha,but ab jab main kabhi univ jata hoon ya bahir kahin to ajeeb hi halat hian, to yeh sab iss liye hia keh hum log her daur mian immature enter hota hian uss keh pros and cons nahi sochta. baki ager apne dil or demagh se pochain to hum iss ko samjhta bura hi hain, kissi ko bhi poch lain koi nahi chahe ga keh uss keh ghar mian bhi aisa ho bulkeh jiss se pochho woh yehi kehta hia keh hamare ghar mian aisa nahi hia,to my dear all yeh society hum logon se hi to mil keh bani hia,yeh jo kuchh ho raha hian yeh hamare mian se hi kissi keh gharon mian ho raha hia,to request yeh hai keh hum kissi ko tanz kerna ki bijae sirf yeh soch lain na keh mujhe apne aap ko or apne ghar ko theek kerna hai to sab iss keh positive effects dekhain ge, sorry ager main nekoi harsh baat ya ghalt keh di hai to but its my point of view.

        Comment

        • #5
          Re: is this women rights

          Originally posted by filbahere View Post
          Asalam-0-Alikum
          i am really sad and worried key hamary moashrey ko kia sey kia kiaa ja raha hay women rights key name per
          abi is eid per jab main gher tha to pakistani channels per chalney waley ishtirat dehk ker heran rah gia , and intahi sharam aii and baar channel change kernay per bi koi faida na ho key her dosray channel per woi ishtihar chal raha tha

          Olwell milk ka
          jis main (unsuitable wearings mein) main larki ko exercise kertay dekhya jata hay
          is this is women rights
          and indian channel to indian channels pakistan key tumam tv channels ney yeh kuch dekhana shorow ker dia hay
          ary, geo , aaj
          kia ho raha hay yeh sab
          uper sey ali zafar ka gana hay koi, without sensor sab channels per chal raha hota hay

          no protest against this
          why why why
          ab kisay daikhnay bethay ho leay dard ki zau,,,
          uTh gaiy loog jo aankhoN maiN haya rakhtay thay...
          is ka simple sa hal hai, jab yeh ya is qism kay ishtehar chalaiN to channal change karlia karo, is say ziadah hum tum kuch nahee kar saktay :comfort:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #6
            Re: is this women rights

            Originally posted by musaddaq View Post
            mera khayal mian aisa nahi hai keh logon ka chaska poora ho jata hia, yaar hum log asal mian her jagah immature hian actually sorry to say including my self, hum log kissi cheez ka faida ya nuksan nahi dekhta buss jiss se pochho keh apa yeh kion ker raha hian to ek hi jawab hota hai keh jab sab ker raha hain to hum kion na karain, aap koi bhi misaal le lain mobiles ki le lain pehle jiss ko zaroorat hoti thi to leta tha but ab her banda ne liya hua hai,car leasing ko dekh lain aage jo afford ker sakta tha woh leta tha, but ab jiss ko dekhian le raha hai, infact yeh living standard ko high kerne ki baat nahi hai actually hum log kissi ka chehra red dekh keh apne chehra thapper mar mar keh red ker leta hian, or yehi haal fashion ka hai, mujhe achi tarah yaad hai keh 98 mian jab mian ne fsc ki thi tab tak to yeh halat nahi hota tha even keh jab 2002 mian ma ne uet se engineerign ki tab bhi aisa nahi tha, halankeh uet un jaghoon main se hia jahan se fashion start hota hian, but wahan tab bhi yeh halat nahi tha,but ab jab main kabhi univ jata hoon ya bahir kahin to ajeeb hi halat hian, to yeh sab iss liye hia keh hum log her daur mian immature enter hota hian uss keh pros and cons nahi sochta. baki ager apne dil or demagh se pochain to hum iss ko samjhta bura hi hain, kissi ko bhi poch lain koi nahi chahe ga keh uss keh ghar mian bhi aisa ho bulkeh jiss se pochho woh yehi kehta hia keh hamare ghar mian aisa nahi hia,to my dear all yeh society hum logon se hi to mil keh bani hia,yeh jo kuchh ho raha hian yeh hamare mian se hi kissi keh gharon mian ho raha hia,to request yeh hai keh hum kissi ko tanz kerna ki bijae sirf yeh soch lain na keh mujhe apne aap ko or apne ghar ko theek kerna hai to sab iss keh positive effects dekhain ge, sorry ager main nekoi harsh baat ya ghalt keh di hai to but its my point of view.
            good thoughts :thmbup:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: is this women rights

              mey sirf itna hi kahun gey key Aik ghar ho, Aik institute ho, Aik mulk kuch bhi ho wahan per aik banda jis key wo under hota hai uss ka Raub hona chahiye tabhi Administration theek kaam karey gi...

              • #8
                Re: is this women rights

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                ab kisay daikhnay bethay ho leay dard ki zau,,,
                uTh gaiy loog jo aankhoN maiN haya rakhtay thay...
                is ka simple sa hal hai, jab yeh ya is qism kay ishtehar chalaiN to channal change karlia karo, is say ziadah hum tum kuch nahee kar saktay :comfort:
                lakin yaar kab tak , Pakistani channels ko to is tarah naeen kerna chayeh
                and second no one in Pakistan has so far object on this commercial
                yani indian channels dehk dekh ker hamara ab yeh haal ho gia hay key
                ab koi cheeze logon ko buri lagti hi naeen
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment

                • #9
                  Re: is this women rights

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  mera khayal mian aisa nahi hai keh logon ka chaska poora ho jata hia, yaar hum log asal mian her jagah immature hian actually sorry to say including my self, hum log kissi cheez ka faida ya nuksan nahi dekhta buss jiss se pochho keh apa yeh kion ker raha hian to ek hi jawab hota hai keh jab sab ker raha hain to hum kion na karain, aap koi bhi misaal le lain mobiles ki le lain pehle jiss ko zaroorat hoti thi to leta tha but ab her banda ne liya hua hai,car leasing ko dekh lain aage jo afford ker sakta tha woh leta tha, but ab jiss ko dekhian le raha hai, infact yeh living standard ko high kerne ki baat nahi hai actually hum log kissi ka chehra red dekh keh apne chehra thapper mar mar keh red ker leta hian, or yehi haal fashion ka hai, mujhe achi tarah yaad hai keh 98 mian jab mian ne fsc ki thi tab tak to yeh halat nahi hota tha even keh jab 2002 mian ma ne uet se engineerign ki tab bhi aisa nahi tha, halankeh uet un jaghoon main se hia jahan se fashion start hota hian, but wahan tab bhi yeh halat nahi tha,but ab jab main kabhi univ jata hoon ya bahir kahin to ajeeb hi halat hian, to yeh sab iss liye hia keh hum log her daur mian immature enter hota hian uss keh pros and cons nahi sochta. baki ager apne dil or demagh se pochain to hum iss ko samjhta bura hi hain, kissi ko bhi poch lain koi nahi chahe ga keh uss keh ghar mian bhi aisa ho bulkeh jiss se pochho woh yehi kehta hia keh hamare ghar mian aisa nahi hia,to my dear all yeh society hum logon se hi to mil keh bani hia,yeh jo kuchh ho raha hian yeh hamare mian se hi kissi keh gharon mian ho raha hia,to request yeh hai keh hum kissi ko tanz kerna ki bijae sirf yeh soch lain na keh mujhe apne aap ko or apne ghar ko theek kerna hai to sab iss keh positive effects dekhain ge, sorry ager main nekoi harsh baat ya ghalt keh di hai to but its my point of view.
                  kia app key gher Khwateen is tarah pirtee haan
                  sorry hamary gher main even city main aj tak esay naeen dehka key sirf (***) main pir rahee hoon (***) ka matlab aap samj gay hon gay

                  sorry yeh hamara culture her gaiz naeen hay , yeh hmm per zabardasti nafiz kia ja raha hay
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #10
                    Re: is this women rights

                    Originally posted by Xenya View Post
                    mey sirf itna hi kahun gey key Aik ghar ho, Aik institute ho, Aik mulk kuch bhi ho wahan per aik banda jis key wo under hota hai uss ka Raub hona chahiye tabhi Administration theek kaam karey gi...
                    sab log unite hay lakin sirf o sirf women ki azadi key leya , kaproon say
                    and this is the start
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment

                    • #11
                      Re: is this women rights

                      Originally posted by filbahere View Post
                      kia app key gher Khwateen is tarah pirtee haan
                      ---------

                      sorry yeh hamara culture her gaiz naeen hay , yeh hmm per zabardasti nafiz kia ja raha hay

                      Meyrey khayal mey musaddaq ney bohot generally baat ki hai aur bohot theek baat ki hai

                      ye alag baat hai key aap kuch samjhna hi nahi chah rahey hein?
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: is this women rights

                        Originally posted by filbahere View Post
                        sab log unite hay lakin sirf o sirf women ki azadi key leya , kaproon say
                        and this is the start
                        Read my post again!
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: is this women rights

                          Originally posted by Khalil View Post

                          agreed.............................

                          es main kisi ka koi kasoor nahi siway on girls k
                          and what about media
                          kia us ki koi responsiblity naeen hay

                          kia wo kasoorwar naeen hay in ko promote kerwaney ka

                          why don't we protest
                          hmm itney behis keeon ho gaey haan
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #14
                            Re: is this women rights

                            Originally posted by Xenya View Post
                            Meyrey khayal mey musaddaq ney bohot generally baat ki hai aur bohot theek baat ki hai

                            ye alag baat hai key aap kuch samjhna hi nahi chah rahey hein?
                            main ney us ki jo baat bold ki hay us ko perha hay app ney

                            second app ney wo commercial dekha hay ya naeen

                            kia app ney larkion ko is libas main open dekha hay apney moashray main

                            ager main ghalat hoon to bataoo
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #15
                              Re: is this women rights

                              Originally posted by Xenya View Post
                              Read my post again!
                              bahi usi ki roub main to yeh sab ho raha hay , wo hi to yeh sab chata hay

                              Working...
                              X