Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ur pLan ABout the new yeaR

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ur pLan ABout the new yeaR

    Assalamu AlaikuM wr WB

    Umeed hai k sab khair Say houN:rose

    اپنی ذاتی زندگی کے لئے تو کچھ نہ کچھ ضرور پلین کیا ہو گا سب نے۔
    ۔اِس بات سے قطع نظر کہ ہم کیا کر سکتے ہیں ۔۔اِس بات کے پیش ِ نظر کہ ہم کیا کرنا چاہتے ہیں۔ یا ہماری کیا خؤاہشات ہیں۔اپنے ملک کے لئے یا اپنی زات سے ہٹ کے انسانی بھلائی کے لئے۔۔۔۔۔
    اگر آپ کو موقع ملے تو کیا کریں گے؟؟؟
    نیز یہ بتایئے کہ پاکستان اور دنیا کو کس تناظرمیں دیکھتےہیں؟؟؟؟کچھ آئیڈیاِِِ؟؟؟؟
    دنیا میں امن ہو گا کہ حالات مزید خراب ہوں گے؟؟؟
    پاکستان کس طرف جائے گاِ؟؟؟ تعلیم، ثقافت،کلچر، کشمیر ایشو،کالا باغ ڈ یم، فرقہ ورانہ تعصب سیاسی ماحول۔۔۔یا کچھ بھی جو آپ سوچتے ہوں۔۔
    اور تیسری بات اپنے ساتھی لوگوں کو کیا کہنا چاہیں گے کہ آنے والے سال میں ہمارا رجحان کس فیلڈ میں ہونا چاہیئے؟؟؟
    Aap sab ki Ara ka inrazar Rahay ga

    Shukkria
    Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
    ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

  • #2
    Re: Ur pLan ABout the new yeaR

    bakee k bary main to kuch nahi kahonga albata Pakistan
    Bey rah ravi kee taraf mazeed jayga

    Comment


    • #3
      Re: Ur pLan ABout the new yeaR

      Salam

      Aap ye batana pasand karaiN gay k bay rahh rawi say kasay bacha ja sakta hai???
      Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
      ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

      Comment


      • #4
        Re: Ur pLan ABout the new yeaR

        1- Apney Mulk key hawaley sey....Mey Educational field mey Kaam kerna chahun gi....

        2-bohot Muskhil sawal hai ....Aaj kal mey totally thak gai hun....koi soch ... kuch nahi...jo ker raha hai kerta rahey :$ ....khair this was off topic........
        • Pakistan aur DUnya ko kaisey deykh rahey hein?...
        • Sach bilkul dabb gaya hai kaheen....
        • log burayon ko deykhtey huye....
        • Zulm ko deykhtey huye ....bilkul khamosh hien......
        • koi ghalt ko ghalt hi nahi kehta...keh bhi dey to bas kehney ki had tak..issey sahih kerney ki koi bhi koshish nahi kerta..........
        3-Dunya key jo halaat hein .....to ye mazeed kharaab ho rahey hein aur hon gey....jab tak log kamzaur rahein gey ---mazloom ban ker ....Zalim to un per zulm karey ga hi...

        4- Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf ...

        5- keep learning and keep sharing :thmbup:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Ur pLan ABout the new yeaR

          Originally posted by Say_lani View Post
          Salam

          Aap ye batana pasand karaiN gay k bay rahh rawi say kasay bacha ja sakta hai???
          G han kiun nahi
          humain aaps main debate kerny chayee k Islam main sab sy ziyada tahafaz hay...aur kis tarah hum muslim girls aur boys...islamic debate sy En fazooliat sy paak hu sakty hian................we can.

          Comment


          • #6
            Re: Ur pLan ABout the new yeaR

            Originally posted by Xenya View Post
            1- Apney Mulk key hawaley sey....Mey Educational field mey Kaam kerna chahun gi....

            2-bohot Muskhil sawal hai ....Aaj kal mey totally thak gai hun....koi soch ... kuch nahi...jo ker raha hai kerta rahey :$ ....khair this was off topic........
            • Pakistan aur DUnya ko kaisey deykh rahey hein?...
            • Sach bilkul dabb gaya hai kaheen....
            • log burayon ko deykhtey huye....
            • Zulm ko deykhtey huye ....bilkul khamosh hien......
            • koi ghalt ko ghalt hi nahi kehta...keh bhi dey to bas kehney ki had tak..issey sahih kerney ki koi bhi koshish nahi kerta..........
            3-Dunya key jo halaat hein .....to ye mazeed kharaab ho rahey hein aur hon gey....jab tak log kamzaur rahein gey ---mazloom ban ker ....Zalim to un per zulm karey ga hi...

            4- Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf ...

            5- keep learning and keep sharing :thmbup:
            es ko zra detail main samja dain k aap kia kehna chahti hain

            Comment


            • #7
              Re: Ur pLan ABout the new yeaR

              Originally posted by Khalil View Post
              es ko zra detail main samja dain k aap kia kehna chahti hain
              bilkul ...aap ko kya nahi samaj aya?
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                - Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf

                yeh wala

                Comment


                • #9
                  Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                  Originally posted by Khalil View Post
                  - Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf

                  yeh wala

                  Say lani's Q was

                  Pakistan kis taraf jaye ga?

                  Mey ney apney jawab mey sirf Musharraf key "do lafz" quote kiye hein

                  Pakistan "Enlightened Modernity" ki taraf.


                  ab pata nahi ye aap ko kyun nahi samaj aya ?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                    Originally posted by Xenya View Post
                    1- Apney Mulk key hawaley sey....Mey Educational field mey Kaam kerna chahun gi....

                    2-bohot Muskhil sawal hai ....Aaj kal mey totally thak gai hun....koi soch ... kuch nahi...jo ker raha hai kerta rahey :$ ....khair this was off topic........
                    • Pakistan aur DUnya ko kaisey deykh rahey hein?...
                    • Sach bilkul dabb gaya hai kaheen....
                    • log burayon ko deykhtey huye....
                    • Zulm ko deykhtey huye ....bilkul khamosh hien......
                    • koi ghalt ko ghalt hi nahi kehta...keh bhi dey to bas kehney ki had tak..issey sahih kerney ki koi bhi koshish nahi kerta..........
                    3-Dunya key jo halaat hein .....to ye mazeed kharaab ho rahey hein aur hon gey....jab tak log kamzaur rahein gey ---mazloom ban ker ....Zalim to un per zulm karey ga hi...

                    4- Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf ...

                    5- keep learning and keep sharing :thmbup:
                    Assalamu AlaikuM xenya

                    Mashallah u seem to be aware from current situation ....that's good
                    laikan problem ye hai k aaj kal her doosra banda facts ko janta hai due to role of media Laikan yoon lagta hai k sab nay surrender kar diya hai aor Aa bail mujay maar wali policy apna li hai k jis ka jee cha_hay agay aye aor hamain maar k chala jaye ham nay nahi bolna...AKhir ham youth kiun nahi jkhud say step lay rahay KIun khud ko chara bana k daal diya hai...ye hamari sab ki hi zimma dari hai............Allah karay ham samj jaieN..........
                    Thanx Xenya for ur concern:rose
                    Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                    ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                      Originally posted by Khalil View Post
                      - Pakistan "enlightened Modernity" ki taraf

                      yeh wala
                      Assalamu AlaikuM Khalil

                      Roshan khyal aitdaal pasandi ka naara Pervez mushrraf lagata hai k Pakistan mai extremisim nahi chalay gi yani intaha pasandi balk loug roshan khyal hain aor wo aitdaal pasandi ko pasand kartay haiN...
                      isko faroug daynay kl iye Haquqay niswan jasa na pak bil pas karwaya gia hai ,media pay bayhayai ka saylab rawan hai....America ar india k agay jhuk kar larai say bach kar aitdaal pasandi ka amli muzahira kiya gia hai...
                      yahi kuch pervez ki aitdaal pasandi mai ata hai...
                      Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                      ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                        to theek hay na yeh...humain apny ander bardasht paida kerni chayee.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                          Originally posted by Say_lani View Post
                          Assalamu AlaikuM xenya

                          Mashallah u seem to be aware from current situation ....that's good
                          laikan problem ye hai k aaj kal her doosra banda facts ko janta hai due to role of media Laikan yoon lagta hai k sab nay surrender kar diya hai aor Aa bail mujay maar wali policy apna li hai k jis ka jee cha_hay agay aye aor hamain maar k chala jaye ham nay nahi bolna...AKhir ham youth kiun nahi jkhud say step lay rahay KIun khud ko chara bana k daal diya hai...ye hamari sab ki hi zimma dari hai............Allah karay ham samj jaieN..........
                          Thanx Xenya for ur concern:rose
                          walaikum salam Say lani
                          dear thats wat i said :)
                          Originally posted by Xenya
                          jab tak log kamzaur rahein gey ---mazloom ban ker ....Zalim to un per zulm karey ga hi...
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ur pLan ABout the new yeaR

                            Originally posted by Khalil View Post
                            to theek hay na yeh...humain apny ander bardasht paida kerni chayee.
                            kaisi bardasht?
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            Working...
                            X