Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

    Assalamalikum
    aaj ka hamara topic tv programme kay baray main hai ...ARY kay QTV channel pay aik programme ata hai ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara) ...aap logoo ki is baray mian kia raye hai ?:)

    http://www.saylaniwelfare.com/istikhara.HTM
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

    theek ker rai hain wo ........Insaan ko her wakat tasali kee zarorat huti hay aur so sab ko tasalian dy ray hian...that all.
    aur mery khiyal main es per behas ni kerni chayee.

    Comment


    • #3
      Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

      Originally posted by Khalil View Post
      aur mery khiyal main es per behas ni kerni chayee.
      behas nahi hoo rahi is pay :)
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

        Originally posted by Aanchal View Post
        behas nahi hoo rahi is pay :)
        is leya kay app ney apna nukta nazar pesh naeen kia

        wasey Istakhara ki dua hay jis ka mafhoom to yeh hay key Allah ager tu mujeh is kaam main faida ho to mera dil laga rehnay dey otherwise mera dil is kam sey utta ley

        lakin jo logon ney karobar banaya hoa hay
        is just a fake drama

        for any question open Quran and see the first verse translation if it is for some blessing etc , the work is good and if it is for saza etc then not good

        Quran and Hadees never told us for this type of istakhara
        this is totaly against Quran o Hadees and it is just like making fun of Quran
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #5
          Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

          ALLAH nay apney kalam main zindagi k her her pehloo k liye rehnumae faraham ki hai. Istkhara waquii pareshanyun say chuttkara deta hai es tarah k insan ka dil apney kisi faislay k liye Divine blessings ka talibgar hota hai aur ALLAH TALLA nay uss ko aik rasta dikhaya hai k es tarah woh ye andaza ker sakta hai k ye faisla kis had tak effective ho ga. ye hamara zati tajerba hai k ishtkhara aap k dil ko sakoon bakhshta hai. lakin es main bhi ye jo logon nay karobar bana liya hai ye ghalat hai. humain tou itna he bataya tha huamari ustad nay k apney liye khud istkhara karo. aur aik bar nahi teen bar takey aap ko itmenan ho jaye. unhon nay ye bhi kaha tha k jitna acha aur clear ishara aap ko khud miley ga kisi doosrey ko nahi mil sakta. khud karo ya khandan k kisi barrey say request karo.
          baherhal apney zati exp say humain ye maloom hai k Istkhara insan ko aik nateejey per pohnchney main bhot help kerta hai.
          Last edited by Gul-e-Lala; 27 December 2006, 14:15.
          "All I have learned from Life is that I know nothing."




          Comment


          • #6
            Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

            Originally posted by filbahere View Post
            is leya kay app ney apna nukta nazar pesh naeen kia
            main Istakhara kay baray main nahi pouch rahi , main aik TV programme kay baray main pouch rahi houn kay loog phone call kartay hain or usi waqat istakhara ka jawab day dia jata hai yeh kesay hota hai ?:mm:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              ALLAH nay apney kalam main zindagi k her her pehloo k liye rehnumae faraham ki hai. Istkhara waquii pareshanyun say chuttkara deta hai es tarah k insan ka dil apney kisi faislay k liye Divine blessings ka talibgar hota hai aur ALLAH TALLA nay uss ko aik rasta dikhaya hai k es tarah woh ye andaza ker sakta hai k ye faisla kis had tak effective ho ga. ye hamara zati tajerba hai k ishtkhara aap k dil ko sakoon bakhshta hai. lakin es main bhi ye jo logon nay karobar bana liya hai ye ghalat hai. humain tou itna he bataya tha huamari ustad nay k apney liye khud istkhara karo. aur aik bar nahi teen bar takey aap ko itmenan ho jaye. unhon nay ye bhi kaha tha k jitna acha aur clear ishara aap ko khud miley ga kisi doosrey ko nahi mil sakta. khud karo ya khandan k kisi barrey say request karo.
              baherhal apney zati exp say humain ye maloom hai k Istkhara insan ko aik nateejey per pohnchney main bhot help kerta hai.
              ji aap ki baat sahi hai ..woh jo TV programme ata hai us kay baray main aap kia kehna chahain gee ?:rose
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                Originally posted by Aanchal View Post
                main Istakhara kay baray main nahi pouch rahi , main aik TV programme kay baray main pouch rahi houn kay loog phone call kartay hain or usi waqat istakhara ka jawab day dia jata hai yeh kesay hota hai ?:mm:
                Aanchal jee jahan tak mein ne is programe ko dekha hai tu usi waqt jawab nahi diya jata.....han wo programe live zaroor ata hai lekin ph. calls pehle se recorded hoti hain....

                Comment


                • #9
                  Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  ji aap ki baat sahi hai ..woh jo TV programme ata hai us kay baray main aap kia kehna chahain gee ?:rose
                  well Aanchal ji ham nay woh prog bhot baar tou nahi dekha lakin itna jantey hain k hamare kuch jan-ne walon nay un ko apni prob k liye call kiya aur letters bhi likhey aur un ko uss ka jawab bhi mila kuch dino ki baad. jis main un ko bhot sari duaen aur wazaif bataye gaye mushkilat k hal k liye. lakin aik baat jo humain thori ajeeb lagi woh ye k ham nay 2-3 logon ko mile jawabat ko compare kiya tou sab ko aik jesey printed pages bheje gaye thay. teenun mein yehi likha tha k aap per koi bandish nahi hai bus aap ye duaen perrhte rahye regularly. humain ajeeb ye laga k teenun parties k prob diff thay. es k ilawa humain es prog k bare mein itni maloomat nahi hain. han ye hai k ham nay Sailani Trust ki published aik dou books parrhi thein esp aik jis mein Christianity aur Islam ko logically compare kiya gaya tha aur that was a wonderful book. ussi book say huamin es trust ki bunyad ka pata chala aur bhot acha laga k ye log kis devotion say kaam ker rahe hain. lakin ye Istkhara wala prog aik tou ham nay regularly dekha nahi doosra humain unn jawabat ko dekh ker thorra ajeeb feel hua tha k photocopied papers sab ko bhejey gaye thay.. so.. . Baqi ALLAH behter janta hai
                  Last edited by Gul-e-Lala; 28 December 2006, 15:03.
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."




                  Comment


                  • #10
                    Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                    Jo main ny kaha wo 100% sach hay...............siraf tasalii aur kuch nai.

                    Comment


                    • #11
                      Re: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                      Main Khalil bhai agree hon.bulkay mazeed yai k logon ko baiwaqoof banaya ja raha hay or log bh aala derjay kay perahy likhay jahil hain jo inko apna mai baap sumjhty hain

                      Comment


                      • #12
                        Re: MUBAHISA: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                        Walikum Assalam:)


                        sabse accha ISTIKHARA wahi jo khud k liye khud kiya jae:)

                        Comment


                        • #13
                          Re: MUBAHISA: ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara)

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          Assalamalikum
                          aaj ka hamara topic tv programme kay baray main hai ...ARY kay QTV channel pay aik programme ata hai ISTIKHARA (Parshanion Say Chutkara) ...aap logoo ki is baray mian kia raye hai ?:)

                          http://www.saylaniwelfare.com/istikhara.HTM
                          Janey kab kahan kis ki Dua asar ker jaaye ..
                          Deen ki teraf Allah ki teraf raaghib kerney kaa ..
                          aur "Allah se Dua kero " Message ki motivation hai is program mein ..

                          I like it .. though
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment

                          Working...
                          X