Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Hamaray Kitnay doost hein????
Collapse
X
-
Re: Hamaray Kitnay doost hein????
Bohat zabardast mazameen hain waqar bhai.Is tarah ke mazameen se awareness main azafa hota hai aur koi bhi generation maazi se ghafil nahin rahti,yun usay mustaqbil ka faisla karnay main aasani hoti hai.China aur Iran ko point out karkay aap ne bohat acha kiya hai,hamari puri history main yehi donoon mumalik hi mukhlis nazar aatay hain.Very nice sharing:rose
Comment
-
Re: Hamaray Kitnay doost hein????
hamesha ki tarhan aik achi tehreer :clap:
Roos ki dawat na qabool kerna Pakistan ki pehli aur bohot barhi ghalti thi---and secondly Afghan war mey jab Pakistan ney America ko allwo kiya tha key wo Taliban ko armaments dein ----deykha jaye to America ney Pakistan ko sirf use kiya hai aur kerta hai.....aur ajeeb baat ye hai key shuru din sey hi Pakistan America ka dost banney ki koshish kerta chala aa raha hai aur America hamesha yahi kehta hai "do more".....
Kash hamarey leaders bhi kuch soch lein....
Iran key sath Pakistan key T'alukaat achey rehney chahiein.....kyun key Iran key sath hamara border bhi lagta hai..............aur India sey Relations we know......Afghanistan key sath jitni bhi bhalai Pakistan ney ki hai utna hi ghalt rawaya raha hai Afghanistan ka Pakistan key sath.......aur ab jab Iran Nuclear issue per agar in future America Pakistan ko koi option dey to Pakistan ko bohot soch ker hi qadam rakhna chahiye.....Last edited by Z.; 22 December 2006, 14:03." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Hamaray Kitnay doost hein????
Originally posted by Khalil View Postmery khiyal main siraf China hee dost hay.....Iran bee ban sakta hay....ager Iranioon kee tarah pakistanion main bee GHAIRAT hu
ham se4 acchay to irani hein
seena taan ke dushman ka samna kertay hein
dubak ke nahi beth jatayRabb e Zidni Elmaa"
Comment
Comment