Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

UK,US main rehna ....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: UK,US main rehna ....?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yeh sub kahan se dekh ke likha tu ne, such such bata
    really aamir main PAF main select hugia tha..

    Comment

    • #17
      Re: UK,US main rehna ....?

      Originally posted by Khalil View Post
      really aamir main PAF main select hugia tha..
      Acha, yaar phir to tere saath bari ziadti hui,

      mujay bata musharaf ka naam jis ne tere saath ziadti ki
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: UK,US main rehna ....?

        Originally posted by Khalil View Post
        Salam....................jitni muhabat mery dil main pakistan k liy hian main wo biyan nahi ker sakta...mery khiyal sy pakistan ka koi bee banda pakstan ny nafrat nai kerta..
        ager nafrat krta hay to wo es system sy es gvt sy.....

        aap jaisa k aap ny kaha hay k khalil kee tarah paksiatn sy bhaag jana chata tha to wo main ny kiun likha chaloo main aaj os kee tafseel bee bata daita hun................

        main ny Pakitan air force k liy aply kia tha....as fighter pilot.. mera aik khwab tha ..es ky liy main ny buhat mehnat kee thee din raat stdy aur exercise kee thee..kahan kahan ja ker main ny apny ISSB k exame k liy maghaz mari kee...
        aur main ny fsc main pehli position lee...
        pher PAF k initail test main 1st postion per aya
        aur ISSB main 172 larkoon main hum 3 loag ny top kia aur ISSB clear ker lia
        Pher Commtion officer k liy shaid aap ko pata hu k Medical ka exame kitna mushkal huta hay..i was 100% fitt for Fighter pilot...
        aur jab sab kuch mukamal hugia...Osi din hamari gvt change hui....mush agia..
        Os ny os doran hui gee selection ko khatam ker dia...aur kuch arsa k liy bann ker dia..hum jo 3 they on ko GHQ bula ker kaha k aap koi aur NOKRI talash ker lain.......................................

        kia khiyal hay pher aisy halat main yehan rehny ko mera dil kery ga..:embarasse
        BrAVO!

        aap phir sey apply nahi ker saktey ? ya its still banned?
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: UK,US main rehna ....?

          Originally posted by Aania View Post
          Zeny .. aap ghaliban Europe main hi kahin rehti ho ... jo ke count hota hai .. abroad...
          so now wot u can say abt it ??
          Mmm yes...

          Aani i really dont know wat to say......
          sirf mey apni baat karun to ...i feel here good compared to Pakistan.....

          life is more independent.....practical and active in here......

          magar it doesnt mean that i dont like Pakistan......I really love my country....jaisey khl ney kaha sirf wahan ka system.........aur inshAllah after compeleting my studies....i wud like to work in Pakistan.......inshAllah and try to bring a lil change .....jitna mey ker sakun inshALlah
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #20
            Re: UK,US main rehna ....?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Acha, yaar phir to tere saath bari ziadti hui,

            mujay bata musharaf ka naam jis ne tere saath ziadti ki
            Os musharaf ka naam pata nai:a stick:

            Comment

            • #21
              Re: UK,US main rehna ....?

              Originally posted by Xenya View Post
              BrAVO!

              aap phir sey apply nahi ker saktey ? ya its still banned?
              age is over.......................

              Comment

              • #22
                Re: UK,US main rehna ....?

                Originally posted by Xenya View Post
                i wud like to work in Pakistan.......inshAllah and try to bring a lil change .....jitna mey ker sakun inshALlah
                kia karian gee ?
                wohan hee reh ker insaniyat kee khidmat kar lain.yehan aap ko insaan ka milna mushkal hee huga

                Comment

                • #23
                  Re: UK,US main rehna ....?

                  Originally posted by Khalil View Post
                  Os musharaf ka naam pata nai:a stick:
                  Tu mujay musharaf ka naam mujay batanay se derta kyoon he, mere hootay huay koi aur teri khaal bhi nahi khainch sakta :fuming: is liye bila khoof-o-khatar mujay musharaf ka naam bata de :fuming:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: UK,US main rehna ....?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Tu mujay musharaf ka naam mujay batanay se derta kyoon he, mere hootay huay koi aur teri khaal bhi nahi khainch sakta :fuming: is liye bila khoof-o-khatar mujay musharaf ka naam bata de :fuming:
                    waisy kuch loag mushraf ko beygharait bee kehty hian...

                    Comment

                    • #25
                      Re: UK,US main rehna ....?

                      Originally posted by Khalil View Post
                      waisy kuch loag mushraf ko beygharait bee kehty hian...
                      aisay wesay alaafz apnay pm pay kar lia karoo :a stick:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: UK,US main rehna ....?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        aisay wesay alaafz apnay pm pay kar lia karoo :a stick:
                        mery bass main ho to pori dunia main phila don.:fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming:

                        Comment

                        • #27
                          Re: UK,US main rehna ....?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          Assalamalikum
                          buhat say loog jobs key leye ya business key leye doosray mumalik main jatay rehtay hian ...aksar vohi pay set hoo jatay hain ...Kuch loog UK,US or Canda waghera ko zaida prefer kartay hain jana ...kuch loog kehtay hain nahi vohan ka mahool sahi nahi hota ..kuch ka khayal kay mahool insaan apna khud banata hai .......
                          to sawal yeh hai kay jo log in mumalik main rehtay hian un ki apni sooch kia hai is baray main ?:)
                          well bhot interesting topic start kiya hai aap ne Aanchal jee.ye aik haqeeqat hai k apni roots se doore ho ker koi bhi insan aik mutmain zindagi nahi guzar sakta. log UK,Sattes ya Canada aatey hain achi job, business ya studies k liye. aur phir hota ye hai k ahista ahista yahan k achey systems un ko itna apeal kerte hain k woh yahan rehney ko prefer kertey hain lakin es k sath sath woh ye bhi jante hain k ager aik taraf un k liye yahan achi zindagi guzarney k chances hain tou doosri taraf apney culture aur rawayat ko bhoolney k bhi imkanat hain. ager aap in countries mein settled honey waley logon say baat karen tou aap ko maloom ho ga k woh yahan bhot si baton ki waja sey pareshan hain lakin jab back home halat ko yahan ki pareshanyun sey compare kertey hain tou they prefer living here. ham UK ki baat karen tou life is esay going here.aam logon ko koi pareshani nahi.Angrez public ki aik baat jo achi hai k woh doosron ki respect kertey hain han ache burrey log her jaga per hain perjuidice yahan bhi kafi hai aur es ko hawa detey hain hamarey nadan log jo extremism ki taraf jatey hain. yahan per settled logon k liye sab se barri pareshani ye hai k un k buchey un ka culture bhooltey ja rahey hain 80% families main prob ye hai k un k buchey na tou British culture ko poori tarah follow ker saktey hain aur na he apney culture sey itney intouch hotey hain..nateeja ye k young generation ka aik barra hisa restless hai.aur ye sirf Pakistanis ya Muslims k sath he nahi almost san Asians ka prob hai. lakin phir wohi baat k bunyadi saholiyat itni achi hain k log kafi had tak mutmain zindagi guzar rahey hain. ager Pak main corruption, political instability ka khatma ho jaye aur aam aadmi ki falah o behbood ka ussi tarah khyal rakha jaye jesy aik Falahi rayasat main hona chahye tou believe me sirf ika duka log he hon gey jo watan wapis na janey ka faisla karen. k apney des si koi baat nahi. ham ye nahi keh rahey k Pak rehney k laiq nahi ham khud un logon mein say hain jo her dam her waqt wahan janey ko tayar bethey hain k shayed hum ney zindagi ka barra hisa wahin guzara hai lakin ager aap yahan arsey se settled logon ki baat karen tou woh watan main rehney ko baytab tou hain lakin harsh realities un ko yahan rehney per majobbor kerti hain.
                          hamari personal raye main in countries main job ya studies k liye rehna tou bhot acha hai lakin yahan family raise kerney k haq mein nahi hain until aap log apney beliefs mein bhot strong ho. baat lambi hoti jaye gi lakin kuch baten esi hain k jo aik typical muslim k liye yahan takleef ka bais banti hain
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • #28
                            Re: UK,US main rehna ....?

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post

                            Newton aik science daan tha us ne bhi kia khoob kaha he..."dil ko lagti he baat bakri ki"

                            Ager mein bhi UK, USA mein hota to apni raye de sakta tha

                            Aap ne bohat acha moaazna kia......shayad aap ki baatein bilkul sahi hein...mere dad ne apni life UK mein spend ki lekin unhoon ne kabi nahi chaaha ke un ki aulad mein koi bhi kabi bhi UK aaye...wo bhi is tarah ki baatein kerte thay jese aap ne kein :)
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: UK,US main rehna ....?

                              Originally posted by Khalil View Post
                              waisy kuch loag mushraf ko beygharait bee kehty hian...
                              Dil ko lagti he baat gadhay ki

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              aisay wesay alaafz apnay pm pay kar lia karoo :a stick:
                              Yeh bhi bata dijiye ke aisay alfaaz use ker ke Khalil PM kisay karay :fuming:

                              Originally posted by Khalil View Post
                              mery bass main ho to pori dunia main phila don.:fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming: :fuming:
                              kia phaila doon dengi virus ya aids :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: UK,US main rehna ....?

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Newton aik science daan tha us ne bhi kia khoob kaha he..."dil ko lagti he baat bakri ki"

                                Ager mein bhi UK, USA mein hota to apni raye de sakta tha

                                Aap ne bohat acha moaazna kia......shayad aap ki baatein bilkul sahi hein...mere dad ne apni life UK mein spend ki lekin unhoon ne kabi nahi chaaha ke un ki aulad mein koi bhi kabi bhi UK aaye...wo bhi is tarah ki baatein kerte thay jese aap ne kein :)
                                :lol jahan tak ham jantey hain Newton ko bAkriyun ka nahi Bilyun ka shoq tha :lol wese es ka her giz ye matlab nahi hai k humain bilyan pasand hain

                                agerchay bhot say logon nay yahan bhi Islamic aur Cultural values ko poori tarah apnaya hua hai lakin es main un ki mazbbot quwat-e-iradi ka bhot dakhal hai werna bhot say log buchon k sensible hotey he watan wapis lotney ka sochte hain. aaj kal Veil issue ka khub rola hai and believe me k ye baat bhot teasing hai. kal ham Bulgharia k barey mein news perrh rahe thay. It's gonna b a part of EU very soon aur wahan k muslims ko aik he pareshani hai. would they b able to follow their relgious and ethnic customs?? like aik muslim ki statement highlight ki gae thi k I am worried would my wife be able to wear Head Scarf?? so esi bhot si choti choti pareshanyan hain jo ho sakta hai yahan bhot say logon ko khud sakhta ya mamooli lagen lakin yahan rehnay wale akser in baton ki waja say mental and physical agony say guzertey hain.
                                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                                Comment

                                Working...
                                X