Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

To B Noted: bismillah ka tarjuma

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • To B Noted: bismillah ka tarjuma

    Asalam-0-Alikum
    jo log arbi jantey haan wo to muj sey itefaq kerain gay lakin baki kafi naraz hoon gay
    keeon kay jo cheeze main app ko bataney ja raha hoon , Pakistani to us ko bilkul naeen mantey

    wo yeh hay key hmm log jo Bismillah ka tarjuma kertay haan wo ghalat hay

    app ney jab bi urdu main perha ho ga
    wo ho ga "SHOROW kerta hoon Allah key name sey Jo bara meharban and rehmam wala hay "

    lakin arabic word Bis key meaning sath key haain
    so yeh tarajuma ghalat hay


    true tarjuma hay
    Sath Allah key name key jo bara meharban and reham wala hay

    ko kindly correct ker lejay ga
    thanx
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

    Walikum Assalam!

    i ll check it out INSHALLAH
    thx 4 sharing the info:)

    KHUSH RAHYE

    Comment


    • #3
      Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

      sahi farmaya appnay

      BismiLLAH ka tarjuma hai

      Allah k nam say shuroo jo bara mehrban nehayat reham walay hain
      bayshaq

      Comment


      • #4
        Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

        Originally posted by <<Muqadas>> View Post
        sahi farmaya appnay

        BismiLLAH ka tarjuma hai

        Allah k nam say shuroo jo bara mehrban nehayat reham walay hain
        bayshaq
        shuroo ka word bismillah main naeen hay

        bateen kis word ki translation "shuroo" hay bismillah main
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #5
          Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

          Originally posted by filbahere View Post
          Asalam-0-Alikum
          jo log arbi jantey haan wo to muj sey itefaq kerain gay lakin baki kafi naraz hoon gay
          keeon kay jo cheeze main app ko bataney ja raha hoon , Pakistani to us ko bilkul naeen mantey

          wo yeh hay key hmm log jo Bismillah ka tarjuma kertay haan wo ghalat hay

          app ney jab bi urdu main perha ho ga
          wo ho ga "SHOROW kerta hoon Allah key name sey Jo bara meharban and rehmam wala hay "

          lakin arabic word Bis key meaning sath key haain
          so yeh tarajuma ghalat hay


          true tarjuma hay
          Sath Allah key name key jo bara meharban and reham wala hay

          ko kindly correct ker lejay ga
          thanx
          exactly..in arbic "bi" (bay-zer= bi) saath ke liye use hota hai aur Ism (alif-zer- meem = Ism) se muraa naam... tu is tarah "BISMILLA" ka tarjumma "Allah ke naam ke saath" hota hai... is mein Ism ka Alif merg ho jaata hai is tarah se yeh "BISMILLAH" likha jaata hai.. is mein "shoro" word kahein nahi hai... lakeen is mein koi harj nahi ke aap yeh kahe ke "Allah ke naam se shoro karta ya karti ho'n" per yeh dhyaan rahe ke yeh tarjumma nahi balke mafhoom ho jayega...
          WAALLAH AALAM.. :)

          Comment


          • #6
            Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

            Originally posted by filbahere View Post
            Asalam-0-Alikum


            lakin arabic word Bis key meaning sath key haain





            thanx
            waalaikumasalam..
            dear brother BIS ke maani "ssath nahi hote... balke sirf "BI" se muraad saath hota hai..
            thanx..:)

            Comment


            • #7
              Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

              Islaah ka shukriya dear :jazak:
              magar is ka matlab banta to yahi hai, Allah ke naam se (shuroo) kiu ke insan her kaam ki ibtida kerne se pehley yeh parhta hai to goya yeh ous ki niyat bandney jesa hota hai, ke mei Allah ke name ke sath shuroo ker raha hoon. Sab insan ki niyat per hota hai :)
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                Originally posted by ummid View Post
                waalaikumasalam..
                dear brother BIS ke maani "ssath nahi hote... balke sirf "BI" se muraad saath hota hai..
                thanx..:)
                Sirf " Bay" ke maney sath ke hain "Ism" Alif , seen, meem " ka arbai mei tarjuma hai "naam" to Bism " se murah hai "naam ke sath"
                Bismillah " Allah ke naam ke sath"
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                  Originally posted by filbahere View Post
                  Asalam-0-Alikum
                  jo log arbi jantey haan wo to muj sey itefaq kerain gay lakin baki kafi naraz hoon gay
                  keeon kay jo cheeze main app ko bataney ja raha hoon , Pakistani to us ko bilkul naeen mantey

                  wo yeh hay key hmm log jo Bismillah ka tarjuma kertay haan wo ghalat hay

                  app ney jab bi urdu main perha ho ga
                  wo ho ga "SHOROW kerta hoon Allah key name sey Jo bara meharban and rehmam wala hay "

                  lakin arabic word Bis key meaning sath key haain
                  so yeh tarajuma ghalat hay


                  true tarjuma hay
                  Sath Allah key name key jo bara meharban and reham wala hay

                  ko kindly correct ker lejay ga
                  thanx
                  pakistani sy lagta hay tumain koi khas dushmani hay....

                  aur tarjuma ghalt nahi hay.....aap ko koi ghalt fehmi lagi hay.....

                  Comment


                  • #10
                    Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                    Originally posted by Sweet & Sour View Post
                    Islaah ka shukriya dear :jazak:
                    magar is ka matlab banta to yahi hai, Allah ke naam se (shuroo) kiu ke insan her kaam ki ibtida kerne se pehley yeh parhta hai to goya yeh ous ki niyat bandney jesa hota hai, ke mei Allah ke name ke sath shuroo ker raha hoon. Sab insan ki niyat per hota hai :)
                    ager hmm ney isi tarah barakets laga key matlab laganey lagey to aik wakat aa sakta hay jab quranic verses ka wo hal honey lagey jo bible and degar kitaboon ka hay
                    pehlay brackets key sath , baad main brakets remove

                    Allah hmm ko us wakat sey bachayeh Ameen
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment


                    • #11
                      Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                      Originally posted by Sweet & Sour View Post
                      Sirf " Bay" ke maney sath ke hain "Ism" Alif , seen, meem " ka arbai mei tarjuma hai "naam" to Bism " se murah hai "naam ke sath"
                      Bismillah " Allah ke naam ke sath"
                      beshak
                      and thanx for full translation of word bismillah
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment


                      • #12
                        Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                        Originally posted by Khalil View Post
                        pakistani sy lagta hay tumain koi khas dushmani hay....

                        aur tarjuma ghalt nahi hay.....aap ko koi ghalt fehmi lagi hay.....
                        okey mujeh ghalt fehmi hay to shorow ka arabic word bismillah main dond ker bataoo kon sa hay

                        and Pakistanion sey mujeh ko dushmani naeen hay , main khud pakistani hoon lakin yahan key log apni baat ko ana ka masla bana letay haan
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment


                        • #13
                          Re: To B Noted: bismillah ka tarjuma

                          Originally posted by filbahere View Post
                          Asalam-0-Alikum
                          jo log arbi jantey haan wo to muj sey itefaq kerain gay lakin baki kafi naraz hoon gay
                          keeon kay jo cheeze main app ko bataney ja raha hoon , Pakistani to us ko bilkul naeen mantey

                          wo yeh hay key hmm log jo Bismillah ka tarjuma kertay haan wo ghalat hay

                          app ney jab bi urdu main perha ho ga
                          wo ho ga "SHOROW kerta hoon Allah key name sey Jo bara meharban and rehmam wala hay "

                          lakin arabic word Bis key meaning sath key haain
                          so yeh tarajuma ghalat hay


                          true tarjuma hay
                          Sath Allah key name key jo bara meharban and reham wala hay

                          ko kindly correct ker lejay ga
                          thanx

                          mujhay kisi nay batay tha Bismilla ka tarjama youn parha jayae "Allha kay naam say shuru jo bara mehraban or nehayat reham karnay wala hai " yani shuru main Allha ka naam aye ...
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #14
                            Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: IT CAN B: bismillah ka tarjuma

                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X