Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

    5 bacchon ki maan Imrana


    Media waley iss khabar ko chatpati khabar bana kar illegal fayeda to utha raha hai, aur Imrana ki buri halat ko bar bar surkhiyon mein laa rahey hain, but Imrana jise mufti ke fatwon se koi sarokar nahin, na media se, masla uske paas hai to 5 bachhon ki parvarish wo kaise karegi..?

    Muftiyan e deen ko chahiye ke aise fatwe hargiz naa saadir karey. Islam aur Musalman Media ke zariye pehle se hi polluted impression mein hai aur iss se kahin aur naa batta lage. Islami shariyat ke aad mein mazhab ko badnam naa karey. Agar faisla hi karna hai to Imrana ke liyie koi solution nikaley jismey uski aur uski 5 bachhon ki zindagi guzrey.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Imrana Ka Afsana

    Qoam kia hay Qoamoon kee ahmeayat kia hay
    yeh kia jany bechary do wakat ky emaam...


    ALLAH reham kery

    Comment


    • #3
      Re: Imrana Ka Afsana

      this is realllly very sad:(
      kitni buriii baat hai ye:fuming:
      husband k Father apne Father jese hoty hain........Ulema ne ye kesa fatwa dia?
      or isey maan kese liya gaya?
      kiya Imrana sis ne kisy or se apne husband se help li???

      Comment


      • #4
        Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

        Imrana wants to stay with her husband...but her husband is in dilemma...
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

          Oulama gayeh bhar mei ......... Ager is hadsey mei imrana ke sath ous ke susar ki bajayeh koi aur shaks mulawas hota ... to tab kya wo ous shaks ke sath rehti ???? nahi na tab bhi wo apney husband ke pass hi rehti .... rahi baat oulama ki to yeh fatwa deney se pehley ke wo apney shohar per haram ho gayi hai ..... sarasar jahalat hai wesi hi jahalat jis ka shikar imrana ka sasur ho gaya tha ous ke sath ziyadati kertey waqt .... ousey nahi pata tha ous ki bahoo ous ki baiti ki tarah hai aur ous per haram hai ??? ek hjahil aur gumrah insan ki waja se dosron ko saza nahi di ja sakti.... imrana ka ghar nahi tora ja sakta ........ Oulama ko itni aqal to honi chaiyeh .. baqi wallah-o-aalam
          khuda ous ke haq mei behtery karey, Ameen
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

            Originally posted by Spy009 View Post
            Imrana wants to stay with her husband...but her husband is in dilemma...

            per mere khiyal main is baat ko solve hona chahye
            ye baat hum tak pohanchi hai to definately unkey region k dosre ULEMA + world k doosrey ULEMA tak bhi pohanchi ho gi to q is baat ko solve nahi kia ja raha?
            sab log jantey hain k Father in Law n bahoo ka rishta baap/beti jesa hoota hai phir q itna ghalat faisla dia?
            or ab unkey is faisle ko q manaa ja raha hai?
            they've no rite 2 destroy someone's life
            or us father in law ko sharam aani chahye.........apne betey se moon mila pae ga wo?

            Comment


            • #7
              Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

              Originally posted by Me Here View Post
              per mere khiyal main is baat ko solve hona chahye
              ye baat hum tak pohanchi hai to definately unkey region k dosre ULEMA + world k doosrey ULEMA tak bhi pohanchi ho gi to q is baat ko solve nahi kia ja raha?
              sab log jantey hain k Father in Law n bahoo ka rishta baap/beti jesa hoota hai phir q itna ghalat faisla dia?
              or ab unkey is faisle ko q manaa ja raha hai?
              they've no rite 2 destroy someone's life
              or us father in law ko sharam aani chahye.........apne betey se moon mila pae ga wo?
              main bi madrasa deband key is faislay per heran hoon and un key tafseeli bian ko perhna chatta hoon akhir kis waja sey
              and kin ayat and ahadees ki base per yeh faisla dea hay unhon ney
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment


              • #8
                Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

                Originally posted by filbahere View Post
                main bi madrasa deband key is faislay per heran hoon and un key tafseeli bian ko perhna chatta hoon akhir kis waja sey
                and kin ayat and ahadees ki base per yeh faisla dea hay unhon ney
                Ji or phir humse bhi share kijye ga......
                coz this is really a teasing news.....:fuming:

                Comment


                • #9
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: MUBAHISA: Imrana Ka Afsana

                    BBCUrdu.com
                    Last edited by ummid; 2 November 2006, 04:11.

                    Comment

                    Working...
                    X