:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Collapse
X
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Bilkul aisa ho sakta hai shy jee..........lekan main ....................Gaon main charagaN karte hain 13 august ki raat ko.............hanyeh hai ke Gari main long drive par zaroor jate hain din ko hum kuch dost:)Allah
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
hmmm aik Talkh maghar haqeeqat baatein kahein tum nay pichley chund Saalo'n say jis tarah Azadi ka din manaya ja raha hai wo beyshak aisa hi hai
hmmm main kis manti hoon tu bachpan main khabi manaya karti the ab tu wo bus chotay bacho'n ko manatey dekh kar khush hoti hoon kyun kay jessay Josh say bachay Azadi ka din manatey hian wessay mujhay nahin lagta hum barey manatey hon :)
Anyways hamesha ki tarah BUhat acha Topic laye ho Shy :)
khush raho hamesha :roseZindagi Thak Gaye ..!!
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Originally posted by YAARAMBilkul aisa ho sakta hai shy jee..........lekan main ....................Gaon main charagaN karte hain 13 august ki raat ko.............hanyeh hai ke Gari main long drive par zaroor jate hain din ko hum kuch dost:)
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Originally posted by ~khawahish~hmmm aik Talkh maghar haqeeqat baatein kahein tum nay pichley chund Saalo'n say jis tarah Azadi ka din manaya ja raha hai wo beyshak aisa hi hai
hmmm main kis manti hoon tu bachpan main khabi manaya karti the ab tu wo bus chotay bacho'n ko manatey dekh kar khush hoti hoon kyun kay jessay Josh say bachay Azadi ka din manatey hian wessay mujhay nahin lagta hum barey manatey hon :)
Anyways hamesha ki tarah BUhat acha Topic laye ho Shy :)
khush raho hamesha :rose
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Asslam O Alaikum,
Bohat khoob bohat bari bari baatien likhi gaien hain yahan to ..!! well to tell u the fact ..!! main nai yehi sab harkatein ki hain itna hee nahi aik baar mall road per hee police walon nai roka to un ko mara bhi hai ..!! kyun kai main azad tha ..!! par lanat hai mujh jasey har us insaan par jo azadi aisey mana raha hai ..!! yaa manata hai bike ka cylicner nikalna groups main bikes per jana ..!!! racing wheeling kya kuch nahi kya ..!!! haan agar kasar rahee to itni kai kisi larki ko chera nahi ..! shayad aisa meri fitrat main he nahi tha werna baqee u name i did tht .!! aur aaj sab kuch kar kai jab apney mulk sai bahir a kar jab yahan apni aukat main nai aik kutey sai zayda nahi payee tab ahsas hua kai haan main azad tha ..!! aaj apney kamrey main beth ker azadi ka rona ro raha hoon jo yahan aik zinda misal ban kar kai ye sab karta raha main i ll say it openly mujhey dar nahi kisi ka par aaj ye sab kar kai pachta raha hoon ..!! yaqeenan ye sab ghalat hai par haqeeqat yehi kai is ghaalti ka ahsas tab hee ho sakta hai jab aap apney daes main hee na hoan tab hee ho sakta hai jab nuqsan samney a jain ..!! par kya karein jaawani hai na andhi hai deewani hai karein gai ho sakta hai yahan merey doston main sai koi ye sab mera likha parh kar mujhey galian deta agey barh jaye ga par aik din meri baat yaad zaroor aye gi .. !! khair sahi likha tum nai haqeeqat likha ab aur kya kahon
jeetey raho khush raho
Waslam
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Originally posted by ForumAdminAsslam O Alaikum,.......
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
green plus white combination ka suit pehnti houn :D:
haari harri chooriyan :eye:
aik dabbay pay pak ka jhanda banatay hian ...us kay andar dia jala daytaya hain ya mom batti :D ...woh is taraha say kay door say deekhnay say chaand sitara chamkta nazar ata hai :D:
friends ko wish kartay hain ...
or T.V kay programmes deekhtay hain jashn-e-azaadi kay hawalye say
bas yehi kuch hota hai humesha :)
is baar kuch naya hova to zaror bataoun gee :blush: :phool:اللھم صلی علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Originally posted by shywalekumsalam :) jo hua so hua is tarah khud ko lanat mlamat nahi karte.aap bataen ke ab kese mnaen ge is dafa?ham sab ke sath sath hon ge na is dafa to bataen apni 14 august ki planning? :)
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Hum jahan rehtey hain yahan koi shiraga wagaira to nahi hota .... Magar ous din ka apna ek maza ek khushi mehsoos hoti hai........ Pakistan embassy mei Pakistan ka parcham (flag) lehraya jata hai, Qoami taran perha jat ahai , gents is taqreeb meis hirkat kertey hain...Ous din khas torr se dress Chahey office ke liyeh hi sahi Green aur White hota hai aur shairt per chota sa paksitan flag ka badge hota hai :) ..... akser dosrey nationals is baat per surprise hotey hain ...k aaj hum Green & White mei kiu hain.... tab ounhein pata chalta hai its our "Independance Day" :eye:
Aur lerkey to yahan bhi pagal hain... Sab paksitani lerkey office se maximum 7:00 pm tak farar ho jatey hain, apni cars per paksitan ki jhandian, stickers laga ker aur akser lerkey car ko poora Pak ke jhandey se cover ke letey hain, garion mei ous din Emplifiers hona behad zaroori hain, jis me pop milli naghmey yaan Azadi hits chal rahey hotey hain aur Cornich ki serko per shor kertey ghoomtey rehtey hain...akser oun ki yeh excitement dekh ker dosrey nationals bhi oun ke sath shamil ho jatey hain. Aur newspaper ke sath Pakistan Independance Day per ek supplement hota hai , ous ke sath hi Police ki duties laga di jati hain on Cornich and other areas , kiu ke akser yeh log traffic jam bhi ker detey hain :lolsigpic
Comment
-
Re: 14 August Ka Din Kese Manain Ge?
Originally posted by Saima ShaheenHum jahan rehtey hain yahan koi shiraga wagaira to nahi hota .... Magar ous din ka apna ek maza ek khushi mehsoos hoti hai........ Pakistan embassy mei Pakistan ka parcham (flag) lehraya jata hai, Qoami taran perha jat ahai , gents is taqreeb meis hirkat kertey hain...Ous din khas torr se dress Chahey office ke liyeh hi sahi Green aur White hota hai aur shairt per chota sa paksitan flag ka badge hota hai :) ..... akser dosrey nationals is baat per surprise hotey hain ...k aaj hum Green & White mei kiu hain.... tab ounhein pata chalta hai its our "Independance Day" :eye:
Aur lerkey to yahan bhi pagal hain... Sab paksitani lerkey office se maximum 7:00 pm tak farar ho jatey hain, apni cars per paksitan ki jhandian, stickers laga ker aur akser lerkey car ko poora Pak ke jhandey se cover ke letey hain, garion mei ous din Emplifiers hona behad zaroori hain, jis me pop milli naghmey yaan Azadi hits chal rahey hotey hain aur Cornich ki serko per shor kertey ghoomtey rehtey hain...akser oun ki yeh excitement dekh ker dosrey nationals bhi oun ke sath shamil ho jatey hain. Aur newspaper ke sath Pakistan Independance Day per ek supplement hota hai , ous ke sath hi Police ki duties laga di jati hain on Cornich and other areas , kiu ke akser yeh log traffic jam bhi ker detey hain :lol
Comment
Comment