Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
Collapse
X
-
Re: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
eid kay din hi yeh news parhi the aik larkay nay eid kay naye kapray na honay ki waja say khudkushi kar li ......ghurbat........................
-
Re: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
buhaat heart touching article hai barg sis:thmbup:
thx 4 sharing
ager sahib-e-nisaab log Zakkat pay karin to koi zakkat lene wala na rahy........per hum sirf apne bary mai soochte hain or hamari khud gharzi kitne logoon ki khwahishaat ka gala ghont'ti hai
dekhne ko buhat chooti c khushi per unkey diloon mai jhaank ker dekhain to shaid unkey liye sarii dunya samae hooti hai unki chooti c khushi main
ALLAH HUM SAB PER REHEM KARY OR HUMIN TAUFEEQ DE BHALAE KI AMEEN!
Comment
-
Re: ARTICLE: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
nice story...........................lakin main agree nahi kerta......zarori nahi k wo osi tarah ger main beth jata....
wo osi time on bachon k pass jata aur onain hosila daita ...un main umeed aur yakeen dilata k yeh ALLAH kee zamin hay....sab barabar hay.....aur kisi ko kam mila hay aur kisi ko ziyada.....
aur acha to yeh huta ...es kee baton sy un bachon main jainy kee omang paida hujati......aur wo mangny kee bajay...kuch aur kaam apny hathon sy ker k kuch saman e zeesat banaaty.....
jis ny yeh artical likha hay os ny Rah e farar talash kee hay.....
aur khudh ger beth gia hay....................
Comment
-
Re: ARTICLE: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
Originally posted by Khalil View Postnice story...........................lakin main agree nahi kerta......zarori nahi k wo osi tarah ger main beth jata....
wo osi time on bachon k pass jata aur onain hosila daita ...un main umeed aur yakeen dilata k yeh ALLAH kee zamin hay....sab barabar hay.....aur kisi ko kam mila hay aur kisi ko ziyada.....
aur acha to yeh huta ...es kee baton sy un bachon main jainy kee omang paida hujati......aur wo mangny kee bajay...kuch aur kaam apny hathon sy ker k kuch saman e zeesat banaaty.....
jis ny yeh artical likha hay os ny Rah e farar talash kee hay.....
aur khudh ger beth gia hay....................
ho sakta hai unho ne kuch kiya ho per story main usko shaamil na kia hoo:mm:
Comment
-
Re: ARTICLE: Mey sirf namaz perhta hun--eid nahi manaata
Sahi Kaha
Buhat Acha Likha
Lakin Aik Bat Aur Likh Daitay Woh Yeh Keh
''hum Sab Say Is Ka Hisaab Ho Ga''
Well Done Person.
KHALIL SAHIB AAP KIA BAAT KER RAHAY HAIN
AGER AISAY BACHOON KO HUM TASSALI DAIN TOO UN KO KIA SAMAJH MAIN AYE GA.BACHAY TOO DUNIA SAY AUR DUNIA KI HER CHEZ SAY BENIAZ HOTAY HAIN.
AIK BAAT BATATA CHALOON. YEH AIK MASLA HAI ISLAM KA
''JIS NAY PAISAY KAY HOTAY HOAY BHEE ISLAM KI RAH MAIN KHARACH NA KIA US NAY DEEN ISLAM KAY SAATH MAZAQ KIA''
AB SAB KHUD HI DAIKH LAIN KON KITNAY PAANI MAIN HAI.
ALLAH NAY QURAN MAIN FERMAYA
MAIN SIRF MAFHOOM BIYAAN KERTA HOON
''AUR HUM NAY BUHAT SOON KO BUHAT SOON PER RIZQ MAIN FOQIYYAT DI HAI TOO JO ZIADA RAKHTAY HAIN UN KA FARAZ HAI KEH WOH KAM WALOON PER KHARACH KERAIN''
BAAT WAHIN AA JATI HAI JO ISLAM SAY DOOR HUA GOYA US NAY APNI DUNIA AUR AKHRAT DOONO KO ZALEEL KIALast edited by abdulwahab; 28 October 2006, 13:43.Fight for Khilafah
:insha:
Comment
Comment