Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

money?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • money?

    Plz Apnay Aap Ko Samajhnay Kay Liyae Perhain.
    Phir Milain Gay
    Inshaallah
    Attached Files
    Fight for Khilafah
    :insha:

  • #2
    Re: money?

    Bhai is topic ki mujhe itni ziada sam,ajh nahi ai:cc:
    thoora xplain ker dain plz that wat r u wanna convey???
    waiting 4 xplanation

    Comment


    • #3
      Re: money?

      theek kaha hay aap ny

      Comment


      • #4
        Re: money?

        Originally posted by Khalil View Post
        theek kaha hay aap ny

        apko samajh a gaya?
        mujhe bhi samjha dain:embarasse

        Comment


        • #5
          Re: money?

          Originally posted by Me Here View Post
          apko samajh a gaya?
          mujhe bhi samjha dain:embarasse
          jahan tak mera khial hay in ka kehnay ka maksad yeh hay key
          ab eid per namodo numaish zeada hoti ja rahi hay
          baki Allah and wo khud janeen , mujeh to yahi samj ai hay
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment


          • #6
            Re: money?

            Originally posted by filbahere View Post
            jahan tak mera khial hay in ka kehnay ka maksad yeh hay key
            ab eid per namodo numaish zeada hoti ja rahi hay
            baki Allah and wo khud janeen , mujeh to yahi samj ai hay

            to wo last line mai aisa q likha hai k ik insaan ne ghareebon main 10,000 Rs diye?:mm:
            ye to acchi baat hai........ghareebon ka bhala ho gaya?:cc: to is point per criticize q?
            bus yahi nahi samajh aya:mm:

            Comment


            • #7
              Re: money?

              Originally posted by Me Here View Post
              to wo last line mai aisa q likha hai k ik insaan ne ghareebon main 10,000 Rs diye?:mm:
              ye to acchi baat hai........ghareebon ka bhala ho gaya?:cc: to is point per criticize q?
              bus yahi nahi samajh aya:mm:
              10,000 sey actually morad hay key bohat pesa dekhaway key liya dey rahey haan
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment


              • #8
                Re: money?

                Originally posted by filbahere View Post
                10,000 sey actually morad hay key bohat pesa dekhaway key liya dey rahey haan

                kia pata unki niyyat acchi ho?
                so hum isko kese dikhawa keh sakte hain?:cc:

                Comment


                • #9
                  Re: money?

                  Originally posted by Me Here View Post
                  kia pata unki niyyat acchi ho?
                  so hum isko kese dikhawa keh sakte hain?:cc:
                  MERI BAHAN LAGTA HAI KEH AAP NAY SIRF AKHRI LINE HI PERHI HAI.
                  AGER AAP AKHRI LINE SAY OOPER WALI LINE PERH LAIN TOO SAB SAMAJH AA JAY GA.AGER PHIR BHEE NAHI TOO PHIR SUNAIN.
                  ''SDECOND LAST LINE MAIN LIKHA HAI KEH
                  '' BARAY BARAY SARKARI AFSARAN KO BARAY BARAY TOHFAY DIYAY JATAY HAIN.''
                  AUR AIK CAR WALAY NAY '' SIWAL SECTERETE'' KAY CHAPRASION KO 10000
                  RUPEES DIYAY AUR WOH BHEE '''PASHGI EID'' .
                  SIWAL SECTERETE AIK SARKARI ADARA HAI JIS MAIN BARAY BARAY AFSER REHTAY HAIN US CAR WALAY NAY SIRF UN OFICERS KO DIKHANAY KAY LIYAE APNA MUQAAM BANANAY KAY LIYAE PAISAY DIYAE.
                  SIWAAL YEH PAIDA HOTA HAI KEH
                  ''ISLAM KEHTA HAI KEH SAB SAY PEHLAY APNAY KHANDAN MAIN KOI GAREEB DAIKHOO PHIR US KI MADAD KARO AGER KHANDAN MAIN KOI NAHI TOO QAREEB DAIKHOO PHIR KAHIN AUR JAO''
                  CAR WALAY KO SIRF SIWAL SECTERATE HI KION NAZAR AYA JAHAN BARAY BARAY AFSER HOTAY HAIN????????
                  Last edited by abdulwahab; 30 October 2006, 19:19.
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment


                  • #10
                    Re: money?

                    ooooops accha:(
                    per chalin chapraasion ka bhala ho gaya.........
                    per dikhawa to aj kal her jaga aam hai ap isko chorye hamari roz marra ki life ko dekhye
                    shadi k moqy per dikhawa
                    death per dikhawa
                    na hum khushi k lamhaat mai dikhaway se paak hain na gham k moqy per
                    ALLAH TAALA HUM PER APNA REHEM KARY OR HUMIN HIDAYAT K RASTE PER LAYE AMEEN!

                    Comment


                    • #11
                      Re: money?

                      Sahi Kaha Lakin Aik Baat Aur Keh Daitin Ager Too Buhat Acha Hota
                      Woh Yeh Keh
                      Allah Fermata Hai Keh
                      ''jis Nay Rayakari (dikhawa) Ki Us Per Jannat Ko Haram Ker Diya Jay Ga''
                      Ab Hum Sab Ko Khud Hi Soochna Chahiyae
                      Acha Mujh Ko Aik Baat Samajh Main Nahi Ati
                      Log Dikhawa Ker Kay Bhee Too Kam Kertay Hain Ager Woh Apni Niyyat Sahi Karain Too Sawab Alag Milay Ga Aur Buhat Say Kam Asan Bhe Ho Jain Gay
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment

                      Working...
                      X