ASSALLAM_U_ALLAIKUM.
AAJ TAK ZINDAGI KAY BARAY MAIN KISI NAY KUCH KAHA TOO KISI NAY BUHAT KUCH KAHA LAKIN ACHA INSAN HAMAISHA ''SUCH'' SUNAY GA JHOOT YA FAZOOL NAHI.
SAB SAY PEHLAY TOO AIK BAAT
''ZINDAGI KIA HAI?''
''ZINDAGI ALLAH KI AIK BUHAT BARI NAIMAT HAI''.
LAKIN HUM APNI KAM AQLEE AUR EMAAN KI DOORI SAY ALLAH KI IS NAIMAT KO APNAY LIYAE AIK BUHAT BARI''ZEHMAT'' BANA LAITAY HAIN.PHIR HUM ALLAH SAY ''SHIQWA'' KERTAY HAIN TOO KABHI MAYOOSI KI HALAT MAIN ALLAH KI IS NAIMAT KO ''ZAIA'' KER DAITAY HAIN.
AB SAB SAY BARI BAAT KEH
''ZINDAGI KION MILI?''
ALLAH NAY HUM KO ZINDAGI IS LIYAE DI HAI KEH
''HUM SIRF ALLAH KO RAZI KARAIN''.
ZINDAGI HAMARAY LIYAE SIRF USI SOORAT MAIN ''NAIMAT'' HAI KEH AGER HUM ZINDAGI KO ALLAH KAY BATAY HOAY ''ASOOLON'' PER GUZARAIN.WERNA ZINDAGI HAMARAY LIYAE BUHAT BARI ZEHMAT HAI.
ALLAH NAY HUM SAB KO KISI NA KISI SOORAT MAIN RAAZI RAKHA HAI.KISI KO ''CAR'' CHAHIYAE TOO KISI KO ''GHER'' KISI KO ''PAISA'' CHAHIYAE TOO KISI KO ''LARKI'' KI ARZOO HAI.HAMARAY ALLAH NAY SAB KO RAZI RAKHA HUA HAI INSAN KI ARZOO KAY MUTABIK.AB KUCH CHEEZAIN AIASI HAIN KEH HUM KO UN KI BARI ARZOO HOTI HAI LAKIN HUM KO NAHI MILTIN.UN KAY BARAY MAIN ALLAH QURAN MAIN FERMATAY HAIN {MAFHOOM}
''AUR KUCH CHEEZAIN HAIN JIN KI TUM ARZOO KERTAY HO LAKIN WOH TUMHARAY LIYAE ACHI NAHI HAIN.ALLAH JANTA HAI TUM NAHI JANTAY''.
YAHAN YEH BAAT KERNAY KA MAQSAD YEH HAI KEH ALLAH NAY TOO HUM SAB KO RAAZI RAKHA HAI LAKIN
''HAMARA ZINDAGI KA MAQSAD TOO ALLAH KO RAZI KERNA HAI'' LAKIN WOH MAQSAD TOO PURA NAHI HO RAHA.
''YAAD RAKHOO KALMA PERHNA HI SIRF ALLAH KO RAZI KERNA NAHI HAI BALKEH KALMAY PER AMAL KERNA HEE ALLAH KO RAZI KERNA HAI''.
''SAB KUCH KHATAM HO JAY GA SIRF AMAL HE BAQI RAHAY GA AB TUMHARA KAM HAI AMAL TUM KIS TERHA KA KERTAY HO ACHA YA BURA''
''ACHA KERNAY KI SOORAT MAIN TUMHARI ZINDAGI AIK NAIMAT HO GAI AUR BURA AMAL KERNAY MAIN TUMHARI ZINDAGI AIK ZEHMAT HO GI''
CHALTA HON
PHIR MILAIN GAY
INSHAALLAH:36_1_41[1]:

Comment