Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

    Attached Files

  • #2
    Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

    AOA,


    Rakam ho ya na ho hamara rasta koi roke Allah pak wo din na lain agar ahsa ho b gaiya to izaat se age koch b nain hai wo rasta roke aur hum khamosh rahain ahsa kabi b nain ho sakta ye abbottabad hai yahan jab kahain koi daka parrta hai to qatal zaroor hota hai kion k mazahmat ki jati hai jab tak jism main khoon gardish kare ga mazahmat karain ge


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • #3
      Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

      Dekhein Shy yeh bhi kehtey hain keh jaan chhooti to lakhoon paaey aur yeh bhi keh apney haq ki khatir lartey marney wala marhoom nahin hota shaheed hota hai.

      Agar aap ki kamaee haq halaal ki hai aur is per aap ki baqi umer ka daro-maddar hai to is key liye larna ain ibadat hai, chahey aap ki jaan chali jaey. Issey bewaqoofi nahin kahein ge. Lekin bohat sey logon ko apni jaan ziyada aziz hoti jaa rahi hai aur woh maal ko apni jaan peh qurbaan kar detey hain. Aur hai bhi to theek na keh maal to aani jani cheez hai jaan aik baar chali gaee to phir kahan aaey gi.

      Aik shakhs jo apney khandaan ka wahid sahara hai uskey liye to yaqinan jaan bachana bohat aham ho ga, phir agar apni sari jama-poonji dey kar jaan bchaa li jaey aur baad mein sari umer kuchh bhi haath na aaey to bhi to kuchh nahin milta na.

      Insaan ki zindagi mein muflisi sey barh kar koi laanat nahin - agar aap key sarmaey key lut janey sey aap kangaal ho jaein aur aap ki family faaqey kaatney per majboor ho jaey to apney haq key liye larna ibadat aur marna shahadat hai.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

        main hoon tu dar kay marey sab khuch wahi pehank kar bhag aao'n gi :D
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

          Originally posted by ~khawahish~
          main hoon tu dar kay marey sab khuch wahi pehank kar bhag aao'n gi :D
          to phir aap yeh btaein aap itni badi raqam ley kar kab aur kahan sey guzar rahi hain :devilsmil
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

            Originally posted by ~khawahish~
            main hoon tu dar kay marey sab khuch wahi pehank kar bhag aao'n gi :D
            me khud :embarasse wese Allah kabhi in manhoos dakuon ki shakal kisi ko na dikhaey,or sab ki hifazat kare.ameen

            Comment


            • #7
              Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

              Originally posted by khan
              AOA,


              Rakam ho ya na ho hamara rasta koi roke Allah pak wo din na lain agar ahsa ho b gaiya to izaat se age koch b nain hai wo rasta roke aur hum khamosh rahain ahsa kabi b nain ho sakta ye abbottabad hai yahan jab kahain koi daka parrta hai to qatal zaroor hota hai kion k mazahmat ki jati hai jab tak jism main khoon gardish kare ga mazahmat karain ge


              Sohail Abbasi.
              aap khase jazbaati insan hen,dakuon se jhagra mut kee jeay ga

              Comment


              • #8
                Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                Originally posted by Masood
                Dekhein Shy yeh bhi kehtey hain keh jaan chhooti to lakhoon paaey aur yeh bhi keh apney haq ki khatir lartey marney wala marhoom nahin hota shaheed hota hai.

                Agar aap ki kamaee haq halaal ki hai aur is per aap ki baqi umer ka daro-maddar hai to is key liye larna ain ibadat hai, chahey aap ki jaan chali jaey. Issey bewaqoofi nahin kahein ge. Lekin bohat sey logon ko apni jaan ziyada aziz hoti jaa rahi hai aur woh maal ko apni jaan peh qurbaan kar detey hain. Aur hai bhi to theek na keh maal to aani jani cheez hai jaan aik baar chali gaee to phir kahan aaey gi.

                Aik shakhs jo apney khandaan ka wahid sahara hai uskey liye to yaqinan jaan bachana bohat aham ho ga, phir agar apni sari jama-poonji dey kar jaan bchaa li jaey aur baad mein sari umer kuchh bhi haath na aaey to bhi to kuchh nahin milta na.

                Insaan ki zindagi mein muflisi sey barh kar koi laanat nahin - agar aap key sarmaey key lut janey sey aap kangaal ho jaein aur aap ki family faaqey kaatney per majboor ho jaey to apney haq key liye larna ibadat aur marna shahadat hai.
                g sahi kaha lekin sochen na ke pesa to fer bhi kabhi na kabhi ane ka chance rehta he lekin insan chala jaey to??

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                  Originally posted by shy
                  g sahi kaha lekin sochen na ke pesa to fer bhi kabhi na kabhi ane ka chance rehta he lekin insan chala jaey to??
                  Agar insaan ki baqi-maandah zindagi mafloosi ki nazar ho jaey aur himmat toot jaey to yeh zindagi bhi to kisi zalalat sey kam nahin, khaas kar agar aap ko aik family ka pet paalna ho, aap ka aur koi source na ho aur woh lutey janey wala paisa hi aap key mustaqbil ki umeed ho - to dafah karna koi buri baat nahin. Allah misabab-ul-asbab hai, woh har halat mein insaan ko rizq deta hai - dakuz key hatho mar janey ki surat mein bhi aur bach janey ki surat mein bhi.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                    Mere khayal main humain aise moqoN par Aqal Mandi se kaam lena chhaye na ke hoshyari ya koi bahadri dikhani chhaye
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                      Originally posted by ~khawahish~
                      main hoon tu dar kay marey sab khuch wahi pehank kar bhag aao'n gi :D
                      :lol :lol :lol :lol :lol

                      Me ko bula lena me akar un ke pitye kardonga :D :lol
                      - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                        Paisa tou phir asakta hai per Jan dubhara wapis nahe asaktii....!

                        aur aik App ke Jan Bhat saray logon ke Janoon Say Wabista hoti hai ....!

                        tou ya bhe nahe kay app apni Jan Khatray men Dal deen aur ya bhee nahe kay fat say Paisay nikal kar dee deen... depend on situation......
                        - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                          Aqalmandi sabse bari chiz hai, bahaduri nahin, aqalmand hona hi bahaduri hai.
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                            Originally posted by shy
                            aap khase jazbaati insan hen,dakuon se jhagra mut kee jeay ga

                            Ji nain un ko khana khilain ge k aap nain hamain tang kia :lol wo tipo sukatan k mashor makola hai k gidarR ki soo sala zindagi se shair ki aik din ki zidagi baihter hai:) har aik insaan ki apni soch hai haan agar ghar main ahsi sorte haal ho jaye to usse kahain ge k kisi insaan ko hath lagane ki kochish mat karna baki jo chaye lai jao lakin raste main wo aur aap phir kia darna zindagi nain kis k sath wafa ki jo hum se kare gi:)


                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~Bahadri Ya Aqalmandi~*~

                              Originally posted by Masood
                              to phir aap yeh btaein aap itni badi raqam ley kar kab aur kahan sey guzar rahi hain :devilsmil
                              Oh ho mera sath kaun sa yeh Such much main ho raha hai main tu yeh bata rahi hoon AGHAR aisa ho jay tu :p
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              Working...
                              X