:) :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
Mashallah , buhut khoobsurat baat ki hai :thmbup:
Sach hai, Khuda jis ne insan ki takleeq ki, ousey zindagi ki her naimat di, ous ki hazar nafermanio'n ke badley phir bhi ousey muaf ker diya, magar yeh nashukra insan hai joher baar ous ki nafermani aur nashukri kerta hai.
:jazak: Shy, khush rahieyh buhut
sigpic
Comment
-
Re: ~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
Originally posted by ~khawahish~aur Insaan duniya kay kaamo'n main mast
khair Shy thanx for Sharing :)
khush raho :rose
Comment
-
Re: ~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
Originally posted by Saima ShaheenMashallah , buhut khoobsurat baat ki hai :thmbup:
Sach hai, Khuda jis ne insan ki takleeq ki, ousey zindagi ki her naimat di, ous ki hazar nafermanio'n ke badley phir bhi ousey muaf ker diya, magar yeh nashukra insan hai joher baar ous ki nafermani aur nashukri kerta hai.
:jazak: Shy, khush rahieyh buhut
Comment
-
Re: ~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
bohtt hee nice tehreerr haii janabb kee
waqee aaj hamm iss Fani duniaa kayy chakar main parr karr apnayy Khudaa koo bhool chukkay hain joo hamm koo 70 mothers see ziadaa pyarr kartaa haiiiiiiiiiiiiiii
main kabhee kabharr soochhtaa hoo kehh hamaree maaaa joo hamaree zaraa see takleff parr itnaa pareshnn hoo jatee haiii too wohh Khudaa joo apnee makhlooq see 70 maoon see ziadaa pyarr karrtaa haii wohh insann koo takllef main kaissy dekh saktaa haiiiiiiiiiiiiii"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: ~*~Allah Apne Bandon Se Kitni Mohabat Karte Hen!!~*~
Originally posted by Nisa* View Postbahut ziada khobsurat bahut shukriyaa aap ka
Jazak Allah khair
wasalam..
youn kertay haan , hmm sub, new threads ki jaga , saal saal , 2 , 2 saal porany threads ko "very nice very nice" keh ker zinda ker detay haan
kia kheal hay
"Halatey Hazra ko Halatey Guzra Section main tabdeel ker detay haan "People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
Comment