Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bounty Hunters

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bounty Hunters

    :tasali:
    Attached Files
    Last edited by Madiha kanwal; 5 October 2006, 12:00.

  • #2
    Re: Bounty Hunters

    nice information,,,,,,,,,,,,,,,,,,

    Uthoo meri dunia k Ghareebo ko aaps main lara doo ..........
    pakistan govt jehan tak main samja hun k awam ko kisi na kis tarf laga rakhty hian taka wo bus uljhy rahy .....koi ehtijaj na karian....

    jab sy aap ny book k bary main suna hay mujy batain kia kabi TV per Kashmir kee aik b newz suni hay>???

    Comment

    • #3
      Re: Bounty Hunters

      Originally posted by Khalil View Post
      nice information,,,,,,,,,,,,,,,,,,

      Uthoo meri dunia k Ghareebo ko aaps main lara doo ..........
      pakistan govt jehan tak main samja hun k awam ko kisi na kis tarf laga rakhty hian taka wo bus uljhy rahy .....koi ehtijaj na karian....

      jab sy aap ny book k bary main suna hay mujy batain kia kabi TV per Kashmir kee aik b newz suni hay>???
      Bilkul sahi kaha khalil bhai
      Sab Yahodiyun ki sazeshein hoti hain or hamari govt. bhi usi ki banaii hui hai .....

      Comment

      • #4
        Re: Bounty Hunters

        :salam: 1stly Congrats 2 Pegham Team:salam:

        :clap: Madiha u 've shared very nice material:clap:

        Comment

        • #5
          Re: Bounty Hunters

          Originally posted by Me Here View Post
          :salam: 1stly Congrats 2 Pegham Team:salam:

          :clap: Madiha u 've shared very nice material:clap:

          Thank u So much Me Here je :blush:

          Comment

          • #6
            Re: Bounty Hunters

            Originally posted by Me Here View Post
            :salam: 1stly Congrats 2 Pegham Team:salam:

            :clap: Madiha u 've shared very nice material:clap:

            Thank u So much Me Here je :blush:

            Comment

            • #7
              Re: Bounty Hunters

              Originally posted by Madiha kanwal View Post
              Thank u So much Me Here je :blush:

              :salam: :lpop:

              Comment

              • #8
                Re: Bounty Hunters

                Originally posted by Madiha kanwal View Post
                :tasali:
                SALLAM
                DAIKHAIN HUM KO KUCH NAHI PATA HOTA JO SIYASAT HAI.MUSHARAF NAY PAKISTAN KO SARI WORLD MAIN AIK ACHAY AUR PROGRESSIVE COUNTRY KI TARHAN MUTARAF KARWAYA HAI.RAHI BAAT US KI KITAAB KI TOO US NAY BUHAT ACHA KIA NAHI TOO BB KAL TUM NAY YA HUM NAY APNAY APNAY GHAROON SAY MEHROOM HO JANA THA.AGAY TUM KO KUCH NAHI KEHNA CHAHTA BAS AIK BAAT HI KAHOON GA CHUP RAHOO.KISI KAY KHILAAF NA BOLO MUSHARAF JO KAR RAHA HAI BUHAT ACHA KAR RAHA HAI.LAKIN CHAND AIK KAMOON KAY.MASLAN {[AORAT KI AZADI]}.BAS KHAMOSH RAHOO.AGER COUNTRY KO TEKH KARNA HAI TOO KHUD KO TEKH KAROO.OK
                Fight for Khilafah
                :insha:

                Comment

                • #9
                  Re: Bounty Hunters

                  Originally posted by Madiha kanwal View Post
                  :tasali:
                  MERI AIK BAAT SAB SUN LO.
                  FARMAN HAI SARKAR KA
                  ''JAISAY TUM LOG HO GAY WAISA HI TUM PER HUKMARAN KAIM HO GA''
                  AGER ACHA HUKMARAN CHAHTY HIO TOO PEHLAY KHUD ACHAY BANO
                  INSHAALLAH PHIR MILAIN GAY
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bounty Hunters

                    Originally posted by abdulwahab View Post
                    MERI AIK BAAT SAB SUN LO.
                    FARMAN HAI SARKAR KA
                    ''JAISAY TUM LOG HO GAY WAISA HI TUM PER HUKMARAN KAIM HO GA''
                    AGER ACHA HUKMARAN CHAHTY HIO TOO PEHLAY KHUD ACHAY BANO
                    INSHAALLAH PHIR MILAIN GAY

                    Assalam-o-Alikum Bhai!

                    100% agreed bhai
                    per yahan ik point uth'ta hai k aj se 6/7 years pehle awaam itni buri (itni be-imaan/itni rishwat khoor/itni be-haya itni lalchi) nahi thi....
                    per jab se humin ik moderate qism ki govt mili......hamary kamzoor IMAAN ko khulam khula moqa mil gaya behakne ka....
                    jab sab kuch cable per open ho gaya n common bhi to hum burae se used to ho gae
                    is main govt ka hi role hai ager wo chahti to media per control rakhti but they want 2 develop western culture in Pakistan so............

                    we must hate our govt.
                    n surely we hate ourselves

                    KHUSH RAHYE
                    WASALAM

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bounty Hunters

                      SALLAM
                      GOVERNMENT KA KOI KASOR NAHI.
                      HUM CABLE KATWA BHEE SACTAY HAIN.HUM APNI MERZI SAY YEH SAB DAIKHTAY HAIN.HAAN AIK BAAT SAHI KAHI AAP NAY KEH GOVERNMENT MEDIA KO ZIADA HE OVER KAR RAHI HAI.
                      LAKIN AIK BAAT DAIKHO
                      IS COUNTRY MAIN HAMARAY APNAY PAIDA KIAY HUAY BUHAT SAY GALAT RASMAIN HAIN.
                      JAIDSA KEH''JAHEZ''.YEH WOH BARI LANAT HAI JIS KI WAJA SAY AAJ KI HER 4THAY GHER KI LARKI GHER BAITHI HOI HAI .
                      YEH KISI GOVERNMENT NAY NAHI BATAYA KEH LARKION SAY JAHEZ LO.
                      YEH HAMARI HI KAIM KERDA RASAM HAI.BAAT AIK HI HAI MERAY BHI
                      ''HUM LOG BUHAT BUZDIL HAIN AUR KAM ZARAF HAIN IS LIYAE HUM APNA QASOOR NAHI MANTAY BALKEH APNI GALTION KO BHEE DOOSROON PER HI PHAINK DAITAY HAIN''.
                      JANAY KAB HUM APNA QASOOR MANAY GAY.JAB HUM LOG YEH SAB KARAIN GAY WOH DIN PEHLA DIN HO GA HAMARI PROGRESS KA.:insha:
                      PHIR MILAIN GAY
                      INSHAALLAH
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment

                      • #12

                        Walikum Assalam!

                        i 100% agree with ur view points
                        apne kuch bhi ghalat nahi kaha.....

                        maine her giz ye nahi kaha tha k hum buhaat paakbaaz hain or saraa fault govt ka hai....per bhai try to get this point k ik govt. mulk k halaat ko totally badal sakti hai +ve bhi ker sakti hai or -ve bhi.
                        or hamari govt. ne kam hi +ve kaam kiye hain.....ziada ter anti-Islam policies chalti ai hain (under this govt)
                        govt kaam ker rahi hai bary level per
                        or hum hain individual level per
                        individual hoona or govt. k level per hoona dono zameen or asmaan jesi batin hain......ik individual khud k liye behter ker sakta hai per govt kaam kerti hain sab k liye.
                        jab bary level per burae ko ACCHAI KA LABEL laga ker dikhaya jae ga to individual level ki phir kiya ahmiat hai.....?
                        n i also mentioned above k "KAMZOOR IMAAN KO KHULI CHOOT MIL GAE"
                        i didnt say k IMAAN ko khuli chutti mili i said "KAMZOR IMAAN" ko..........

                        hamara role bhi hai definately hai per individual level per.........lakin govt ne burae ko AAM kiya hai ager restricted govt hooti wid certain limitations to humin khuli chutti na mili hooti or burae itni aam nahi hooti

                        to govt k qasoor se hum moon nahi moor sakte

                        KHUSH RAHYE
                        WASALAM!

                        Comment

                        Working...
                        X