Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Taraweah...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: Taraweah...!!!

    Asalam-o-Alikum :rose

    Allhumdulliah Mah-e-ramzan kie aamid kareeb ate ja rehe ha :rose Ramazan mein traweah bhi parhe jate ha :rose mera aap logo se yah sawal ha kie Traweh kitne parne chiye? 20 ya 8 ?
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga


  • #2
    Re: Taraweah...!!!

    mere khayal main donoN tarah se theek hay :) nafl ibadat hay is lye ziada karo to behter hay :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Taraweah...!!!

      Walikum Assalam!

      iskey bary main apko pooch ker bataon gi:)

      Comment


      • #4
        Re: Taraweah...!!!

        Mere papa khete hain k taraweeh bhale 20 hon ya 8... ager app ki taraweeh complete bhi ho jayen to ap ko poore ramzan parhte rehna chahiye :)
        Last edited by Mrs.Khan; 19 September 2006, 15:14.
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Taraweah...!!!

          pehly yeh pata kerna chayee k 20 aur 8 ka shosha kis ny chora aur kiun?
          mery khiyal main 20 hee theek hain...

          Comment


          • #6
            Re: Taraweah...!!!

            Originally posted by Yaaram View Post
            mere khayal main donoN tarah se theek hay :) nafl ibadat hay is lye ziada karo to behter hay :)
            Yaaram taraweeh aik sunnat ibadat hai

            @ topic

            Prophet Muhammad (s.a.w) ney 8 rakaat bhi perhi hein aur 20 bhi ...

            isi liye aap issey 8 baar bhi perh saktey hein aur 20 baar bhi ....

            behtar hai 20 rakaat perhna ta key Qiyamah waley din is key shumaar mey ziadti beyshak ho leykin kami na ho
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

              Saudi Arab ke har masjidon mein 8 raka'at ki taraweeh hoti hai,

              Sirf Makkah mukarrama aur Masjid e Nabwi mein 20 raka'at ki taraweeh padhi jaati hai.
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #8
                Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                Originally posted by Spy009 View Post
                Saudi Arab ke har masjidon mein 8 raka'at ki taraweeh hoti hai,

                Sirf Makkah mukarrama aur Masjid e Nabwi mein 20 raka'at ki taraweeh padhi jaati hai.
                Un kee baat hee alag hay..........hum ny sodi arab ko nahi dekhna hay
                dekhna yeh hy k Sunnat kia kehti hay...

                Comment


                • #9
                  Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                  Originally posted by Spy009 View Post
                  Saudi Arab ke har masjidon mein 8 raka'at ki taraweeh hoti hai,

                  Sirf Makkah mukarrama aur Masjid e Nabwi mein 20 raka'at ki taraweeh padhi jaati hai.
                  hamaray han har masjid main 20 rakat ki tarawwh hoti hai koi 8 parh kay chalye jatay hain koi 12 koi 20 :) ...acha wesay mujhay is ka ilm nahi tha Saudia main 8 rakat taraweeh parhai jati hai :mm:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Taraweah...!!!

                    Originally posted by barg.e.gul View Post
                    Yaaram taraweeh aik sunnat ibadat hai

                    @ topic

                    Prophet Muhammad (s.a.w) ney 8 rakaat bhi perhi hein aur 20 bhi ...

                    isi liye aap issey 8 baar bhi perh saktey hein aur 20 baar bhi ....

                    behtar hai 20 rakaat perhna ta key Qiyamah waley din is key shumaar mey ziadti beyshak ho leykin kami na ho
                    yes tarweeh sunnat hoti hai nafal nahi :rose

                    kaha yehi jata hai kam say kam 8 parhi jaian or zaida say zaida 20 :)
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                      Its Sunnah to offer Taraweah Prayer.
                      Ap chahin to kam se kam 8 ada ker dain or chahin to maximum 20 adaa ker dain......afzal yahi hai k 20 Taraweah perhi jae per 8 perhne per koi Gunnah ya prohibition nahi hai:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mubahisa: Taraweah...!!!

                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X