Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hatefull Material

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hatefull Material

    :rose
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: Hatefull Material

    Originally posted by Ms.Khan View Post
    :rose
    You are right and I agree with you.
    Kehtey hain keh ount ray ount, teri kaunsi kal sedhi. Hamara Allah hi hafiz hai. Hamari Police ka yeh qata'n erada nahin hota keh kisi mujrim ko pakarh lain balkeh woh yeh sochtey hain keh essmain hamain melne ki gunjaish kahan nekalti hai. Ab jo bhi order pass hota hai uskey saath yeh log yahi hashar kartey hain. Aapki baath 100% sahih hai
    Bhai jan, kuch bhi ho, bas bola karo, chup na raha karo. Aur agar aisey bolna ata ho, jaise aap ney bola hai to phir to baath hi kia hai, aur agar na ho to jo bhi moon main ayay bol dia karo. BOL KEH LAB AZAD HAIN TERAY.

    Well wisher.

    :rose Ali Bhai
    Ali Bhai:rose

    Comment


    • #3
      Re: Hatefull Material

      Bhai aik rona thorha hai. Agar kak ka drama dekha ho, MUTHI BHAR ASMAN, kal ki qist main, unhon ney bataya keh aik pathan family ka sarbarah apni baithi ko ghair mardon sey melney sey manah karta hai. Baiti jhoot bolti hai, maan parda dalti hai aur donon maan baiti sabith hotey hain keh jhoot bol rahe hain. Writer sey poochain, keh bhai jaan, aap kia chahtey hain, keh jawan larkion ko ghair mardon sey openly melney dia jay. Aap ess ko khawateen ki azadi samajtey hain. Aisei larkian jab aobash larkon key haath charh jaati hain, aur unka jo anjam hota hai, uska zimadar kaun hoga. Bhi sahib, yeh jo aap ney pathan bataya hai, yeh to barha beghairat tha jisko pata chal gia keh maan aur baiti donon jhoot bol rahi hain, agar sahih aadmi hota to larki ko ghar main beta deta bajay usko.......bananey ke, yahi behtar tha. Woh larka aap ne bara sharif bataya hai, Jee haan, sirf larkiyoon khoobsoorat larkiyon ki tasweerain banata hai.

      Ali Bhai
      Ali Bhai:rose

      Comment

      Working...
      X