Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: working days 5 ki bajaye 6 hoo jaian to ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: working days 5 ki bajaye 6 hoo jaian to ?

    mere to working days 6 hein aur baaz aukaat 6 ke 7 bhi ho jatay hein, i am quite comfertable with it.

    Haan ager 6 ke 5 ho jaein to aik chuti ziada ho jaye gi...
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: working days 5 ki bajaye 6 hoo jaian to ?

      logoo voting main bhi hissa lay lia karoo :pagal:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: working days 5 ki bajaye 6 hoo jaian to ?

        3rd option.........koi farq nahi pary ga sis........log ziada moon banain ge kaam kerne main jese hum moon banate hain 3 hrs ki class main:D :D :embarasse

        Comment


        • #19
          Re: Mubahisa: working days 5 ki bajaye 6 hoo jaian to ?

          Options mein kuchh aisa hai hi nahin jis pe vote cast karoon,

          Last working day to maza hi maza rahta hai, raat der tak jaago, subah der se so kar uttho, next day bhi aisa hi hota hia, 2 roz ka weekend kuchh plan karney ko milta hai, kahin doooor ghoomney ka program ya picnic, party ka program ban jaata hai, jo ke ek din mein nahin ho sakta, 2 din ka weekend joyful...but last weekend...day...uff...phir se duty jaaney ki tayyari...jab 2 din ke weekend mein aisa hota hai, to phir koun chahega 6 working days.
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment

          Working...
          X