Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: larkian ya decoration piece?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mubahisa: larkian ya decoration piece?

    Yehi Khuch Aaj Kal Larki Waly Larka Dekhty Huy Bhi Karty Hain......?
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Mubahisa: larkian ya decoration piece?

      Originally posted by aabi2cool View Post
      Yehi Khuch Aaj Kal Larki Waly Larka Dekhty Huy Bhi Karty Hain......?
      larka zaror deekhtay hain lekan aisay nahi kia jata jesay larkay walye kartay hain ...larkay waloo ka ratio is main zaida hai ....
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: larkian ya decoration piece?

        Originally posted by Me Here View Post
        u ko bhi to khud k liye chaaaaaaaaaaand c bahoooi mean wifooo chahiyein kitneee keery makoory nikaaley the apne jab humne u k liye kuryan dhoondi thiin
        :blush: per dohndi to naeen na sirf mazak hi uraya na
        Last edited by tauruskhan; 14 September 2006, 19:26.
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #19
          Re: larkian ya decoration piece?

          Originally posted by Aanchal View Post
          theek hai aurtian hi is kaam main agay hoti hain lekan un kay peachay un kay beeto ka bhi hath hota hai :lpop:

          yeh mana nahi kar saktay apnay ghar waloo ko aisa na karain ? itnay budhoo hotay hain kia :p ya aurtian zaida powerful hain :lol
          app ney kabi suna naeen key mard chayeh Bergadior ban jaey
          gher main wo naeen bewi us sey aik rank agey yani General hoti hay

          wasey yeh bata doon key un key pechay un key betay naeen hotay.
          ager wo hoon to pehlay per hi bus ker dain , key bus , yehi teek hay per shadi to kerwaoo, lakin sirf yeh maeen hi hoti haan , jo dondti rehti haan
          for a chand beeta , a chand si dulhan
          Last edited by tauruskhan; 14 September 2006, 19:30.
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment


          • #20
            Re: larkian ya decoration piece?

            Originally posted by Aanchal View Post
            shuruwaat to larkay kartay hian na pher maian, behnian agay barhati hian :khi:

            kuch gharanoo main sirf maian, behnian jati hain kuch main larkay bhi sath hotay hian ....jab jaheez ki bhi baat hoo na to larkay baray miskeen ban jatay hain kay jesay unhay kuch nahi pata :lpop:
            bilkul ghalat , larkon ka bus chaley to maoon ko aik gher sey dosray gher bi na janey deen
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment


            • #21
              Re: larkian ya decoration piece?

              Originally posted by Aanchal View Post
              theek hai aurtian hi is kaam main agay hoti hain lekan un kay peachay un kay beeto ka bhi hath hota hai :lpop:

              yeh mana nahi kar saktay apnay ghar waloo ko aisa na karain ? itnay budhoo hotay hain kia :p ya aurtian zaida powerful hain :lol
              Assalaam o alekum,

              nahin naaani yeh kiss kambakht nien kaha ke larke budhdhu hoote hain??? wo to maan baap ke ihteraam ki wajeh se kuch nahin bool paate lekin wohi shaadi ke baad maan baap kaa ehteram to kyaa unki hasti tak ko bhool jaate hain :fuming: aur yehaan bhi qasoor waar wohi auratien hi hooti hain samjhi aap:) main shy ki baat se ittefaaq kertaa hun ke aurat ko jitna ek aurat se khatraa hai untaa ek mard se nahin
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #22
                Re: Mubahisa: larkian ya decoration piece?

                Originally posted by aabi2cool View Post
                Yehi Khuch Aaj Kal Larki Waly Larka Dekhty Huy Bhi Karty Hain......?
                sahi baat hay
                jitnay keray larkey key nikaly jatey haan , larkion key to kuch bi naeen
                larka kerta kia hay
                tankha kitni hay
                bank balance kitna hay
                is key pass car kon si hay
                job kia kerta hay
                etc etc

                offfff , yahi waja hay key bechara larka shadi ka sirf sochta hi rah jata hay
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #23
                  Re: Mubahisa: larkian ya decoration piece?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  thoray say to comments day doo na :D
                  tum ney khudi sirf "mard hazraat " key point of views poochey they :P


                  is baray main mard hazraat ka kia khayl hai ? kio kay dulha sahab to vohi hotay hian , zara aap loog apna point of view bataye ?:lpop:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: larkian ya decoration piece?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    larki dhoundna, kisi kay ghar jana yeh koi bori baat nahi ...lekan kaha pee kay boorai kar kay a jana yeh kaha ka tareeka hai ?
                    wesay bheejtay to larkay hi hain apni maa behnoo ko un kay ghar :p in san kay peachay un ka hath hota hai ..peetai larkoo ki karni chaye :D :hathora
                    nahi larkon ka kasoor nahi hota is me ye sab sisters n mother ki wish hoti he chaand jesi bhabhi n bahoo dhoondne ki.ab or kai tareeke hen larki dekhne ke larke shadi ke leay bolte hen na ye to nahi kehte k jaa kar yun larki dekhen.ye sab khawateen ka kasoor he bassss:shh: boy ki sis n mother hone ke nate un ko VIP banne ka bara shok hota he asel me

                    Comment


                    • #25
                      Re: larkian ya decoration piece?

                      Originally posted by filbahere View Post
                      bilkul ghalat , larkon ka bus chaley to maoon ko aik gher sey dosray gher bi na janey deen
                      :na: aap maan kio nahi rehaye is main un ka hath hota hai .....aap sirf apnay oper reakh kay is kay na deekhian jo kuch dunia main hoo raha hai sab ko nazar main reakh kay pher batain .....
                      or jo larkay bhi sath atay hian deekhnay kay leye un kay baray main kia khayal hai ?:lpop:


                      main yeh nahi keh rahi aap larki deekhnay jaoo hi na ...mera point bas yeh hai kay larkeoo main khamkaha khoot na niklaian , age , shakl-o-surat is ko issue na banaian ..seerat bhi deekh lia karain ....nahi pasand to theek hai koi or dhoundian lekan usay to badnam kar kay na jaian na ...
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mubahisa: larkian ya decoration piece?

                        Originally posted by barg.e.gul View Post
                        kisi key haan ja ker larki ko deykhna koi buri baat nahi hai magar her kaam ka apna aik tareeka hota hai yani wo ye kaam ghair mehsoos tareekey sey bhi ker saktey hein ta key un logon ko agar rishta na bhi jorhna ho to "Na" keh ker sharmindagi na hi khud uthani perhey aur nahi larki walon ko dukh ho
                        mera point bhi yehi hai kay NA kehni hai to tameez kay dairey main NA keh kay chalye jaian :thmbup:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #27
                          Re: larkian ya decoration piece?

                          Originally posted by shy View Post
                          nahi larkon ka kasoor nahi hota is me ye sab sisters n mother ki wish hoti he chaand jesi bhabhi n bahoo dhoondne ki.ab or kai tareeke hen larki dekhne ke larke shadi ke leay bolte hen na ye to nahi kehte k jaa kar yun larki dekhen.ye sab khawateen ka kasoor he bassss:shh: boy ki sis n mother hone ke nate un ko VIP banne ka bara shok hota he asel me
                          yes maa,behnian ka hota hai lekan larki is main larkay bhi shamil hotay hain ...kuch na hotay hoo or baat hai par zaidatar hotay hain :lpop:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #28
                            Re: larkian ya decoration piece?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            chaloo kisi nay to mana :zuban:

                            Jitnay pyaar se aap mukay maar rahi hein, dil kerta he ke puri zindagi yeh mukay khata he rahon :kr:

                            Joke apart, ager larkiyan larkon ki tarah bahir gali gali goomein gi to unhein ghar aa ker dekhnay ki zaroorat nahi pesh aaye gi...zahir he, masharki larkiyaan ghar ki char-dewari mein he baseera kerti hein to ager koi un ke rishtay ke liye aaye ga to rishta tay kerne se pehlay larki ko achi tarah dekhna un ka haq he :lpop:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: larkian ya decoration piece?

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post

                              Joke apart, ager larkiyan larkon ki tarah bahir gali gali goomein gi to unhein ghar aa ker dekhnay ki zaroorat nahi pesh aaye gi...zahir he, masharki larkiyaan ghar ki char-dewari mein he baseera kerti hein to ager koi un ke rishtay ke liye aaye ga to rishta tay kerne se pehlay larki ko achi tarah dekhna un ka haq he :lpop:

                              deekhian zaror deekhian ab bina deekhaye to shadi nahi ki ja sakti na :p
                              lekan yeh to nahi na choti moti cheezoo pay keeray nikal kay kha pee kay chaltay banaian ?:mm: ...kisi ko nahi pasand chala jaye kahi or lekan in ki kio booraiyan kar jatay hian ? shakal aisi hai ,rang wesa hai , kam parhi likhi hai , lambi/choti/moti hai , moun main kitnay daant hain....yeh kia fazool harkatain nahi ...
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #30
                                Re: larkian ya decoration piece?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                larki dhoundna, kisi kay ghar jana yeh koi bori baat nahi ...lekan kaha pee kay boorai kar kay a jana yeh kaha ka tareeka hai ?
                                wesay bheejtay to larkay hi hain apni maa behnoo ko un kay ghar :p in san kay peachay un ka hath hota hai ..peetai larkoo ki karni chaye :D :hathora
                                pitai ka shok ho raha he to beshak kar lo lekin sachi me larkon ka is me koi kasoor nahi hota :na:

                                Comment

                                Working...
                                X