Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mubahisa: shaadi zarori kyun????
Collapse
X
-
Re: shaadi zarori kyun????
jahan tak susral waloo ki baat ki hai tum nay woh to theek hai :D lekan jahan yeh sawal kay larki apnay parents kay ghar main kush hai to shadi kio karey ....bas simple sa jawab hai kay halat humesha aik jesay nahi rehtay ......behnian shadi kar kay apnay ghar chali jati hain ,bahoo ki shadi kay bad bhabiyan ati hain un ki apni life hoti hai woh loog apni life main masroof .............jab sab chutay houn to itna farak nahi parta lekan bad main halat change hoo jatay hain ....
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
yeh Allah ka hukam hay
004.003 وَإِنْ خِفْتُمْ أَلا تُقْسِطُوا فِي الْيَتَامَى فَانْكِحُوا مَا طَابَ لَكُمْ مِنَ النِّسَاءِ مَثْنَى وَثُلاثَ وَرُبَاعَ فَإِنْ خِفْتُمْ أَلا تَعْدِلُوا فَوَاحِدَةً أَوْ مَا مَلَكَتْ أَيْمَانُكُمْ ذَلِكَ أَدْنَى أَلا تَعُولُوا
004.003 If ye fear that ye shall not be able to deal justly with the orphans, Marry women of your choice, Two or three or four; but if ye fear that ye shall not be able to deal justly (with them), then only one, or (a captive) that your right hands possess, that will be more suitable, to prevent you from doing injustice.
Al-Qur'an, 004.003 (An-Nisa [Women])
Text Copied from DivineIslam's Qur'an Viewer software v2.910
isi tarah Hazoor PBUH ka hukam bi hay
sahih Bukhari
Volume 7, Book 62, Number 1:
Narrated Anas bin Malik:
A group of three men came to the houses of the wives of the Prophet asking how the Prophet worshipped (Allah), and when they were informed about that, they considered their worship insufficient and said, "Where are we from the Prophet as his past and future sins have been forgiven." Then one of them said, "I will offer the prayer throughout the night forever." The other said, "I will fast throughout the year and will not break my fast." The third said, "I will keep away from the women and will not marry forever." Allah's Apostle came to them and said, "Are you the same people who said so-and-so? By Allah, I am more submissive to Allah and more afraid of Him than you; yet I fast and break my fast, I do sleep and I also marry women. So he who does not follow my tradition in religion, is not from me (not one of my followers)."
isi tarah
Volume 7, Book 62, Number 4:
Narrated 'Abdullah:
We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So Allah's Apostle said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power."
so ager app muslim haan to app per shadi zaror kerni chayehPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
shadi aik mazhabi fareeza hai insaan ko bohat se gumrahiyoon sa bacahta hai
har shaks ko hamayshah kisi na kisi dost ki kisi apnay ki zarorat hoti hai aur na to bhai bahan hamayshah sath rah saktay hain na he dost kioon ka sab waqt ka sath sath apni zindagi main masroof ho jatay hain tab ap ki apni family husband bachay ap ka sahara bantay hain koi bhi tanha is dunya main nahi rah saktageet ka husan ho tum ho janay gahzal
shairoon ki haseen shairee tum say hai
maira gham aur mairee har khushi tum say hai
janay maan ya mairee zindagi tum say hai
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Salam Ummid... Kahan phans gaye ho .. :lol Kidding ...
Okay first of all ... Takeh insan aur janwar main faraq kia ja sakey -- I mean ... Nikkah se jo bandhan bandh jata hai Mard-aurat main us lafz nikkah ka matlab.. gunnah se doori hai .. Janwaron main bina kisi bandhan ke sab kuch hota hai .. jo ke maghrabi dunya main insanon main bhi nazar aata hai .. aapas main gunnah ka taluq lekin Islam ne aurat ko aurat honey ka sharf diya mard ko mard honey... thats how .. insan ko ashraf ul makhlooqat kehtey hein .. kion ke Khuda ne Insan ko samajh boojh se nawaza hai ..
Secondly -- Rab ta'alaa waliden ko salamat rakhey .. lekin zindagi maut barhaq hai .. wo apney bachon ka future secure dekhna chahtey hein .. apni hayat main .. takeh roz e hashr sar jhuka ke nidamat se Khuda ke hazoor na kharrey hon.
Thirdly -- Insaan hamesha se as a muslim -- aazmayesh main hai .. jo haqooq Khuda ta'alaa ne ataa fermaaye mard ko aur aurut ko .. wo us ki kis had tak parasaii kerta hai .. aur us mein kis had tak zulm o jabr dikhata hai (suna ho ga husband/wife jhagrron ke barey mein to)
Lastly-- To ger generation next .. in a proper way -- bachon ki identity Count kerti hai .. maghrabi dunya ki freedom main aap ko single parents ki bohtaat miley gi -- in my observation -- main ne bachey dekhey hein ... jo nahen jantey un ka aik baap hai ya senkerron .. jo nahen jantey .. ke identity by SURNAME or BY FATHER kia hai ..
Truely, Societies main Identity count kerti hai ..
As a muslim I do believe on this relation (Nikkah) --
But the fact of Stubborn mens ... Scare me to get marry .. Its just my openion..
Allah sab ki qismat achi karey .. sab waliden ko aulaad ki khushyaan dekhna naseeb fermaaye .. har muslim ghar ko khushyon ka gehwara banaye aameen ... :dua
-- Allah tabarak o ta'ala se guzarish hai derkhuwast hai dua hai ke "Maula .. insan ke dilon mein sila rehmi daal de.. muslims ko aik doosrey ka dushman na bana .. shohar ko biwi ki beti ki maan ki izzat kerney ki taufeeq ataa fermaa -- biwi ko waliden ki shohar ki bachon ki care aur nek perwarish kerney ki taufeeq ataa fermaa -- maula musalmanon ko seedha parasaii ka sachaaii ka insaaf ka rasta dikha aur us raah pe chalney ki aur qaiim rehney ki taufeeq fermaa -- aameen :dua
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by shy View Postahaan gud question umeedwo Iqbal ne kia khoob kaha he ke
platna,jhapatna,jhapat kar palatna
lahoo garam rakhne ka he ek bahana :wk
to aik routeen ki pursakoon life ko shaed esa karne ko shadi ki jati heLast edited by ummid; 14 September 2006, 04:14.
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by Aanchal View Postjahan tak susral waloo ki baat ki hai tum nay woh to theek hai :D lekan jahan yeh sawal kay larki apnay parents kay ghar main kush hai to shadi kio karey ....bas simple sa jawab hai kay halat humesha aik jesay nahi rehtay ......behnian shadi kar kay apnay ghar chali jati hain ,bahoo ki shadi kay bad bhabiyan ati hain un ki apni life hoti hai woh loog apni life main masroof .............jab sab chutay houn to itna farak nahi parta lekan bad main halat change hoo jatay hain ....
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by filbahere View Postyeh Allah ka hukam hay
004.003 وَإِنْ خِفْتُمْ أَلا تُقْسِطُوا فِي الْيَتَامَى فَانْكِحُوا مَا طَابَ لَكُمْ مِنَ النِّسَاءِ مَثْنَى وَثُلاثَ وَرُبَاعَ فَإِنْ خِفْتُمْ أَلا تَعْدِلُوا فَوَاحِدَةً أَوْ مَا مَلَكَتْ أَيْمَانُكُمْ ذَلِكَ أَدْنَى أَلا تَعُولُوا
004.003 If ye fear that ye shall not be able to deal justly with the orphans, Marry women of your choice, Two or three or four; but if ye fear that ye shall not be able to deal justly (with them), then only one, or (a captive) that your right hands possess, that will be more suitable, to prevent you from doing injustice.
Al-Qur'an, 004.003 (An-Nisa [Women])
Text Copied from DivineIslam's Qur'an Viewer software v2.910
isi tarah Hazoor PBUH ka hukam bi hay
sahih Bukhari
Volume 7, Book 62, Number 1:
Narrated Anas bin Malik:
A group of three men came to the houses of the wives of the Prophet asking how the Prophet worshipped (Allah), and when they were informed about that, they considered their worship insufficient and said, "Where are we from the Prophet as his past and future sins have been forgiven." Then one of them said, "I will offer the prayer throughout the night forever." The other said, "I will fast throughout the year and will not break my fast." The third said, "I will keep away from the women and will not marry forever." Allah's Apostle came to them and said, "Are you the same people who said so-and-so? By Allah, I am more submissive to Allah and more afraid of Him than you; yet I fast and break my fast, I do sleep and I also marry women. So he who does not follow my tradition in religion, is not from me (not one of my followers)."
isi tarah
Volume 7, Book 62, Number 4:
Narrated 'Abdullah:
We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So Allah's Apostle said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power."
so ager app muslim haan to app per shadi zaror kerni chayeh
be shak yeh Allah ka hukm hai aur sunnat-e-Rasool (PBUH) hai...aur is se kisi ko inheraf nahi...per rishte Insaan banata hai nibhane ke liye..jitne hooqoq Islam ne mardo'n ko diye un ka galat faydah uthane mein mard aik qadam bi piche nahi hat''te...Islam masawaat ka qaaial hai..jahan mardon ke hooqoq hain wahein aurto'n ke bhi hain..jo amooman nazar andaz ker diyejaate hain kyun ke woh socitey ke so called system se match nahi kerte....phir hudood Ordinance jaise law bana ker bhi koi faydah nahi hota kyun ke un ke bill asambli mein hi phaad diye jaate hain...bhai jaan humari socitey male dominant hai....aur aik rasta jis per jaane ka anjaam aap ko maaloom ho..us per chalna sirf is liye ke yeh zarori hai..I don't think so yeh sahi hai..Islam mein koi zabardasti nahi( LA IKRAHA FIDDEEN) yeh sunnat-e-Rasool(PBUH) hai aur hum yeh bhi jante hain ke jis ne Aap (PBUH) ki sunnat se inheraaf kiya woh Aap(PBUH) mein se nahi....aik aur hadith hai jo hume Is waqt pure siyaaq-w-sabaq ke saath yaad nahi..Inshallah jaise h yaad aaye ya kisi se confirm karwa leinge waise hi post ker deinge...
Thanx bhai for your coments...be happy always..Last edited by ummid; 14 September 2006, 04:09.
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by ZoE View Postshadi aik mazhabi fareeza hai insaan ko bohat se gumrahiyoon sa bacahta hai
har shaks ko hamayshah kisi na kisi dost ki kisi apnay ki zarorat hoti hai aur na to bhai bahan hamayshah sath rah saktay hain na he dost kioon ka sab waqt ka sath sath apni zindagi main masroof ho jatay hain tab ap ki apni family husband bachay ap ka sahara bantay hain koi bhi tanha is dunya main nahi rah sakta
aur raha sawal shaare ka tu sahara Allah ka sub se bada hai...is zameen per majood her fard mil ker bhi aap ko bhalai nahi pohancha sakte ager Allah na chahe tu aur na hi koi aap ka bura ker sakta hai ager Allah rehmaan aap per reham ker tu...raha sawal dunyaawi sahare ka tu i do agree ke Insaan samaji janwar hai...lakeen jub Is samaj ke mard janwar jub waihshi bnate hai tu samaj kuch nahi ker pata....
any wayzz apni apni soch..humara dimaag aaj kal proper way mein nahi hai..kuch galat bol diya ho tu maafi mangte hain aap se bhi aur Allah se bhi..khush rahiye..:rose
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by Aania View PostOkay first of all ... Takeh insan aur janwar main faraq kia ja sakey -- I mean ... Nikkah se jo bandhan bandh jata hai Mard-aurat main us lafz nikkah ka matlab.. gunnah se doori hai .. Janwaron main bina kisi bandhan ke sab kuch hota hai .. jo ke maghrabi dunya main insanon main bhi nazar aata hai .. aapas main gunnah ka taluq lekin Islam ne aurat ko aurat honey ka sharf diya mard ko mard honey... thats how .. insan ko ashraf ul makhlooqat kehtey hein .. kion ke Khuda ne Insan ko samajh boojh se nawaza hai ..
Secondly -- Rab ta'alaa waliden ko salamat rakhey .. lekin zindagi maut barhaq hai .. wo apney bachon ka future secure dekhna chahtey hein .. apni hayat main .. takeh roz e hashr sar jhuka ke nidamat se Khuda ke hazoor na kharrey hon.
Thirdly -- Insaan hamesha se as a muslim -- aazmayesh main hai .. jo haqooq Khuda ta'alaa ne ataa fermaaye mard ko aur aurut ko .. wo us ki kis had tak parasaii kerta hai .. aur us mein kis had tak zulm o jabr dikhata hai (suna ho ga husband/wife jhagrron ke barey mein to)
Lastly-- To ger generation next .. in a proper way -- bachon ki identity Count kerti hai .. maghrabi dunya ki freedom main aap ko single parents ki bohtaat miley gi -- in my observation -- main ne bachey dekhey hein ... jo nahen jantey un ka aik baap hai ya senkerron .. jo nahen jantey .. ke identity by SURNAME or BY FATHER kia hai ..
Truely, Societies main Identity count kerti hai ..
As a muslim I do believe on this relation (Nikkah) --
But the fact of Stubborn mens ... Scare me to get marry .. Its just my openion..
As a muslim I also believe in NIKKAH...but same here aano....hume bhi dar lagta hai stubborn aur cruel logon se..aur humari socitey ke mardon mein itni ana(ego) hota hai ke woh apni ana ki hiffazat ke liey samne wale ki zindagi tabah kerne se bhi nahi chokte...
any wayz thanxx aano jaan for your coments..khush rahiye..aur apna khayal rakhiyeLast edited by ummid; 14 September 2006, 03:55.
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Originally posted by Aania View Post
Allah sab ki qismat achi karey .. sab waliden ko aulaad ki khushyaan dekhna naseeb fermaaye .. har muslim ghar ko khushyon ka gehwara banaye aameen ... :dua
-- Allah tabarak o ta'ala se guzarish hai derkhuwast hai dua hai ke "Maula .. insan ke dilon mein sila rehmi daal de.. muslims ko aik doosrey ka dushman na bana .. shohar ko biwi ki beti ki maan ki izzat kerney ki taufeeq ataa fermaa -- biwi ko waliden ki shohar ki bachon ki care aur nek perwarish kerney ki taufeeq ataa fermaa -- maula musalmanon ko seedha parasaii ka sachaaii ka insaaf ka rasta dikha aur us raah pe chalney ki aur qaiim rehney ki taufeeq fermaa -- aameen :dua
Comment
-
Re: shaadi zarori kyun????
Nice topic...aania ne bohat acha reply kia...i appreciate her
Aap ka sawal he shadi / Nikkah kyoon zaroori he. mein batata hoon kyoon zaroori he.
Nikkah mazhabi fareeza he, is liye her balig insaan ko nikkah kerna chahiye
Nikkah Insaan ko burai se bachata he, is se insaan aur janwar mein tameez hoti he. Is liye Nikkah kerna zaroori he.
Nikkah aik zariya he, aik life cycle ko mukamal kerne ka zariya he...yeh insaan ko yaksaniyat se bachata he aur insaan per zindagi ke mukhtalif rang ayan kerta he, pehlay aap buchay hotay hein, aap ki feelings different hoti hein, phir aap baray ho jatay ho, aap ke buchay hotay hein aur aap ke ehsaasat aur jazbaat aik nai kerwat lete hein..insaan ki umer, insaan ki sooch, insaan ka shaoor, insaan ki jismani banawat, insaan ki jismani zaroorat mein tagaiur aata he, lehaza insaan hameesha yaksaaniyat ka muzahira nahi ker sakta. Kudrat ne hi hamein aisa banaya he, hum is ke mukhalif nahi chal saktay. Waqt ke saath saath insaan ki zehni sooch mein irtqa hota he, insaan ki jismani aur samaji zarooraton mein tabdeeli aana na-guzeer ho jata he...in sub maslon ka hal Nikkah mein he poosheeda he
Zindagi mein aap ka rishta sirf apne maan-baap behan bhaiyon se he nahi hota, yaad rakhiye jo maan-baap hotay hein wo bhi pehlay buchay hotay hein, ager un ki sooch bhi aap jesi hoti to aap is duniya mein he na aatein.
Aur jahan tak aap ko security ke hadshaat hein to mein yahi kahon ga...ke
Shoher bhi insaan hotay hein. Jis tarah her aurat buri nahi hoti, isi tarah her merd bhi bura nahi hota...aik aurat aik achay tareekay se apne shoher ke saath mental competability develop ker sakti he. In the meantime, you can't rule out the blacksheeps in our society...buray loog, zalim loog bhi moojod hotay hein, jin ki sooch pust hoti he....to aap duaa kiya keejiye ke Allah sub ke naseeb achay fermaye...mein bhi aap ke saath duaa kerta hoon. Be Blessed.:thmbup: