Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Musharaf kay bad koon ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Musharaf kay bad koon ?

    Originally posted by khurram_shaikh View Post
    Assalaam o alekum,

    sorry to say lekin me ager aisa koee aagayaa to pakistan ki awaam hi usse jinien nahin degi :) coz they dont want that much restrictions

    Walikum Assalam!

    Agreed.....:)
    per time k sath sath hi sab thiik ho pae ga otherwise hum mazeed bigar jain ge shuro k 2 yrs mushkil lagin ge but after that hopefully hum thiik ho jain ge n accept ker lain ge jese is devil ko accept kara:)

    i ll take time.....or ik particu;lar determination jo us politician mai hooni chahiye k kese usko awaam ko ISLAM se qareeb kerna hai:)

    Comment

    • #32
      Re: Musharaf kay bad koon ?

      Originally posted by Me Here View Post
      kise k bhi bary main gurantee nahi de saktiii............:donno:
      ye to uskey amaal hi batain ge k wo kesa hai....
      anyways ik ideal sketch jo mere zehn mai hai wo kuch aisa hai:

      Rationally Islamic Person
      jo Islam k tamaam asoolon ko perfectly n strickly follow kerna n kerwana jaanta hoo or jiski approach development ki taraf ho.........thatz all!:)
      MeHere, aap ko aik baat bata deta hon. Pakisan mein siasat aik mutual benificial relations ke tehat kaim he, kuch lo aur kuch do, lekin afsoos-naak baat yeh he ke yeh lene aur dene ki deal mein awaam bilkul bhi shamil nahi he, yeh sub syasatdaanon ke ander ki khichri he.

      Loog restoration of democracy ki baat kerte hein.... log civil govt. chahtay hein, kuch nahi ho ga, believe me kuch khaas faraq nahi pernay wala. Ager aik emaandaar shakhs aa bhi jata he to itne ziada currupt loog usay emaandaari se survive nahi kerne dein ge.

      We need a dictator jo awaam se atleast fair ho :)
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: Musharaf kay bad koon ?

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        ye facts to hum sab ko hi pataa hain per i dont know y do i believe that nothing is impossible.....many things r difficult 2 do.....but we can do everything.......or main ise k tehat life guzarti ai hoon......or mujhe pata hai k mujhse koi agree nahi kary ga per mere dil ko yaqeen hai k cheezin badaal sakti hain time or kaavish k saath:)

        or apki in tamaam batoon se agree kerte hoe ik bat ki addition karoon gi k ik politician ko flexible hoona chahiye jo waqt k lihaaz se khud ko dhaal sakey like jab kise strick order ka time aye to wo itna rigid ho jae k dosre politicians ki khichrii jall jae or wasey wo khud ko frank rakhey awaam k sath or baaqi sab k sath:)

        or wasy mere zehn k ideals bus khwaboon tak hi hootey hain:D
        Last edited by Shaim; 4 September 2006, 14:11.

        Comment

        • #34
          Re: Mubahisa: Musharaf kay bad koon ?

          Siasat hay hi isi ka name key country main unity na rahey
          log siasi jamaton main bat jaein and aik dosray sey lartey raheen

          jab tak yeh sisast hay , Pakistan ko accha leader naeen mil sakta
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #35
            Re: Mubahisa: Musharaf kay bad koon ?

            Assalaam o alekum

            jab tak yeh sisast hay , Pakistan ko accha leader naeen mil sakta

            yeh baat sirf pakistan ke liye nahin her mulq ke liye hai siyasat her mulq ki ek jaisi hi hai politicians kaa kaam hi hai awaam mien khalfishaar paidaa kernaa aur apni roooti sekte rehnaa unhien mulq aur awaam se kuch lenaa denaa nahin mulq jaaye bhaar mien awaam jaaye bhaar mien unhien sirf apni jhooooli bherni hai bass
            :tang: RISK IS MY BUSINESS

            DANGER IS MY GAME

            DONT PLAY WITH ME
            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

            Comment

            • #36
              Re: Musharaf kay bad koon ?

              Originally posted by Me Here View Post
              kise k bhi bary main gurantee nahi de saktiii............:donno:
              ye to uskey amaal hi batain ge k wo kesa hai....
              anyways ik ideal sketch jo mere zehn mai hai wo kuch aisa hai:

              Rationally Islamic Person
              jo Islam k tamaam asoolon ko perfectly n strickly follow kerna n kerwana jaanta hoo or jiski approach development ki taraf ho.........thatz all!:)
              yeh jo islamic leader atay hain nay un ko khud islam ki samajh nahi hoti ,,,itni pabandian laga daytay hian kay bas ....in ka sara nazla aurtoo pay girta hai ,,,,is leye aurtian in ko vote nahi daiti :D
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #37
                Re: Musharaf kay bad koon ?

                Originally posted by Me Here View Post
                ye facts to hum sab ko hi pataa hain per i dont know y do i believe that nothing is impossible.....many things r difficult 2 do.....but we can do everything.......or main ise k tehat life guzarti ai hoon......or mujhe pata hai k mujhse koi agree nahi kary ga per mere dil ko yaqeen hai k cheezin badaal sakti hain time or kaavish k saath:)

                or apki in tamaam batoon se agree kerte hoe ik bat ki addition karoon gi k ik politician ko flexible hoona chahiye jo waqt k lihaaz se khud ko dhaal sakey like jab kise strick order ka time aye to wo itna rigid ho jae k dosre politicians ki khichrii jall jae or wasey wo khud ko frank rakhey awaam k sath or baaqi sab k sath:)

                or wasy mere zehn k ideals bus khwaboon tak hi hootey hain:D
                Yeh jo loog hein jo restoration of democracy ka drama racha rahay hein yeh wohi loog hein jo pehlay bhi bersar-e-iktedaar aa chukay hein. Her politician kisi bhi awami maslay pe ager behas kerta he to wo sara ser apne aur apni party ke mufaad ko bala'tar rakh ker kerta he. Aap Hadood ordinance ka he jaiza le lijiye. Govt. aur opposition sub musalmaan hein, lekin puri ki puri opposition ki sooch hadood ordinance ko tabdeel kerne ke khilaaf he jub ke puri ki puri govt. hadood ordinance mein termeem kerne ke khawakhaan he...doono parties ka mookaf yeh he ke wo jo ker rahay hein Quran-o-sunat ki rooshni mein faisla ker rahay hein...yeh kesa faisla he doono parties ke dermeyaan, ke puri ki puri party ya to is ki favour mein he ya phir khilaaf he. Yani political sooch ke saath saath islami sooch bhi milti he...i wonder why these ppl are so hypocrite. Ager do different view hein to GOvt. ke loogon ke apni party mein do views kyoon nahi...ya opposition mein is maslay ko le ker do views kyoon nahi...ya party basis pe he yeh do views kyoon hein.

                Everything is being politicised on party basis.
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X