Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

UPDATES: Lubnan-Jung (Article)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • UPDATES: Lubnan-Jung (Article)

    Assalamoalaikum
    Attached Files

  • #2
    Re: Lubnan-Jung (Article)

    Very Informative n Excellent, Great post
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Lubnan-Jung (Article)

      excellent Madiha...in mein se kafi baaton ka to pehlay se he pata tha, lekin chand aik nai baaton ka bhi pata chal gaya...bohat umda article share kia aap ne...be blessed
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Lubnan-Jung (Article)

        Originally posted by Madiha kanwal View Post
        Assalamoalaikum
        samajh nahee aarha is pur-fikr tehreer par kia likhooN..... shayad yeh tehreer khud par wah wah kay bajay kuch sochnay ka pegham dayti hai....
        That's Enough...!!

        Comment

        • #5
          Re: Lubnan-Jung (Article)

          Aik baloch naujawab ghalban Asif Magsi naam tha unka, jinkey walid CIA key agent the aur jab unka kaam mukamil ho geya to CIA ney unhein qatal karwaa diya. Asif Magsi ney apney walid key qatal ka intiqaam yun liya keh woh khud CIA ka agent bana aur phir kehtey hain keh uskey CIA key kuch highrated officers ko qatal kiya tha - uski griftari key liye aik baar phir hakoomat-e-Pakistan ney bohat aham kirdaar ada kiya tha....
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Lubnan-Jung (Article)

            Originally posted by Masood View Post

            Habib Jalib nay aik martaba "Milli naghmay" ki "bayhurmati" ki thee....
            tera Pakistan hai na mera Pakistan hai
            yeh us ka Pakistan hai jo sadr-e-Pakistan hai
            That's Enough...!!

            Comment

            • #7
              Re: Lubnan-Jung (Article)

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              Habib Jalib nay aik martaba "Milli naghmay" ki "bayhurmati" ki thee....
              tera Pakistan hai na mera Pakistan hai
              yeh us ka Pakistan hai jo sadr-e-Pakistan hai
              ji ji Habib Jalib sahib bohat hi "munh phat" hain aik muqaam per farmatey hain:

              SAADEY MULK DIYAAN MAUJAAN EE MAUJAAN
              JIDHERON WEKHO FAUJAAN EE FAUJAAN :embarasse
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Lubnan-Jung (Article)

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                excellent Madiha...in mein se kafi baaton ka to pehlay se he pata tha, lekin chand aik nai baaton ka bhi pata chal gaya...bohat umda article share kia aap ne...be blessed
                shukriya bhai

                Comment

                • #9
                  Re: Lubnan-Jung (Article)

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  samajh nahee aarha is pur-fikr tehreer par kia likhooN..... shayad yeh tehreer khud par wah wah kay bajay kuch sochnay ka pegham dayti hai....
                  sirf sochney ka hi nahi kuch ker dikhane ka pegham bhi daiti hai ..kuch aesa k hum khud k samne tu sharmindah na hon

                  Comment

                  • #10
                    Re: Lubnan-Jung (Article)

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    Habib Jalib nay aik martaba "Milli naghmay" ki "bayhurmati" ki thee....
                    tera Pakistan hai na mera Pakistan hai
                    yeh us ka Pakistan hai jo sadr-e-Pakistan hai
                    bilkul theek fermaya tha unhone :fuming:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Lubnan-Jung (Article)

                      buhat informative article hai ....:thmbup:
                      yeh batain aam loogoo tak to pounch jati hain lekan jo muslam mulkoo kay hukmaran hain woh yeh articles nahi parhtay ? :mm:

                      muslaman ab bhi buhat kuch kar saktay hian .....arboo kay paas bara maal hain :lol Europe kay bankoon main Arab logoo ka hi zaida maal save hai .... ...dunia ki dolat ka 57% araboo kay paas hai ...America koa ik dhamki daian kay apna pesa un kay banks say nikwala lay gay agar us nay kisi muslaman mulk pay hamla kia to , pher deekhoo amercia ka kia haal hota hai ? ...oil hai in kay paas jis ki waja say yeh itni taraqqi kar rehay hian ...lekan akal nahi hai :lol Arab mumamlik main america ki cheezian aisay istamal ki jati hain jesay yeh in ka mama lagta hai :lol ..ham logoo ko jin ko politics ki zaida samajh bhi nahi yeh batain mehsoos kar rehay hian jo expert hain politics main un ko nazar nahi atain yeh cheezian ?:mm:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Lubnan-Jung (Article)

                        Madiha....it is nice 2 c u here in discussion corner with this fabulous sharing!
                        aisa hi kuch maine shaaid 4 yrs pehle perha thaa.......
                        apni course book main.........or perh ker dil buhaat udaas hooa tha......

                        Comment

                        Working...
                        X