Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shaitan Ka Aik Aur Harbah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Shaitan Ka Aik Aur Harbah

    Originally posted by barg.e.gul
    [/color]
    ajeeb si baat hai mujhey ye cheez doosrey mulkon mey nazar ayi ..Muslim countries mey to hum Islam..for granted leytey hein..key nahi??
    [/color]
    Nahi Spy, ab yun bhi nahi hota ...ya phir her aik ka apna zaati tajruba alag hota hai...
    albata mey ye zaroor kahun gi key France mey jab hijab per ban laga diya gaya tha to wahan key halaaat kuch mukhtalif ho gaye they ...
    [/color]

    ...
    Thanks Yellow...

    nice discussion...
    aap jahan se dekh rahi hain yaqinan wahan se aisa lagta hoga, coz you're a gl and living in Pakistan a muslim country. But wahan dekhen jahan Muslims non muslims region mein rah rahe hain, waqaie aisa hai, even you know non Muslims can't speak a Muslim name.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #17
      Re: Shaitan Ka Aik Aur Harbah

      Originally posted by barg.e.gul
      Bin Laden, Saddam Hussain, ye sab aap ko nahi lagta America key apney kharey kiye huye log they aur jab in ki zaroorat khatam ho gai to in ko gira diya gaya?

      mey bilkul bhi nahi chahun gi key Bin laden jaisey hazaar log aur bhi hon ....in hi logon ney islam ka itna bura image dala hai poori dunya per...
      Off course Bin Laden, Saddam Hussein US ke arkan thay, but




      Former US Attorney General, Ramsay Clark stated in his letter to the US that since then (1991) more than 1.5 million people (in Iraq) have died as a direct result of sanctions against Iraq. More than half have been children under 5 years of age."

      Tab kya koi Bin Laden ko jaanta tha.



      Stated on 9-11-2001 when Mossad and the CIA blew up the World Trade Centre and blamed it on a bunch of "Arabic Terrorists."



      Yaani Mossad ek yahudi aur CIA agent ne WTC ko demolish kiya.







      Burning temp. og aviation fuel.............................................. .800F

      Melting temp. of construction steel.......................................2800F

      You cannot melt steel with aviation fuel, something else made those buildings collapse. WTC 7 was hardly even on fire, but it collapsed like the best controlled demolition ever seen, kaise possible ho sakta without explosion.






      Off course Mossad is a hit squad for Israel beyond the control of Law.



      mulahza farmayen iss link



      http://www.amics21.com/911/ombudsman2.html
      Last edited by Spy009; 12 July 2005, 08:36.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #18
        Re: Shaitan Ka Aik Aur Harbah

        Originally posted by barg.e.gul
        Bin Laden, Saddam Hussain, ye sab aap ko nahi lagta America key apney kharey kiye huye log they aur jab in ki zaroorat khatam ho gai to in ko gira diya gaya?

        mey bilkul bhi nahi chahun gi key Bin laden jaisey hazaar log aur bhi hon ....in hi logon ney islam ka itna bura image dala hai poori dunya per...

        Gul aap ki baat sey itfaaq kartey huwey yeh sawaal poochhna chahta hoon, Osama bin laden ko hamarey mulk mein aik hero bnaa kar paish kiya geya hai. US mein voting key din sey 3-4 roz qabal Osama ka video jaari huwa aur woh din hai keh aaj ka din, Osama khamosh hai. Kya Osama zindah bhi hai keh nahin? Agar zindah hai to ussey ab koi fiker nahin hai? Halaat ko madd-e-nazar rakhtey huwey aik hi baat saamney aati hai, hamara aik aik leader bikao maal hai. Jinhein ham rehnumaa samajhtey hain woh dar-asal luterey hain. Hamarey JEHAD ka aaghaz inhi sey hona chahiye.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Shaitan Ka Aik Aur Harbah

          Originally posted by Spy009
          Ek zamane mein Bin Laden US ka ek aham unit tha, Afghanistan mein Laden ko bhej kar USSR ke khilaf jung larwaya,
          Bilkul yehi baat to is baat ka saboot hai keh Osama ney abhi bhi jo kuchh kiya woh US key kehney par kiya. Mind you keh jab 9/11 ka waqeya huwa to Osama key khandaan ko Charter jahazon key zariyey sey US sey bahir nikala geya.

          Originally posted by Spy009
          Exactly Saddam Hussein ka relation 1980 mein US ke saath dostana tha...
          Saddam jab US key kaam ka nahin raha to US ney ussey apney raastey sey hatta diya. Yehi wafadariyon ka sila hai, aur merey nazdeek jo musalmaan apney musalmano sey jang karey uska aisa hi anjaam hona chahiye.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          Working...
          X