Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sciences ya Arts

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sciences ya Arts

    Aap kis leyhaz sey apney subj chuntey ho ya chunney they?
    kuch log sochtey hein key agar aap sciences perh rahey hein to yani aap dunya key zaheen tareen bachey hien
    aur agar Arts perh rahey hein to ....
    meyra khayal hai beyshak aaj kal sciences hien her jagey magar aap key apney kuch interests hotey hien
    aap ka kya khayal hai hum dunya ko follow karein ya apney aap ko deykhein?
    aur ayesey logon ko hum kaisey jawab diya karein jo log science ...science hi kertey hein?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Sciences ya Arts

    Mian ne to Matric tak science sub parhe phir computer scince .......lekan mujhey zyada Arts pasand hai
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Sciences ya Arts

      Mei ne matric mei science ko chuna tha ...... magara could not digest chemistry ..........buhut zada boaring thi........... phir mei Arts mei chali gayi :D

      Mujhe mere teachers se dant bhi pari thi, to go to Arts ........ cause I was good in Maths and Physics :) .

      Magar sach yeh hai k Arts is better then science..... aur science perhne waley log zaheen nahi hotey ........ Rattoo Tottay hotey hain. Wo formulas ki hadood mei hi ghoomtey rehtey hain.
      Jabke Arts parhne waley students zada zaheen, creative, hazir demagh hotey hain.:eye:
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Sciences ya Arts

        science ko is leye zaida ehmeyat daytay hain kay bakool un kay is main future zaida acha banta hai ...job's achi milti hain ....

        aik teacher say baat hove kay koon sa carrer chooze karna chaye ..to unhoun nay kaha seedhi si baat hai aaj kal doctor's or engineers hi ki field agay hain ..inhi main future hai ...or graphics main agar zaida kuch kia hoo to tab bhi theek hai......

        is sari baat main Arts ka naam kahi nahi aya ....agar saray hi loog science ki taraf bhaga gay yeh sooch kar kay is main future acha hai to Arts ka kia banaye ga??? :donno:
        kia Arts ka koi future nahi hai ???

        mere nazar main to Arts buhat hi acha subject hai ....is main bhi agay chal kay buhat si fields ati hain ...Arts buhat wasee subject hai ....interesting.....koi job na bhi karey to ghar ko achi taraha say saja saktay hain or apnay aap ko bhi :wk

        aap ko ji bhi field achi lagti hai aap us main jaye ..app ka dil kia kehta hai us pay amal kejeye :D: warna zabaradasti science maain ja kay future banana koi akalmandi ka kaam nahi hai ....

        aaj kal teachers bhi jo bachaye science parhtay hain unhaye intellegent samjhtay hain ..ap khud soochye aisay teachers khud kitnay intellegent hain jo aisi sooch reakhtaya hain ??? :lol
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Sciences ya Arts

          sab ne kaha ke science parho par me ne to apni marzi se arts parhi thi or dher sara creative work karti hun to sabit hua k arts parhne wale bhi zaheen hote hen meri tarah :eye:

          Comment


          • #6
            Re: Sciences ya Arts

            Bilkul Bilkul :D :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Sciences ya Arts

              bohot shukriya aap sab ka,
              abhi tak to mey ney sciences hi perhi hien magar ab thora sa change chahiye ...

              aur ab mey mutma'in ho gai hun ...yani dunya mey saarey log science science nahi kertey kuch log hamari tarhan bhi hein :D: :thmbup:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Sciences ya Arts

                Originally posted by shy
                sab ne kaha ke science parho par me ne to apni marzi se arts parhi thi or dher sara creative work karti hun to sabit hua k arts parhne wale bhi zaheen hote hen meri tarah :eye:

                issey kehtey hain apney munh miyaan mithoo :phool:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Sciences ya Arts

                  Mujhey zaati tor peh hamesha Math, Physic aur Chemistry pasand rahein hain. Aur I feel keh mera rujaan bhi mathematical line ki taraf tha. Mujhey advise kiya geya tha keh revisor ka career apnoun, aur main ney iski study shuru bhi ki thi magar - I fell in love with IT :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sciences ya Arts

                    Thanx Yellow for dropping an acquiring discussion thread.







                    Har subject ki apni alag importance hoti hai, hame apni bros. sis and juniors ko waisi push guide

                    ise koi kyon nahin chunta. Teacher is the producer of the country and its people

                    The best subject in Arts is language literature, Geography and the best one is Economics.

                    Isme dull aur intelligent ki baat nahin ke koi koun faculty join karta hai.

                    Islam ki bhi study hai, alag alag maslak (sunni, shia, wahabi, etc.) ki bhi faculty hai. Isme bhi career hai.
                    Agar aapke paas qabiliyat hai to job zaroor milegi, job sabhi ko milta hai, yeh baat alag hai ke kissi ko kam kisi ko zyadah,


                    At last I wan to say : Choose faculty according to your interest.
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sciences ya Arts

                      :)
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sciences ya Arts

                        Asslam_O_Alikum WR WB

                        Itni discussion kay baad ... me ko aik hi hal nazar aya :mm:

                        Kay acah hua me nay Study nahi ki

                        I hate Parhako Bachay :fuming:

                        FeaamnAllah
                        :lpop: :lpop:
                        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                        Comment

                        Working...
                        X