Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Mass Media

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: Mass Media

    Assalam-o-Alikum!!!!:salam:

    The view of mind is blocked by Mass Media.

    I have read in a paper:eye: .What you think>?

    app iss per Comments karna pasand karin gay:donno:


  • #2
    Re: Mass Media

    :insha: zaroor........but sis 2morrow i'll have my paper so apko jald hi comments milin ge n sorry 4 the delay:)

    Comment


    • #3
      Re: Mass Media

      Originally posted by Me Here
      :insha: zaroor........but sis 2morrow i'll have my paper so apko jald hi comments milin ge n sorry 4 the delay:)
      :roseNO problem jee jab waqt milay comments dijiya ...me also going now
      Thanko in Advance:salam:

      Comment


      • #4
        Re: Mass Media

        pata nahi kahan kahan sy
        ENNY OOKHY mazmoon ly aaty hain aap loag

        Comment


        • #5
          Re: Mass Media

          Originally posted by fari
          :roseNO problem jee jab waqt milay comments dijiya ...me also going now
          Thanko in Advance:salam:
          np.com sis!:wk
          KHUSH RAHIYYE!:lpop:

          Comment


          • #6
            Re: Mass Media

            Originally posted by Khalil
            pata nahi kahan kahan sy
            ENNY OOKHY mazmoon ly aaty hain aap loag
            :hathora
            is main OOKHAA kiya hai KHL bhai?:blush:

            Comment


            • #7
              Re: Mass Media

              Originally posted by Khalil
              pata nahi kahan kahan sy
              ENNY OOKHY mazmoon ly aaty hain aap loag

              ya ENN OOKHAY mazmoon hain tu phir App kiya ho Khalil bhai:kr: :kr: :kr: sorry just kidding!!!!
              Abb mujhay ya topic vast difficult laga aur meray course ma bhi shamil tu maina soucha discuss kiya jay

              Comment


              • #8
                Re: Mass Media

                fari nice topic and v true
                in short fari
                Mass media ye sab cheezin cover kerta hai
                1-written material jaisey books,akhbaarrat ...magzines etc etc
                2-radio
                3-tv
                4-n now internet

                Insaan jo sunta hai perhta hai aur deykhta hai us per yaqeen ker leyta hai
                isi liye media logon per bohot ziada asar andaz hota hai
                yahan tak key ye nations ki azaadi ka kaam bhi deyta hai pakistan hamarey saamney behtareen missaaal hai ...leykin afsos ki baat ye hai key ab wahan media azaad nahi hai hamarey mulk mey media ko ab logon ki bhalai aur taleemo tarbeet ki jaga aik business ki tarhan isteymal kiya ja raha hai aur is key natayij hamarey saamney hein


                agar aap history mey deykho to Nazis germany mey --media per totally totally un ka apna control tha aur wo isi key zarye logon ki sochein control ker rahey they aur is mey kamyaab bhi they


                Aaj kal agar tum deykho to her media aik hi news different tareekey sey pesh kerta hai aur aaj ka media jo hai wo angraizon key hath mey hai to wo news ko apney tareekey sey pesh kertey hein aur dunya wahi batein maanti hai jo un ko deykhai ja rahi hoti hein

                aik missal aap musalmano ki ley lo ---Musalmano ka aik different image daal diya gaya hai dunya per---agar sirf hum america ki baat karein to wahan 65% logo ko yahi nahi maloom key true islam kya hai kyoon key wahan mass media ney musalmano ko sirf guns key sath pesh kiya hai kyon key un ka image as an extremist,violant aur millitant key taur per diya ja raha hai

                aur aap deykhti hein key wo is mey theek thak kamyaab hein
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Mubahisa: Mass Media


                  Per majority ko dekha jae to true hai








                  This is true

                  KHUSH RAHIYYE
                  Keep Coming
                  WASALAM!:salam:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mubahisa: Mass Media

                    Originally posted by fari
                    Assalam-o-Alikum!!!!:salam:

                    The view of mind is blocked by Mass Media.

                    I have read in a paper:eye: .What you think>?

                    app iss per Comments karna pasand karin gay:donno:
                    mass media jo hota hai woh us jaga cheez pay ja kay pic's layta hai or khabar pounchta hai .....yeh or baat hai woh kis taraha say apni baat bataye ,kin pehloo pay zaida zoor day or kin ko choor daye ...............agar ham khud yeh cheezian deekhian to shayad hamara point of view or hoo ....
                    mass of media ko kafi strong mana jata hai ...is ki buhat bari zimmdari hai yeh achai cheezoo ko samnay laye na kay aisi wasi cheezoo ko pakar kay awaam main zaida ghuusa pedakarnay ki kushish ki jaye ........
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mass Media

                      Originally posted by barg.e.gul
                      fari nice topic and v true
                      in short fari
                      Mass media ye sab cheezin cover kerta hai
                      1-written material jaisey books,akhbaarrat ...magzines etc etc
                      2-radio
                      3-tv
                      4-n now internet

                      Insaan jo sunta hai perhta hai aur deykhta hai us per yaqeen ker leyta hai
                      isi liye media logon per bohot ziada asar andaz hota hai
                      yahan tak key ye nations ki azaadi ka kaam bhi deyta hai pakistan hamarey saamney behtareen missaaal hai ...leykin afsos ki baat ye hai key ab wahan media azaad nahi hai hamarey mulk mey media ko ab logon ki bhalai aur taleemo tarbeet ki jaga aik business ki tarhan isteymal kiya ja raha hai aur is key natayij hamarey saamney hein


                      agar aap history mey deykho to Nazis germany mey --media per totally totally un ka apna control tha aur wo isi key zarye logon ki sochein control ker rahey they aur is mey kamyaab bhi they


                      Aaj kal agar tum deykho to her media aik hi news different tareekey sey pesh kerta hai aur aaj ka media jo hai wo angraizon key hath mey hai to wo news ko apney tareekey sey pesh kertey hein aur dunya wahi batein maanti hai jo un ko deykhai ja rahi hoti hein

                      aik missal aap musalmano ki ley lo ---Musalmano ka aik different image daal diya gaya hai dunya per---agar sirf hum america ki baat karein to wahan 65% logo ko yahi nahi maloom key true islam kya hai kyoon key wahan mass media ney musalmano ko sirf guns key sath pesh kiya hai kyon key un ka image as an extremist,violant aur millitant key taur per diya ja raha hai

                      aur aap deykhti hein key wo is mey theek thak kamyaab hein

                      Bohat Shukria Bard-e-gul jee:phool: :phool: app nay comments denay ka liya apna kemti waqt nikala....... app na sahi kaha :salam: Sab se strong example Muslmano ki ha ajj kay door ma unka image Media ki wajha se kafi kharab kardiya giya ha !!!! Mass Media Inssan ki Souch ko na sirf control kar raha ha balkay logo ma misconceptions bhi paida kar raha ha

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mubahisa: Mass Media

                        Originally posted by Me Here
                        Per majority ko dekha jae to true hai








                        This is true

                        KHUSH RAHIYYE
                        Keep Coming
                        WASALAM!:salam:
                        Thank you Me here jee:phool:
                        Well said majority is authority !!!! Ajj kal tu har koi Apnay khud ka experience per itna believe nahi karta jitna Media ki khabro per karta ha!!!!Iss se aik creative person ki creativity bhi recessive hoti ja rhi ha.....It effects alot

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mubahisa: Mass Media

                          Originally posted by Aanchal
                          mass media jo hota hai woh us jaga cheez pay ja kay pic's layta hai or khabar pounchta hai .....yeh or baat hai woh kis taraha say apni baat bataye ,kin pehloo pay zaida zoor day or kin ko choor daye ...............agar ham khud yeh cheezian deekhian to shayad hamara point of view or hoo ....
                          mass of media ko kafi strong mana jata hai ...is ki buhat bari zimmdari hai yeh achai cheezoo ko samnay laye na kay aisi wasi cheezoo ko pakar kay awaam main zaida ghuusa pedakarnay ki kushish ki jaye ........
                          bohat bohat shukriya ap ka comments ka :salam: :phool:

                          Media Achi cheezo ko samnay tu nahi latay albta iss tarha ki cheezo ko samnay latay hain kah Insaan har waqt TV ka samnay batha rahta ha .......aur insaan media ka chakro ma waqt ka zaya kiya ja raha ha

                          Comment

                          Working...
                          X