Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

    Assalam-o-Alikum pegham.com!

    :insha: every1 wud b fine:)
    mere zehn main kaafi dinon se ik baat thi jo main ap sab k sath discuss kerna chahti thi
    ap bachpan main ki gae engagements ko kis nigah se dekhte hain?
    kiya apkey khiyal main bachpan main engagements honi chahiye?
    kiya ap iskey faide or nuqsan ko discuss kerna chahin ge?
    or kiya hamari lives k liye or society k liye ye +ve cheez hai ya nahi?

    me here waiting 4 ur opinions:)
    KHUSH RAHIYYE
    WASALAM!:lpop:

  • #2
    Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

    NAHI honi chaye ..!!

    kuch loog jo same status kay hotay hain bachpan main apnay bachoo ki mangani kar daytay hain ..waqat kay sath aik (larki ya larkay walye) agay nikal jata hai doosra peachay reh jata hai to mangni toor di jati hai.......

    larki zaida parh likh jaye or larka anparh ya lofar reh jaye to yeh kahan say jorr banta hai un ka ? youn pher yeh mangani toot jati hai ..ya pher larka zaida parh likh jaye us ki demand kuch or hoo jati hai ....
    or bhi kai wajoohat hoo sakti hain .....
    larki ya larkay ki mangni toot bhi jaye lekan naam sari zindagi badnam rehta hai is larki/larkay ki mangnai us say hove the ..........
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

      Originally posted by Me Here
      Assalam-o-Alikum pegham.com!

      :insha: every1 wud b fine:)
      mere zehn main kaafi dinon se ik baat thi jo main ap sab k sath discuss kerna chahti thi
      ap bachpan main ki gae engagements ko kis nigah se dekhte hain?
      kiya apkey khiyal main bachpan main engagements honi chahiye?
      kiya ap iskey faide or nuqsan ko discuss kerna chahin ge?
      or kiya hamari lives k liye or society k liye ye +ve cheez hai ya nahi?

      me here waiting 4 ur opinions:)
      KHUSH RAHIYYE
      WASALAM!:lpop:
      walikum as salam
      me here , u key demag main sey abi tak engagement gai naeen
      engagement is not an islamic act
      chayeh chotey la ho ya wadey la
      direct nikah ho jana chayeh wo bi jesay hi bachey balig hoon yani 15/16 age main ,
      ok
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment


      • #4
        Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

        Originally posted by Aanchal
        NAHI honi chaye ..!!

        kuch loog jo same status kay hotay hain bachpan main apnay bachoo ki mangani kar daytay hain ..waqat kay sath aik (larki ya larkay walye) agay nikal jata hai doosra peachay reh jata hai to mangni toor di jati hai.......

        larki zaida parh likh jaye or larka anparh ya lofar reh jaye to yeh kahan say jorr banta hai un ka ? youn pher yeh mangani toot jati hai ..ya pher larka zaida parh likh jaye us ki demand kuch or hoo jati hai ....
        or bhi kai wajoohat hoo sakti hain .....
        larki ya larkay ki mangni toot bhi jaye lekan naam sari zindagi badnam rehta hai is larki/larkay ki mangnai us say hove the ..........
        Hmmm sahee!:blush:


        u k sab points me ne note ker liye:lpop:
        me k zehn main jo points hain wo bhi :insha: discuss karoon gi:lpop:

        Comment


        • #5
          Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

          Originally posted by filbahere
          walikum as salam
          me here , u key demag main sey abi tak engagement gai naeen
          engagement is not an islamic act
          chayeh chotey la ho ya wadey la
          direct nikah ho jana chayeh wo bi jesay hi bachey balig hoon yani 15/16 age main ,
          ok
          :blush: :blush:
          aishee baat nahi hai:blush:
          wo kiya hai na k bachpan main Nikkah to ho nahi sakta........like 2/3 yrs k bacche ka to:blush: or ye ques maine sirf is liye raise kara q k its a part of our society
          otherwise me to khud kehti hoon k direct Nikkah hoona chahiye:blush: :blush:

          Comment


          • #6
            Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

            :cc: :mm: :cc: :pagal: :tauba
            That's Enough...!!

            Comment


            • #7
              Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
              :cc: :mm: :cc: :pagal: :tauba

              :embarasse :embarasse :pagal: :pagal: :lpop: :lpop:

              Comment


              • #8
                Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                Buchpan mein engagement nahi kerni chahiye

                Jo walidein yeh kerte hein wo jahliyat ka saboot dete hein. Yeh to buchon ki dimaagi Nashoonuma sooknay ke mutradif he...buchay innocent hotay hein...buchpan se hi wo aisi baatein soochnay lagein to wo kia tameeri kirdaar ada ker sakein ge.

                Her insaan ko yeh haq hona chahiye ke wo balig honay ke baad apne walidein ki raza mandi se apni pasand ki jagah pe shadi ker sakay. Engagement is a pure Hindu's act. Islam mein Nikkah per zoor diya he. Jis ke liye Larkay aur Larki ka baalig hona yani atleast 18 saal ka hona zaroori he. Waise Larki 18 saal se pehlay hi baloogat ki umer mein pohanch jati he.

                Shadi ke liye Maan Baap se bhi ziada haq un ke buchay ka he ke wo kis ke saath zindagi guzaarna chahta he. Usay yeh right zaroor milna chahiye.
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                  Originally posted by Aanchal
                  NAHI honi chaye ..!!

                  kuch loog jo same status kay hotay hain bachpan main apnay bachoo ki mangani kar daytay hain ..waqat kay sath aik (larki ya larkay walye) agay nikal jata hai doosra peachay reh jata hai to mangni toor di jati hai.......

                  larki zaida parh likh jaye or larka anparh ya lofar reh jaye to yeh kahan say jorr banta hai un ka ? youn pher yeh mangani toot jati hai ..ya pher larka zaida parh likh jaye us ki demand kuch or hoo jati hai ....
                  or bhi kai wajoohat hoo sakti hain .....
                  larki ya larkay ki mangni toot bhi jaye lekan naam sari zindagi badnam rehta hai is larki/larkay ki mangnai us say hove the ..........
                  hmmm...Aanchal ji aap ke likhnay ka andaaz bohat sada lekin bohat impressive he...PG mein 2, 3 larkiyaan hein jo kafi sensible lagti hein...un mein aik Ummid aur Mehere bhi hein...i must appreciate you all :)
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Buchpan mein engagement nahi kerni chahiye

                    Jo walidein yeh kerte hein wo jahliyat ka saboot dete hein. Yeh to buchon ki dimaagi Nashoonuma sooknay ke mutradif he...buchay innocent hotay hein...buchpan se hi wo aisi baatein soochnay lagein to wo kia tameeri kirdaar ada ker sakein ge.

                    Her insaan ko yeh haq hona chahiye ke wo balig honay ke baad apne walidein ki raza mandi se apni pasand ki jagah pe shadi ker sakay. Engagement is a pure Hindu's act. Islam mein Nikkah per zoor diya he. Jis ke liye Larkay aur Larki ka baalig hona yani atleast 18 saal ka hona zaroori he. Waise Larki 18 saal se pehlay hi baloogat ki umer mein pohanch jati he.

                    Shadi ke liye Maan Baap se bhi ziada haq un ke buchay ka he ke wo kis ke saath zindagi guzaarna chahta he. Usay yeh right zaroor milna chahiye.
                    ahaaan........kuch log bachpan main engagements ker to dete hain per batatey tab hain jab bacche baaligh ho jain k ye hain ur fiance n in-laws

                    right apka opinion note ker liya
                    now i wanna discuss those benefits jo bachpan ki engagements se hoote hain or jiski waja se maine ye ques uthaya tha:)
                    or ap sab ka opinion chahiye ho ga
                    so keep visiting:thmbup:

                    i appreciate ur n Aanchal's opinions!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      hmmm...Aanchal ji aap ke likhnay ka andaaz bohat sada lekin bohat impressive he...PG mein 2, 3 larkiyaan hein jo kafi sensible lagti hein...un mein aik Ummid aur Mehere bhi hein...i must appreciate you all :)
                      Buhat Shukerya!:blush: :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Buchpan mein engagement nahi kerni chahiye

                        Jo walidein yeh kerte hein wo jahliyat ka saboot dete hein.
                        yeh 2 alfaz agar aik dosray say munsalik hooN to kisi sama'at par ach'cha asar nahee daltay.... ab chahay kehnay wala josh-e-khitabat main kahay ya himaqat main....
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                          Originally posted by Me Here
                          ahaaan........kuch log bachpan main engagements ker to dete hain per batatey tab hain jab bacche baaligh ho jain k ye hain ur fiance n in-laws

                          right apka opinion note ker liya
                          now i wanna discuss those benefits jo bachpan ki engagements se hoote hain or jiski waja se maine ye ques uthaya tha:)
                          or ap sab ka opinion chahiye ho ga
                          so keep visiting:thmbup:

                          i appreciate ur n Aanchal's opinions!
                          Thanks for liking my opinion :)

                          Aap ne kaha ke buchpan mein engagement ke benifits per discuss karien gi aap...ub mein aap ko aik cheez batana chahta hoon ke Musalmaanon per Alchohol haram karar di gai he...kia us ke benifit nahi hein...zaroor hein...lekin us ke benifits se ziada us ke nuksanaat hein.

                          Hamain collectively soochna chahiye ke buchpan mein engagement mein ager aik aadh koi faida hay bhi to us ke nuksanaat us se ziada hoon ge. In my eyes labelling an innocent child in such a delicate age is totally non-sense. Decisions buchon ke bara honay pe bhi liye ja saktay hein..bulke us waqt liye gaye decisions ziada achay hotay hein...kyoon ke waqt guzar chuka hota he...halaat tabdeel ho chukay hotay hein...when ur children are adult it is the best time for u to decide their fate...but still a mutual agreement of the parties who are going to get engaged is something very important.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                            yeh 2 alfaz agar aik dosray say munsalik hooN to kisi sama'at par ach'cha asar nahee daltay.... ab chahay kehnay wala josh-e-khitabat main kahay ya himaqat main....
                            My dear brother, to me the word "Jahliyat" is something which justifies at this occasion. It implies to the illitracy and lack of sense or less sense. If you have alternative to it, do tell me i will use accordingly
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mubahisa: Bachpan Main Engagements....?

                              Originally posted by Me Here
                              Buhat Shukerya!:blush: :)
                              Well it was not something to flatter you...but true...khush rahiye...and keep on moving with ur good work :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X