Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: khudar ya Ana parast!!!

    Originally posted by Me Here
    :soch:
    chaaaa howa dee dee :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #32
      Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #36
              Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                phir wohe dhund main lipTa howa paikar.......

                InshaAllah aap ki post par kal reply karonga :wk
                That's Enough...!!

                Comment


                • #38
                  Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                  Abbi 2cool jee Thank you very much for your Reply :salam: :phool:
                  Ap nay itna waqt diya iss ko :salam: shukriya bohat bohat:rose

                  Apnay itnay achay andaz ma apna mudah beyan kiya!!!!
                  :salam: Mai scorpion uncle ka bhi shukar guzar hon kah unho na itna waqt day kar iss baat ki wazhat ki per mai unki baat se satisfy nahi ho pai thi :donno: per Abbi bhai app ki baaton se Khudi aur Ana ka mafoom bohat achay se samjh ata ha ..............once again thank u:eye:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                    :rose
                    Attached Files
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      phir wohe dhund main lipTa howa paikar.......

                      InshaAllah aap ki post par kal reply karonga :wk
                      shayed k tery dil main utar jay meri baat....?
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                        Originally posted by fari
                        Abbi 2cool jee Thank you very much for your Reply :salam: :phool:
                        Ap nay itna waqt diya iss ko :salam: shukriya bohat bohat:rose

                        Apnay itnay achay andaz ma apna mudah beyan kiya!!!!
                        :salam: Mai scorpion uncle ka bhi shukar guzar hon kah unho na itna waqt day kar iss baat ki wazhat ki per mai unki baat se satisfy nahi ho pai thi :donno: per Abbi bhai app ki baaton se Khudi aur Ana ka mafoom bohat achay se samjh ata ha ..............once again thank u:eye:
                        Aslamo alykum mohtarma fari sahiba sab se pehly aap ka bohat bohat shukria k aap ko mery alfaaz pasand aay aur samjh bhi aagai ...rahi baat scorpion bhai ki to asal main , main aur wo dono aik hi baat keh rahay hain likin alfaaz ka farq hy .. kiuok mera aur unka dono ka khudi ki tareef par manwee ikhtilaf naheen serf lafzi ikhtilaf tha ....aur yehi baat darhaqeeqat baat ko uljha rahi thi...w/salaam
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                          MashaALLAH............
                          Kafee maloomati behas hay
                          =============================
                          plz mujy aap siraf aik baat baata dain k KHUDHI ka tasawer ALLAMA iqbal k elawa kisi aur ny paish kia hay k nahi?
                          ager hay to plz batain ager nahi to kiun nahi paish kia?

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                            Originally posted by Khalil
                            MashaALLAH............
                            Kafee maloomati behas hay
                            =============================
                            plz mujy aap siraf aik baat baata dain k KHUDHI ka tasawer ALLAMA iqbal k elawa kisi aur ny paish kia hay k nahi?
                            ager hay to plz batain ager nahi to kiun nahi paish kia?
                            ji bilkul khudi ka baqeda taswur to ALLAMA hi ny peesh kiya likin is ka ye matlab hargiz naheen k khudi ka is pehly islam main koi wajoud ya taswur naheen tha khudi ko islaam ny apni ibtada se hi bari ahmiyat de hy aur bohat se soufia ny bhi apny kalam main aur sofiyana istalahaat main khudi ki baqaeda tarweeej ki hy........:rose
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

                              Conclusion from the dicussions

                              :hhh:Scorpion Uncle Aur masood bhai bilkul theek kah rahay hain .....kiun kah maina kuch logo se iss baray ma baat ki tu unho na bhi yahi kaha ka Ana buri chiz nahi ha Aur waqi Ana buri chiz nahi ha bas Hum Iss lafz ka matlaab galat la rahay hain

                              Ana se murad Apni alag identity bana na ha, apnay app ko dosro ka samnay Aham bana na Apni Ahmiyat ka sab ko ahsas dilana ..........Apni infradiyat qaim rakhna...........
                              Rishtay tot tay hain jab aik dosray per bartari zahir ki jay,aik dosray ko nicha dekhay jaya jes ko Garor kahtay hain ya phir apni baat ko per araray rahna aur dosray ki baat na manana jesay Zid kahtay hain.....ya phir Matlab parasti ............iss qisam ki chizay jasay garoor, zid akar ya phir matlaab parasti Rishto ma darar daltay hain...............Lakin hum un sab chizo ko Ana kay zamray la atay hain Jo kah aik misconception ha ........
                              Ana ka samjha galat ja raha ha ..........ya koi galat chiz nahi ha

                              Comment

                              Working...
                              X