Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: khudar ya Ana parast!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: khudar ya Ana parast!!!

    anna or khudari dono achi baten hen lekin jhooti anna insan ko tabah kar deti he,rishton me drar daal deti he,is leay insan ko khudar hona chaey lekin jhooti anna se ijtenaab bartana chaey:a stick:

    Comment

    • #17
      Re: khudar ya Ana parast!!!

      Originally posted by shy
      anna or khudari dono achi baten hen lekin jhooti anna insan ko tabah kar deti he,rishton me drar daal deti he,is leay insan ko khudar hona chaey lekin jhooti anna se ijtenaab bartana chaey:a stick:

      Shy jee define Jhooti ana plzzzzzzz!!!

      Aur Masood uncle aur Scorpion Uncle app dono ka tajarba mujh se aur Saima jee se zayda hoga tabhi ap dono aik hi baat per mutafiq hain kah Ana achi chiz ha per positive honi chaiya.........per ya meri aur Samia jee ki baat bhi galat nhi ha with respect to our experience .........Maina tu ajj tak nahi dekhi asi ana .....Yahi dekha ha kah jahan Ana thi wahan rishtay toot gay:embarasse

      Comment

      • #18
        Re: khudar ya Ana parast!!!

        Originally posted by fari
        Maina tu ajj tak nahi dekhi asi ana .....Yahi dekha ha kah jahan Ana thi wahan rishtay toot gay:embarasse
        jab hum donoN is baat par mut'tafiq hain to yaqinan humaray andar bhi kuch Ana hogee :blush:, aur yaqinan hai.... laikin hum donon bhi to ach'chay DUSHMAN hain :mm:, aur hum donon kay baray main aap ki kia raiy hai :embarasse hum donon bhi to ach'chay bach'chay ana kay sath :wk
        That's Enough...!!

        Comment

        • #19
          Re: khudar ya Ana parast!!!

          Originally posted by fari
          Shy jee define Jhooti ana plzzzzzzz!!!

          Aur Masood uncle aur Scorpion Uncle app dono ka tajarba mujh se aur Saima jee se zayda hoga tabhi ap dono aik hi baat per mutafiq hain kah Ana achi chiz ha per positive honi chaiya.........per ya meri aur Samia jee ki baat bhi galat nhi ha with respect to our experience .........Maina tu ajj tak nahi dekhi asi ana .....Yahi dekha ha kah jahan Ana thi wahan rishtay toot gay:embarasse
          jhooti anaa us AKAR ko kehte hen jo insan me aa jati he jese do friends me kisi se bhi narzgi ho jaey to ager dono apne apni jagah ye sochte rahen k me pehel kiun karun mnane me dusre ko karni chaey to is ko kahen ge k jhooti anna,khud ko doosron se bartar samjhna or apni ghalti ko tasleem na karna,chahe din me pata ho k ghalti he par doosron ke samne ikrar na karna k is se neecha hona pare ga jhooti annna kehlati he.akser log sorry karna apni toheen samjhte hen ese log hi jhooto anna ka shikar hote hen.

          Comment

          • #20

            Dekho Bacha - chunkeh ham ney hamesha ana ko negative role mein dekha hai, isi liye ham yeh - as defination - samajh baith'tey hain keh ANA koi bohat buri shay hai. Aur is per jo ta'sur diya jata hai woh negative hi hota hai. Bilkul aisey hi jaisey aik lafz hai CONFLICT - jaisey ham conflict sochtey hain, parhtey hain to hamari soch mein aatah hai keh yeh to koi bohat buri cheez hai, conflict to nahin honi chahiye - yeh bhi ghalat hai! Conflict bhi honi chahiye agar woh kisi achhey nateejey per pohanchey. Isi tarha ana hai, ana honi chahiye agar aap ana ki paasdari kar saktey hain to!! Warna beja ana ko ley ker baith jana sara sar ghalat hai.

            Doosri baat :a stick: tum saima ko kya samajhti ho doodh peeti bachi :mm: woh umer mein tumhari daadi lagti hain
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: khudar ya Ana parast!!!

              Originally posted by shy
              jhooti anaa us AKAR ko kehte hen jo insan me aa jati he jese do friends me kisi se bhi narzgi ho jaey to ager dono apne apni jagah ye sochte rahen k me pehel kiun karun mnane me dusre ko karni chaey to is ko kahen ge k jhooti anna,khud ko doosron se bartar samjhna or apni ghalti ko tasleem na karna,chahe din me pata ho k ghalti he par doosron ke samne ikrar na karna k is se neecha hona pare ga jhooti annna kehlati he.akser log sorry karna apni toheen samjhte hen ese log hi jhooto anna ka shikar hote hen.
              Baqi sab fazool: DER KIS BAAT KI HAI???
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: khudar ya Ana parast!!!

                Originally posted by Masood
                Baqi sab fazool: DER KIS BAAT KI HAI???
                :mm:

                Comment

                • #23
                  Re: khudar ya Ana parast!!!

                  Originally posted by shy
                  :mm:
                  Khala sochii peya tey banda geya
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: khudar ya Ana parast!!!

                    Originally posted by Masood
                    Khala sochii peya tey banda geya
                    uncle me soching k aap ne kaha kia?kuch pale nahi para meri masoom or choti si aqal me:donno:

                    Comment

                    • #25
                      Re: khudar ya Ana parast!!!

                      Originally posted by Sweet & Sour
                      Khud'dari aur Anaa parasti dono alag alag batein hain. Khudari ka matlab hai, khudh apney bal botey per apney pairon per kharey hona, apni zaat mei mukamal khudh mukhtar hona, apni zarortein khudh apni mehnat ke bal per poora kerna kisi ki madad ke bagair ..... issey khud'dari kehtey hain.
                      Magar Anaa mukamal torh per alag chiz hai, anaa se murad hai khudh ko dosron se bala tarr samajhna, her baat ei khudh ko sahi aur dosron ko galat samajhna aur sabit kerna, apney aap ko dosro se behter manwana Anaa ke mano'n mei aata hai.

                      Khud'dari se rishton mei farq nahi perta, amgar Anaa rishtey ko torh deti hai.
                      hamari bakri kitni achi baatein kerti he na :lpop:

                      Ana mein takabur ka anser numayaan hota he...is liye yeh achi cheez nahi...jub ke Khudaari to aik fakhar ki baat he :)
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: khudar ya Ana parast!!!

                        Walikum Assalam fari!

                        1stly u r KHUSHAMDEED @ BEHES-O-MUBAHISA N HALAAT-E-HAAZRA

                        2ndly nice topic!

                        KHUSH RAHIIYE fari:rose
                        N KEEP VISITING US:wk
                        WASALAM:salam:

                        Comment

                        • #27
                          Re: khudar ya Ana parast!!!

                          Originally posted by Me Here
                          Walikum Assalam fari!

                          1stly u r KHUSHAMDEED @ BEHES-O-MUBAHISA N HALAAT-E-HAAZRA

                          2ndly nice topic!

                          KHUSH RAHIIYE fari:rose
                          N KEEP VISITING US:wk
                          WASALAM:salam:

                          Thankssssssss:rose Me here jeeee:phool:

                          App na bohat achay se Define kiya Khudari aur Ana ko ...........I m completely agre ewith your points.............

                          Per mai Masood uncle aur Scorpion ka point confuse kar raha ha kah aik lafz Ana ka do matlaab kasay ho saktay hain:cc: Sab iss Ana ko negative hi samjhtay hain tu iss ko aik hi matlaab ma liya jana chiaya:mm:

                          Comment

                          • #28
                            Re: khudar ya Ana parast!!!

                            Originally posted by fari
                            Per mai Masood uncle aur Scorpion ka point confuse kar raha hai
                            :pagal:
                            Attached Files
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: khudar ya Ana parast!!!

                              Originally posted by fari
                              Thankssssssss:rose Me here jeeee:phool:

                              App na bohat achay se Define kiya Khudari aur Ana ko ...........I m completely agre ewith your points.............

                              Per mai Masood uncle aur Scorpion ka point confuse kar raha ha kah aik lafz Ana ka do matlaab kasay ho saktay hain:cc: Sab iss Ana ko negative hi samjhtay hain tu iss ko aik hi matlaab ma liya jana chiaya:mm:
                              np.com fari:wk

                              main abhi in dono k points per nazar sani ker k apko tafseel se batati hoon
                              dont u worry me here na:blush:

                              Comment

                              • #30
                                Re: khudar ya Ana parast!!!

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                                :pagal:
                                :soch:

                                Comment

                                Working...
                                X