Assalamalikum
aaj kal ka jo door hai is main loogoo main urduadab main koi khas dilchaspi nahi hai ...aksar loog aisay hain koi achi shairi,nasar milli to parh lee warna koi khas rujhan nahi hai ....
is baray main baray baray namwar shoura or nasar nigar kehtay hain kay aaj ki nai nasal khud is field ki taraf nahi ana chati ....unhay angraizi literature main zaida lagaoo hai urdu ki nisabt ...
or nai nasal ka kehna hai kay humaye is mamlay main koi rehnumai nahi di jati .....namwar shoura/nasarnigar sirf apnay aap main lagay rehtay hain woh humaye agay anay ka mouka nahi daytay ... nai nasal ko seekhanay key leye kuch khas nahi kartay ....
aap logo ka is baray main kia khayal hai ? koon sahi hai or kia sahi hai ?:D:

Comment