Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

    aaj kal media aurat ko kiya kuch baa ker paish ker raha hai osi ke paishe nazer aik fiker aap tak pahuncha rahi hoon....
    Attached Files

  • #2
    Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

    Bohat khoob! Iska jawab main kaam sey chhuti key baad doon ga!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

      is ki ibteydah apni "zaat ki pehchan" sey kerni ho gi ... aur ye koi itna mushkil kaam nahi hai
      Asal mey Ambreen is per bohot sey ziada kuch likha ja sakta hai magar ye choti si line hi bohot hai :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

        Assalaam o alekum,


        waah bahooooot khoooob bahoot hi khooob , ambreen aaapnien ek aisa taar chheraa hai jisske baare mien hum jitnaa chaahien khud mien tabdeeli laa saktey hain lekin isske liye pehla qadam aurat nien hi khud uthaanaa hai usse khud yeh samajh aajaaye ke woh kyaa ker rahi hai khud ko kahaan le jaa rahi hai
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment


        • #5
          Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

          Aurat ka zawaal
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

            Originally posted by barg.e.gul
            is ki ibteydah apni "zaat ki pehchan" sey kerni ho gi ... aur ye koi itna mushkil kaam nahi hai
            Asal mey Ambreen is per bohot sey ziada kuch likha ja sakta hai magar ye choti si line hi bohot hai :-)
            sahi farmaya aap ne......Aurat ki tabahi usi surat mein ruk sakti hai jab woh apni pehchan ko pa le..

            Comment


            • #7
              Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

              Originally posted by khurram_shaikh
              Assalaam o alekum,


              waah bahooooot khoooob bahoot hi khooob , ambreen aaapnien ek aisa taar chheraa hai jisske baare mien hum jitnaa chaahien khud mien tabdeeli laa saktey hain lekin isske liye pehla qadam aurat nien hi khud uthaanaa hai usse khud yeh samajh aajaaye ke woh kyaa ker rahi hai khud ko kahaan le jaa rahi hai
              Aurat tu qadam jab hi uthae gi jab Mard use sedhi rah per ane den ge aik barbad aurat ke pechey bhi tu mard ka hi hath hota hai...humara muashra mardon ka muashra hai ager mard chahin tu ki bhi Aurat ki himmat nahin ho gi keh woh ghalat raste per chale...

              Comment


              • #8
                Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                ji masood bahut wazahat se aap ne baat kahi.....shaor ki manzil per pahunch ker hi achai burai mein farq pata chalta hai ......mein yeho kahon gi keh muashre mein sughar mard hi la sakte hain Aurton per sakhti kerne ka hukum hai ISlaam mein mager os waqt jab Aurat Ikhlaqi aur Islami hudud ko par keey....aur is sakhti ka waqt aa gaya hai .....mager ye kaise mumkin ho ga????

                Comment


                • #9
                  Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                  :)
                  Attached Files
                  اردو جواب
                  سوالات|جوابات|اردو زبان میں

                  Comment


                  • #10
                    Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                    Bohat khoob likha hai aapne Ambreen :)
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                      bahut acha lika hay aap sab ney bahut shukriyaa
                      wasalaam..

                      Comment


                      • #12
                        Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                        inn sari baton mein rati bher bhi ghalat nahi hai lakin aik sawal


                        kiya aurat k apne maqam se tanazali ki zimadar sirf aurat khud he hai?
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."




                        Comment


                        • #13
                          Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                          inn sari baton mein rati bher bhi ghalat nahi hai lakin aik sawal


                          kiya aurat k apne maqam se tanazali ki zimadar sirf aurat khud he hai?
                          Nahi lala,


                          do saal pehley mey ney yahan reply kiya tha key

                          is ki ibteydah apni "zaat ki pehchan" sey kerni ho gi ... aur ye koi itna mushkil kaam nahi hai
                          Asal mey Ambreen is per bohot sey ziada kuch likha ja sakta hai magar ye choti si line hi bohot hai :-)
                          Woman's Protection

                          Aik zindah haqeeqat hai meyrey seeney mey masstoor
                          kya janey ga wo jis ki ragoN mey hai lahu sard

                          Na parda, na taleem, nai ho key paurani


                          Jis qaum ney iss zindah haqeeqat ko na paya
                          uss qaum ka khursheed bohot jald hua zard
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                            Originally posted by Ambreen View Post
                            aaj kal media aurat ko kiya kuch baa ker paish ker raha hai osi ke paishe nazer aik fiker aap tak pahuncha rahi hoon....
                            really nice topic
                            main samjhtaa hoo aaj agarr aoorat koo jiss soorat e haal kaa samnaa karnaa parr rahaa haii uss kee sabb see ziadaa zimmaa darr aurrat khood haiii islamm nayy 14 soo saal pehllay aurrat koo wohh maqqam diaaa thaa jiss kee aaj takk duniaa main missall nahee miltee .... magarr aaj kee aoorat naii Roshan khialee kee naam parr aaorr apnee aazadee kee naam parr apnee izzat khood hee kammm kee haiiiiii .........
                            main samjhtaa hoo kehh agarr aaj aoorrat apnaa wahee khooyaa howaa maqqam hasill karnaa chahtee hain to uss koo islamm kee assooloo parr chalnaa hoo gaa iss mainn uss kee aoor tammam muasharaa kee behtaree haiiiiiiiiii
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment


                            • #15
                              Re: daur e hazir mein musalman aurat ka zawal...

                              Originally posted by Ambreen View Post
                              Aurat tu qadam jab hi uthae gi jab Mard use sedhi rah per ane den ge aik barbad aurat ke pechey bhi tu mard ka hi hath hota hai...humara muashra mardon ka muashra hai ager mard chahin tu ki bhi Aurat ki himmat nahin ho gi keh woh ghalat raste per chale...
                              i think iss point parr mujhaay aap see shadeed ikhtallaf haii kehh aourrat koo barbaad karnnay kee peechhhay mardd kaa hathh haiiii yehh balikol ghaltt baat haiiii main mantaa hoo kehh hamaraa muasharaa mardoon kee ghalbaa kaa muasharaa haii magarr aisaa kuchh bhee nahee jabb takk eikk aoorat thoree see kamzooree naa dikhaiieyy mardd main himmat hee nahee hotee kehh wohh uss kaa baal bhee bbaakkaa karr sakkay lihazzaa yehh kehnnaa balokll ghallat haiiii ...........
                              aoorraat koo khood koo apnee azzmmat koo samjhnaa hoo gaa tabb jaa kehh wohh apnaa khoyaa howaa maqqam hasil karr saktee haiii
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              Working...
                              X