Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: ^^munafqat ya dunya dari?^^

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: ^^munafqat ya dunya dari?^^

    zindagi me kuch ese log bhi hote hen jis se insan ki talkh yaden wabasta hoti hen,jinhon ne hamen dukh takleef dia hota he or ham un se milna pasand nahi karte,lekin kabhi kabhi ese logon se milna parta he,ese me insan kia kare?jab ese shaks ko moaf karne ko bhi dil na manta ho par doosron ki khater us se taluk bhi rakhna pare to apne aap ko kese normal rakha jaey.kiun k jab dil me nafrat ho to wo zaher ho jati he(kuch log shaed chupa lete hon)is milne ko dunya dari kaha jata he lekin me ise munafqat samjhti hun:pagal: plzzzzzzzzzzz tell me ese me kia kiya jaey:mm:

  • #2
    Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

    Originally posted by shy

    yaqinan yeh munafqat he hoti hai.....

    agar zindgee main kisi nay takleef di ho ya us say koi talkh baat mansoob ho to usay is terhaan bholana chaheay kay usay bhi maloom ho jay kay nafrat kehtay kisay hain..... aur dosroN kay kehnay par us kay sath baat karna ya usay ma'af kardayna nehayat aihmqana harkat hai, kion kay jab woh khud "sudhar" nahee sakta to kisi kay kehnay par usay ma'af karna ya tal'luq rakhna aik baRi ghalti hogi....... jis nay zati takleef pohnchai hai usay woh he zaat ma'af karnay ka haq rakhti hai aur koi nahe.......

    dil main mojod nafrat zeher he hoti hai jo kabhi aur kisi kay kehnay par khatam nahee hoti, laikin agar mujhay kisi say nafrat hogi to main usay sab say pehlay bataonga takay woh bhi mujh say nafrat karnay ka haq apnay pass rakh sakay, yeh na ho kay woh mera aihteram karta rhay........ yeh dohri munafqat hogi, kay main us say nafrat karon aur usay maloom na ho........

    aap ko jis say nafrat hai usay bata dain takay woh bhi aap say nafrat kar sakay.........

    Allah Hafiz
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3
      Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ

      haan ye bhi theek he:mm: ab bata doon gi k i hate u:fuming: lekin batana bhi to mushkil kaam he na :pagal:

      Comment

      • #4
        Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

        bus aisy hee normal laina chayee etni tention main parnee kee koi zarorat hee nahii..apni life karo enjoy..

        Comment

        • #5
          Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

          bohat ummda mozu hy aur hamary aaj kal k moashray main aysi surti haal se sabqa aksar logon ko parta hy...pehli baat to ye hy k agar kisi ny aap ka dil dukhaya ho to aik muslim hony k naty sab se bari baat ye hy k usy dil se moaf kardiya jay ...likin agar aap bahasiyat insani fitart usy moaf maheen karpaty to phir agar zindgi k ksis moor par us shaksiyat se milna pary aur wo milna bhi kisi wajha se ho yani dosry logon ki khatir jin k sath us shaksiyat raho rasm theek hon to meri nazar main isy mutliqan munafiqat naheen kehna chaiye kiuon k munafiqat ka taluq aap ki dili kafiyat k sath hota hy aur aap magar kisi se naraz hain to us ki wajha bhi koi hogi na ? aur zaroor us mazkoora shakas main koi kamzoori ya buri baat basourat e ikhlaq ho gi jsiki wajha se aap us se naraz huy thy. lehaza narazgi burai se honi chaiye na k bury shakas sy .han to main keh raha tha k agar aap kisi kiliye aysy shakas se hans kar milty ho jis ny aap ka dil dukhaya ho to ye areehan munafiqat naheen hy balk aap ki niyat par depend karta hy k aap ki niyat to achi hi hogi k agar aap ki niyat bhi us mutaliqa shakas k bary main kharaab ho to phir usy munafiqat keh sakty hain......
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

            Originally posted by shy
            haan ye bhi theek he:mm: ab bata doon gi k i hate u:fuming: lekin batana bhi to mushkil kaam he na :pagal:
            :mm:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

              **U R WELCOME HERE @ BEHES-O-MUBAHISA N HALAAT-E-HAZRA**
              :welcome:

              shy sis apko yahaan per dekh ker waqai khushi hoi!:salam:
              yuunhi aati rahiye ga:wk
              or nice topic me reply k sath aati hon:lpop:

              Comment

              • #8
                Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                Originally posted by Khalil
                bus aisy hee normal laina chayee etni tention main parnee kee koi zarorat hee nahii..apni life karo enjoy..
                sahi kaha aap ne par kabhi kabhi problem ban jati he ye baat:donno:

                Comment

                • #9
                  Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                  Originally posted by aabi2cool
                  bohat ummda mozu hy aur hamary aaj kal k moashray main aysi surti haal se sabqa aksar logon ko parta hy...pehli baat to ye hy k agar kisi ny aap ka dil dukhaya ho to aik muslim hony k naty sab se bari baat ye hy k usy dil se moaf kardiya jay ...likin agar aap bahasiyat insani fitart usy moaf maheen karpaty to phir agar zindgi k ksis moor par us shaksiyat se milna pary aur wo milna bhi kisi wajha se ho yani dosry logon ki khatir jin k sath us shaksiyat raho rasm theek hon to meri nazar main isy mutliqan munafiqat naheen kehna chaiye kiuon k munafiqat ka taluq aap ki dili kafiyat k sath hota hy aur aap magar kisi se naraz hain to us ki wajha bhi koi hogi na ? aur zaroor us mazkoora shakas main koi kamzoori ya buri baat basourat e ikhlaq ho gi jsiki wajha se aap us se naraz huy thy. lehaza narazgi burai se honi chaiye na k bury shakas sy .han to main keh raha tha k agar aap kisi kiliye aysy shakas se hans kar milty ho jis ny aap ka dil dukhaya ho to ye areehan munafiqat naheen hy balk aap ki niyat par depend karta hy k aap ki niyat to achi hi hogi k agar aap ki niyat bhi us mutaliqa shakas k bary main kharaab ho to phir usy munafiqat keh sakty hain......
                  haan bilkul esa kuch hota he tabhi to insan kisi se bezaar hota he aap ka mashwara bohat acha he,shukria:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                    Originally posted by Masood
                    :mm:
                    uncle aap kiun soch ma par gaey:blush:

                    Comment

                    • #11
                      Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                      Originally posted by shy
                      zindagi me kuch ese log bhi hote hen jis se insan ki talkh yaden wabasta hoti hen,jinhon ne hamen dukh takleef dia hota he or ham un se milna pasand nahi karte,lekin kabhi kabhi ese logon se milna parta he,ese me insan kia kare?jab ese shaks ko moaf karne ko bhi dil na manta ho par doosron ki khater us se taluk bhi rakhna pare to apne aap ko kese normal rakha jaey.kiun k jab dil me nafrat ho to wo zaher ho jati he(kuch log shaed chupa lete hon)is milne ko dunya dari kaha jata he lekin me ise munafqat samjhti hun:pagal: plzzzzzzzzzzz tell me ese me kia kiya jaey:mm:
                      hmmm...
                      Aap ne acha point uthaya, mein yeh samajta hoon ke waqt sub se bara merham hota he, ager kisi ne aap ko koi zarb-e-kalb lagai he to time usay heal ker de ga. Waqti toor pe insan ke jazbaat bharaktay hein, ghusa aata he, lekin waqt is ghusay ko neutralize ker deta he...

                      Meri nazar mein do option he, ke ager ghalti kerne wala ager dil se apni ghalti ko tasleem kerta he aur dubara ghalti kerne se buchnay ki kooshish bhi kerta he to aisay insaan ko moaf ker dena chahiye.

                      aur jo loog munafiq hein aur aap ko pata bhi ho to aisay loogon se kata'taaalqi hi achi
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                        Originally posted by shy
                        zindagi me kuch ese log bhi hote hen jis se insan ki talkh yaden wabasta hoti hen,jinhon ne hamen dukh takleef dia hota he or ham un se milna pasand nahi karte,lekin kabhi kabhi ese logon se milna parta he,ese me insan kia kare?jab ese shaks ko moaf karne ko bhi dil na manta ho par doosron ki khater us se taluk bhi rakhna pare to apne aap ko kese normal rakha jaey.kiun k jab dil me nafrat ho to wo zaher ho jati he(kuch log shaed chupa lete hon)is milne ko dunya dari kaha jata he lekin me ise munafqat samjhti hun:pagal: plzzzzzzzzzzz tell me ese me kia kiya jaey:mm:

                        simple jub aap ko kisi ki baat hurt kare yaani koi aisi baat kaih de jo na jaiz hai jis se aap ko bura bhi lage aur aap usey na pasnad bhi kare tu aik se do baar warn kijye..na maane tu Salam ke alawah her rishta khatam ker dijye.......phir kisi se zabardasti milne ki zarorat bhi nahi pade gi aur munafiqat bhi nhai hogi.......dushman banne ya banane se achha hai Ajnabi ban jaya jaye.....:) but be sure ke aap sahi ho..........:rose

                        Comment

                        • #13
                          Re: ^^munafqat ya dunya dari?^^

                          Originally posted by ummid
                          simple jub aap ko kisi ki baat hurt kare yaani koi aisi baat kaih de jo na jaiz hai jis se aap ko bura bhi lage aur aap usey na pasnad bhi kare tu aik se do baar warn kijye..na maane tu Salam ke alawah her rishta khatam ker dijye.......phir kisi se zabardasti milne ki zarorat bhi nahi pade gi aur munafiqat bhi nhai hogi.......dushman banne ya banane se achha hai Ajnabi ban jaya jaye.....:) but be sure ke aap sahi ho..........:rose
                          bilkul sahi kaha ummid :clap:
                          :thmbup:

                          Comment

                          Working...
                          X